Short Wazaif

Very easy and short wazaif for day-to-day life problems and different purposes.

Short Wazaif for Day to Day Life Routine

qabar ka azab se bachne aur tangdasti ki dua

Note- Har wazaif ek liye Awal Akhir 11-11 martaba Durood Shareef zaroor parh len jitne bhi wazeefe yahan diye jayen. See Taweez for Love Marriage-Man Pasand Shadi K Liye Taweez here.

 • Ager bacha rota ho aur khana na khata ho Bacha buhat rota ho ya khana na khaata ho yaa doodh na pita ho to thora sa pani ya doodh glass mei le ker isha ki namaz k baad “Yaa Allahuu Yaa Muhaiminuu Yaa Qahharuu”
 • Dozakh se hifazat- Jo shakhs fajr aur asar ki namaz k baad 7 martaba is dua ko parh le to dozakh dua kare ise mujh se bacha “Allahumma Ajirni’ minan naar”
 • Ager moun mei chhaale par gaye hon Ager kisi k moun mei chale pargaye hon ya badan mei phansiyan hojayen to Sura Duhaa 41 times parh ker sugar per dam kar k chabaale inshallah raahat hojayegi. See Dua for Getting Pregnant-Success Proof here.
 • Dunia mei faqa se bachao k liye “La ilaha illallaahul malikul haqul mubeen” jo koi shakhs subah shaam 100 100 bar is dua ko parh le dunia mei faqa na ho qaber mei wehshat na ho aur hashar mei ghabrahat se mehfooz rahe ga
 • “Yaa Maaliku” Jo shakhs 90 bar rozana in kalmaat ko parhe ga ghurbat se nijaat paa ker maaldar hojaye ga
 • “Yaa Wahabuu” Jo shakhs chasht ki namaz k akhri sajde mei 40 bar is ko parhe ga woh faqr o faqa se nijaat paye ga Ager qaidi rihayi chahta ho Ager koi Qaidi rihayi chahta hoo to rozaana Surah Jin parh liya kare inshallah baa’izzat bari hojaye ga Nazar Kabhi kamzor na hogi Jo shakhs wuzu karne k baad Aasman ki taraf dekh k Surah Qadr parh le inshallah us ki nazar kamzor na hogi
 • Shaitaan k shar se mehfooz rahe ga  “Huu Wallaahurraheem”.
 • Jo har namaz k baad in kalmat ko 7 bar parh le ga shaitan k shar se mehfooz rahe ga Safer ki thakan door karne k liye “Yaa Quddoosu”.
 • Jo shakhs dauran-e-safer wird karta rahe gasafer ki thakan se mehfoo rahe ga Sehat k liye 1- “Yaa Salaamuu”.
 • Yeh kalmaat 111 bar parh ker mareez per dam karne se shifa naseeb hogi 2- “Yaa Maajiduu”.
 • Jo shakhs in kalmaat ko 10 bar parh ker sharbat per dam kar pii le wo bimaar na hoga “Yaa Maajiduu”.
 • Jo Laa ilaaj mareez in kalmaat ko rozana 313 bar parhe ga iska marz khatam hojaye ga “Yaa Allahu”.
 • Har kisam ki bimari takleef k liye jo shakhs 7 bar Surah Fatiha parh k 111 bar “Yaa Salaamuu” parhe awal aakhir duroood-e-pak parh k mareez per dam karde aur paani per dam kar k wahi pani mareez ko pilaaye inshaAllah shifa hogi yeh amal din mei aik baar aur zada ki koi had nahi.
 • Ranj-o-ghum door karne k liye “Yaa Muhaiminuu”.
 • Jo shakhs 29 bar rozana in kalmaat ko parh le uska ghum door hojaye ga “Al Ghafooru”.
 • Jo shakhs is ism ko 313 bar parhe ga us ki tamam takaaleef aur ranj-0-ghum door honge Insha ALLAH.
 • Martaba mei bulandi k liye “Al Aliyu” Jo shakhs is ism ko 313 bar rozana parhe ga buland martaba aur khushhali naseeb hogiii
 • Rozee mei aisi barket k aap tasawwur na karpayen “Ya Zal fadlil Azeem Salli ala fadlikal azeem wa’aalihi wasahbihi wabaarik wasalim tafaddal alaina be fadleekal azeem”.
 • Har namaz k baad 20 bar in kalmaat ko parhen rozee mei barkat hogii “SubhanAllahiwabiha mdihi subhanAllahil Azeem” Jo shakhs 100 martaba rozana fajr ki namaz k baad in kalmaat ko parh le ga Allah taa’la us ko itna rizk ata farmaye ga k jaga na hogi
 • “Al Azizu” Jo shakhs 40 din tak 40 bar is ism ko parhe ga Allah us ko muazziz aur ghani karde ga.
 • Gunaahon ki aadat chhurwane k liye 1- “Yaa Mo’minuu”.
 • Rozana pabandi k saath 111 bar in kalmaat ko parhe aur sote waqt “Yaa Muhaiminuu” parhte hue sojayen
 • “Yaa Hameedu” jis shakhs ki gandi baato ki aadat naa jati ho wo in kalmaat ko 90 bar parh k paani per dam kar k paani piye is ki faahashgoi ki aadat nikal jaye gi.
 • “Yaa Fattaahuu” jo shakhs rozana fajr ki namaz k baad doono haath seene per rakh ker in kalmaat ko 70 bar parhe ga us k dil ka zang door hoga.
 • Sharaab noshi zinakari badkaari mei giriftar ho “Al barro” Sharaab noshi zinakari badkaari mei giriftar ho rozana 7 bar is ism pak ko parh le inshallah gunaahon ki aadat chhoot jaye gi.
 • Bawaseer ki takleef khatam karne k liye Ager kissi ko bawaseer ki takleef ho to fajr ki 2 sunnaton mei pehli raka’t mei ‘Alam nashrah’ aur doosri raka’t mei ‘Sura feel’ parhe takleef door hogi Insha ALLAH.
 • Jinnat ko dafa karna ho to Jis makaan mei jinnat ka shuba ho ya kissi insan per jinnat ka asar ho to Surah Fatiha, Ayatul Kursi aur Sura Jin ki shuru ki 5 ayaat parh ker dam kar k chhirak den jinnat chale jayen ge.
 • Apne auhde per bahaal hone k liye “Yaa Kabiro”.
 • Jo shakhs apne auhde se maazoool hogaya ho woh 7 roze rakhe aur rozana 1000 bar is ism ko parhe woh apne auhde per bahaal hojayega.
 • Dunia ki mohabbat se nijaat k liye “Al Qahharo”
 • Jo shakhs dunia ki mohabbat mei giriftar ho to is ism ko 313 bar parhe dunia ki mohabbat dil se door hojaye gi.
 • Aulad ki nek naami k liye “Yaa Mateeno” Jo shakhs her namaz k baad 100 bar is ism ko parhe us ki aulad nek hojayegi.
 • Biwi ya Shohar naraz hojaye to yeh parhen “Yaa Maneo” Ager biwi naraz ho to shohar aur agar shohar naraz ho to biwi sone se pehle bister per beth ker 20 bar in kalmaat ko parhe sulah hojayegi.
 • “Yaa Awwalo” Jo shakhs 100 bar in kalmaat ko parh le us ki zoja s se mohabbat karegi.
 • “Ya Wadoodo” Jo shakhs 1000 bar is ism ko parh ker khaane per dam karega aur biwi k saath beth ker khaaye ga to miyan biwi ka jhagra khatam hojaye ga aur bahmi mohabbat peda hojayegi.
 • “Al Waliyuu” Jo shakhs apni biwi ki buri adaton aur khaslaton se khush na ho biwi jab is k saamne aye woh is ism ko parhe woh nek khaslat hojayegi.
 • Her kism k dard ko door karne k liye “Ya Ghaniyu” Chalte phirte uthte bethte in kalmaat ko parhne se reerhh ki haddi ghutnon aur joron aur jism ka dard jata rahe ga.
 • “Ya Mughniyuu”  1 bar in kalmaat ko parh ker haathon per dam kar k dard ki jaga malne se sukoon hoga.
 • “Ya Muhyiii” jo shakhs 7 bar in kalmat ko parh ker seene per dam kare us ko gas ki bimari se afaqa hoga.
 • Zaalim se peechha churane k liye “Yaa Raufu” Jo shakhs 10 bar in kalmaat ko parh ker zaalim se baat kare woh zaalim us ki sifaarish qubool kare ga “Yaa Qadiru” Jo shakhs in kalmaat ko dauran-e-wuzu her uzv ko dhote hue parhne ka ma’mool bana le dushman us ko aghwa nahikar sake ga.
 • “Al Jabbaru” Jo shakhs rozana subah shaam 226 bar is ism ko parhe ga woh zaalimon k zulm o qehar se mehfooz rahe ga.
 • Mushkil Asaan karne k liye “Yaa Qadiru”.
 • Jo shakhs mushkil k waqt 41 bar in kalmaat ko parh le mushkil asaan hojayegi.
 • “Yaa Muhaiminu” Jo shakhs rozana 29 bar in kalmaat ko parhe ga woh her aafat o bala se mehfooz rahe ga.
 • Tanhai mei dar lagta ho to “Yaa Wahiduu”.
 • Jo shakhs in kalmaat ko 1001 (ek hazar ek) bar tanhai mei parh le to us k dil se khauf jata rahega.
 • “Al Mo’minu” Jo shakhs kissi khauf k waqt is ism ko 630 bar parhe to her khauf aur nuqsan se mehfooz rahe ga.
 • Ghussa door karne k liye “Yaa Raufu”.
 • Jo 10 bar durood shreef aur 10 bar is ism ko parhe to uska ghussa rafa hojaye ga aur ager doosre ghazabnaak  shakhs per dam kare to us ka ghussa bhi rafa’ hojaye ga.
 • Jis aurat k khawind ko ghussa ata ho to jab bhi shohar ko paani de 20 bar Bismillah parh ker paani per dam kar k pilaaye ghussa khatam hojaye ga.
 • Jaduu se hifazat k liye “Yaa Mumeeto” Jo shakhs 7 bar rozana in kalmaat ko parh ker apne uper dam karlega us per jaduu asar nahi karega.
 • Bacha baaligh hone tak hifazat mei “Al barro”  Jo shakhs apne bache per peda hone k baad hi 7 bar is ism ko parh ker bache per dam kare aur Allah k supurd kar de to Allah taa’la us bache ko baaligh hone tak tamam aafaton se mehfooz rakhe ga.
 • Makhlooq ki mohtaji se bachne k liye “Yaa Hakeemo”  Jo shakhs in kalmaat ko rozana 80 bar parh le woh Allah taa’la k siwa kisi ka mohtaj na hoga
 • Shaitaani waswason se nijat k liye “Al Muqsitu” Jo shakhs rozana is ism ko 313 bar parhe ga woh shaitaani waswason se mehfooz rahe ga.
 • Maal ko chori se mehfooz rakhne k liye “Yaa Jaleelo”  Jo shakhs in kalmat ko 10 bar parh ker maal ya raqam per dam karde woh maal chori se mehfooz rahe ga hisaar bandhne ka tareeqa awwal akhir 11 bar Durood Shareef parhen darmiyan mei 11 bar ayatu kursi parhen eh amal 24 ghante mei aik bar karen.
 • Jo koi rozana hisaar bandh le ga her haadse, daketi aur dushman ki nigaah se ojhal rahega Ibadat mei dil na lagta ho to “Yaa Allahu Yaa Ghaffaru Yaa Qadiru” Jo shakhs 121 bar in kalmat ko pare awal o akhir 11 bar Durood Shareef k saath to us ka ibadat mei dil lag jaye ga.
 • Bete k liye “Yaa mutakabbiru”.
 • jo shakhs apni zoja se milaap se pehle 10 bar in kalmaat ko parh le ga us k han nek beta peda hoga “Yaa Bariyu”.
 • Jo shakhs her jumme ko 10 bar in kalmat ko parhe ga us ko beta ata hoga  Aulad k husool k liye “Yaa Khaaliqu Yaa Bariyu Yaa Musawwiru”.
 • Be aulad aurat is tarah amal kare k 7 roze rakhe aur her roz iftar k waqt in teen naamon ko 21 bar parh ker aik glass paani per dam kare aur us paani se iftar kare to use aulad haasil hogi.
 • Dua ki qubooliat k liye “Yaa Wahabu”.
 • Jo shakhs rozana 7 bar in kalmaat ko parhe ga us ki her dua qubool hogi “Yaa Rafe’o” Jo shakhs rozana 20 bar in kalmaat ko parhe ga us ki her dua qubool hogi.
 • “Yaa Samee’o” Jo shakhs rozana in kalmaat ko 100 bar parhe ga aur parhne k dauran guftugoo na kare ga phir jo dua maangega qubool hogi.
 • “Yaa Khafidu” Jo shakhs rozana 500 bar is ism ko parhe ga us ki duayen qubool hongi.
 • Larki k waleden ya sarparast isha ki namaz k baad 150 bar in kalmaat ko parhen awwal aakhir Durood Shareefparhen jab tak shaadi na ho is ka wird rakhen agar sar k baal girte hon “Yaa Allahu Yaa Baariyu Yaa Kabeeru” Ager sar k baal girte hon to her namaz k baad 313 bar in kalmaat ko parh ker baalon per dam karlen.
 • Agar chehra be ronak hojaye “Ya Allahu Yaa Musawwiru Yaa Maaliku”.
 • Agar chehra be ronak aur siyah hojaye ya chehre ka rang siyahi maa’il hojaye to her namaz k baad in kalmaat ko 111 bar parh kar hathon per dam kar k chehre per pher den inshallah buhat fayeda hoga.
 • “YA LATEEFO”Ek tasbi me 129 dane dale jaye aur woh tasbi 129 bar padhi jaye. aur ek tasbi ke baad “LA TUDRIKUL ABSAARU WAHUWAA YUDRIKUL ABSAARA WAHUWAA AL-LATEEFUL KHABEER”. After Reciting this ayat 3 times speak your intention in dua. Again restart the Tasbi of “YA LATEEFO” but all the care should be taken as it should be recited ‘129’ times only. If you recited more than 129 time it could change it’s effects. Insha Allah your desire will be fulfilled.
 •  Duas for one’s family & righteous Children:

Rabbi ijAAalnee muqeemas salati wamin zurriyyatee rabbana wtaqabbal duAAa

رَبِّ اجعَلنى مُقيمَ الصَّلوٰةِ وَمِن ذُرِّيَّتى ۚ رَبَّنا وَتَقَبَّل دُعاءِ

O my Lord ! make me one who establishes regular prayer and (also) from my offspring ,our Lord !  and accept my invocation

SURAH IBRAHIM ,VERSE 40

Rabbana hab lana min azwaajinaa wa zurriyyaatina qurrata aAAyunin wajAAalnaa lilmuttaqeena imaamaa
O our Lord! grant us in our wives and our offspring the joy of our eyes and make us guides to those who guard (against evil)
SURAH AL-Furqan ,VERSE 74

Rabbi awziAAnee an ashkura niAAmatakallatee an amta alayya wa alaa waalidayya wa an aamala saalihan tarzahu  wa aslih lee fee zurriyyatee innee tubtu ilayka wa inni minal muslimeen O my Lord ,dispose me that I may be thankful for Thy blessing with which Thou hast blessed me and my father and mother and that I may do righteousness , well-pleasing to Thee and make me righteous
also in my seed ,surely I turn to Thee and surely I am of those who submit.
Surah Al-Ahqaf ,verse 15

”My Lord! grant me from Thee a good offspring; surely Thou art the Hearer of prayer”

رَبِّ هَب لى مِن لَدُنكَ ذُرِّيَّةً طَيِّبَةً ۖ إِنَّكَ سَميعُ الدُّعاءِ

Rabbi hab lee min ladunka thurriyyatan tayyibatan innaka samee udduAAa Surah Al-Imran ,verse 38 This is the supplication of Prophet Zakariyya (Peace be upon him) .

My Lord ! grant me (offspring) from the righteous ”

رَبِّ هَب لى مِنَ الصّٰلِحينَ

Rabbi hab lee minassaaliheen

(Surah As-Saffaat ,verse 100)” This is the dua of Prophet Ibrahim Alayhis Salam

If your spouse, kids or some relative is bothering u on some issue then read this Durood Shareef 111 times and then do dam on some water and let them drink it… InshaAllah Azzwajal.. any type of disagreement will end and u will have a peaceful environment.

Allahumma Sulay Ala Syyedina Muhammadeon Wa Ala Aalihi Wa As-haabihi Wa Aulaadihi Wa Azwaajihi Wa Zurriyyatihi Wa-Ahli Baitihi Wa As-haarihi Wa Ansaarihi Wa Ashya’ehi Wa Muhibbehi Wa Ummatihi Wa Alaina Ma’ahum Ajma’eena Ya Arhamar Raahimeen.

Short Wazaif in English

Recite durood sharif in the beginning and in the end of all wazaif given below.

Must read→ Dua To Get Married To A Specific Person

 • If the baby cries and doesn’t want to eat or drink milk. Take some water or milk in a glass. Recite “Yaa ALLAHuuYaa Muhaiminuu Ya Qahhaaru” After isha salah (prayer).
 • Protection from Dozakh (hell) – He who recites “Allahumma Ajirni’ minanaar” 7 times afer fajr and maghrib salah (prayer). Hell will make dua for him to protect him from the fire of hell.
 • If one has gotten blisters in his/her mouth or got pimples or zits on the body. Recite surah Duhaa 41 times and blow on some sugar and chew the sugar. Insha ALLAH one will get relief.
 • Protection from poverty in the world “La ilaha illallaahul malikul haqul mubeen”. He who recites this dua 100-100 times in the morning and evening will get protection from poverty, will not fear in the grave and he will get protection from nervousness in the hashar (day of judgment).
 • He who recites “Yaa Maaliku” 90 times every day will get protection from poverty and he will be rich soon. Insha ALLAH.
 • He who recites “Yaa Wahabuu” in the last sajda of chasht salah (prayer) will get rid of poverty.
 • If a prisoner wants to be released, should recite Surah Jin every day. Inshaa ALLAH he will get released respectably.
 • One will never get his eyesight weak. After a fresh ablution has to look up at the sky and recite surah Al-Qadr he will never get his eyes weak.
 • To keep save yourself from any evil, “Huu Wallaahurraheem”. One who recites 7 times after every salah (prayer) will safe from evil.
 • To relieve travel fatigue ” Yaa Quddoosu” One who keeps reciting this during travel will be protected from travel fatigue.
 • To be healthy, “Ya Salaamu”.
 • Recite this 111 times and blow on the patient, Insha ALLAH he will be healthy soon.
 • Ya Maajidu” One who recites this 10 times, blow on the juice, and drinks, will never be sick. Insha ALLAH.
 • “Ya ALLAHu” A patient who is in critical condition, recite this 313 times every day will be healthy soon.
 • For every type of disease and pain. Recite Surah Fatiha 7 times and “Yaa Salaamu” 111 times before and after durood sharif and then blow on the patient also blow on some water and give it to the patient to drink. Insha ALLAH patient will be fine soon.
 • For protection from grief and calamity “Yaa Muhaiminu”.
 • He who recites ” Al Ghafooru” 29 times every day will get relief from any grief.
 • One who recites “Al Aliyu” 313 times every day will get his rank highest level of respect and good fortune.
 • Unbelievable goodness in the sustenance you can’t imagine “Ya Zal fadlil Azeem Salli ala fadlikal azeem wa’aalihi wasahbihi wabaarik wasallim tafaddal alaina be fadleekal azeem”. Recite these kalamat 20 times after every salah (prayer) will get an increment in his sustenance. Must read→ Benefits Of Surah Alam Nashrah
 • “SubhanAllahi wabihamdihi subhanAllahil Azeem” He who recites these kalimat 100 times after fajr salah (prayer) ALLAH Ta’ala unbelievable increment in his sustenance.
 • He who recites “Al-Azizu” 40 times for 40 days he will be rich by the grace of ALLAH.
 • To get rid of committing sin, one should recite “Yaa Mo’minuu”.
 • Before sleeping recites “Yaa Muhaiminuu” 111 times daily.
 • To get rid of committing sin recite ” Yaa Hameedu” 90 times blow on some water and drink.
 • To clear worldly rusts from your heart, Keep your right hand on your chest and recite “Yaa Fattaahuu” 70 times after fajr prayer.
 • To get rid of committing drinking, smoking, gambling having unlawful haraam relationships unlawful sexual relationships recite “Al Barro” 7 times every day.
 • To get relief from piles of pain, in the first 2 Sunnat prayers of fajr recite Surah ‘Alam Nashrah’ in the first rak’at and surah ‘Al-Feel’ in the second rak’at.
 • To remove jinn from the body or from the house recite surah Fatiha, Ayatul Kursi and the first 5 ayat of Surah Jin then blow on some water and throw in a small quantity on that affected person or house.
 • To secure your position recite “Yaa Kabiro”.
 • He who lost his position, keep fasting for 7 days and reciting “Yaa Kabiro” 1000 times, will be back in his position and it will be secure.
 • To keep secure your heart from Worldly love recite “Al Qahharo” 313 times.
 • To make child pious recite “Yaa Mateeno” 100 times after every salah (prayer) every day.
 • If wife is angry husband can do this and if husband is angry wife can do this, recite “Yaa Maneo” 20 times before sleeping on the bed.
 • To make your wife love you recite “Yaa Awwalo” 100 times.
 • To resolve the conflict with your spouse recite “Yaa Wadoodo” 1000 times then blow on the meal and eat with your spouse, it will create unconditional love between them.
 • If anyone’s wife has bad habits and he is not happy then recite “Al Waliyuu” whenever she comes in front of him.
 • To remove all types of pain, including pain of spinal cord, knee and wherever you have pain recite “Ya Ghaniyu” as much as you can.
 • Wherever you feel pain recite “Ya Mughniyuu” 1 time then blow on your hand and rub on the area of pain.
 • For gas relief and acidity, keep your hand on your chest and recite “Yaa Muhyii” 7 times.
 • To get rid of cruel recite “Yaa Raufu” 10 times then talk to the cruel one he will on your side.
 • Enemy cannot kidnap him, he who keep reciting “Ya Qadiru” during ablution every day.
 • He who recite “Al Jabbaru” Every day morning and evening will protected from persecution of the oppressed
 • To make easy your difficulties recite “Yaa Qadiru” 41 times.
 • He who recites “Yaa Muhaiminu” 29 times every day will be protected from all calamities.
 • If any one feels afaid when being alone recite “Yaa Wahidduu” 1001.
 • He who recites “Al Mo’minu” 630 times will protected from all terror, panic and injury.
 • To control your anger recite durood sharif 10 times and “Yaa Raufu” 10 times. And blow on that person who get so angry.
 • If your husband is a angry man wife can recite Bismillah 20 times and blow on some water then let him drink it. His anger will be end up.
 • To protect your self from magic recite “Yaa Mumeeto” 7 times blow on your self.
 • If New born baby’s mother recite “Al Barro” 7 times just after delivery and blow on baby and hand him to ALLAH. ALLAH will protect him from all harm and calamity till his adultery.
 • Whoever recites “Yaa Hakeemo” 80 times every day will never depends on any one except ALLAH.
 • Whoever recite “Al Muqsitu” 313 times every day will be protected from evil thoughts.
 • Whoever recite “Yaa Jaleelo” 10 times and blow on your money. Money will never be stole.
 • Dua to concentrate your heart in ibadat (praying) recite “Yaa Allahu Yaa Ghaffaru Yaa Qadiru” 121 times with durood sharif 11 times before and after.
 • For baby boy “Yaa Mutakabbiru”.
 • He who recite ” Yaa Mutakabbiru” 10 times just before making sexual relationship with his wife. Will have Good righteous baby boy.
 • He who recites “Bariyu” 10 times every day will have baby boy.
 • If Barren women keep fasting for 7 days and recite “Yaa Khaaliqu Yaa Bariyu Yaa Musawwiru” 21 times then blow on some water and break fast from the water. She will deliver a baby boy.
 • For Dua acceptance recite “Yaa Wahabu” 7 times every day. ALLAH will accept his all Dua (wish).
 • For acceptance of all Dua (wish) recite “Yaa Rafe’o” 20 times every day.
 • He who recites “Yaa Samee’o” 100 times every day and during recitation never talked to anyone, ALLAH will grant him whatever he asked for.
 • He who recites “Yaa Khafidu” 500 times every day, ALLAH will accept all Dua of him.
 • To control hairfall recite “Yaa Allahu Yaa Baariyu Yaa Kabeeru” 313 times then blow on hair.
 • To get glowing face recite “Yaa Allahu Yaa Musawwiru Yaa Maaliku” 111 times and blow on your hand then rub it on your face.

Recite “ya Lateefo” 129 times then recite “La Tudrikul Absaaru Wahuwa Yudrikul Absara Wahuwal-Lateeful Khabeer”. After Reciting this ayat 3 times speak your intention in dua. Again restart the Tasbi of “Ya Lateefo” but all the care should be taken as it should be recited ‘129’ times only.

If you recited it more than 129 times it could change its effects. Insha ALLAH your desire will be fulfilled.
Agar apko post pasand aye to apno se share zarur kijiyega.

Join ya ALLAH Community!

FaceBook→ yaALLAHyaRasul

Subscribe to YouTube Channel→ yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

76 Comments on “Short Wazaif”

 1. Assalamalikum agar andoorini kamzoori aa Gaya to kya dua pada Gaya mardana takat ka

 2. Assalamalikum mere mardana takat me bahut kamjoori Aa Gaya koi dua

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *