In Islam, there is a right to every living creature to live their lives in a very peaceful manner. Peace is one of the core meanings of the religion of Islam. The Muslims who submits their will to ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala lead a very secure and safe life. The safety of home, security of wealth, and every safety is attached thereto.
﷽
Bismillah hirRahmaan nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam
Wazifa for Protection or Hifazat Ki Dua in Hadees
This secured way of living encompasses all walks of life, irrespective of race, color and nationality. Under the shade of the Islamic code, a non-Muslim individual’s personal dignity, property and wealth are protected and secured whether he is under covenant or lives in peaceful co-existence.
ALLAH says in the Holy Qur’an Surah #60, Al-Mumtahina Verse #8:
لَّا يَنْهَاكُمُ اللَّهُ عَنِ الَّذِينَ لَمْ يُقَاتِلُوكُمْ فِي الدِّينِ وَلَمْ يُخْرِجُوكُم مِّن دِيَارِكُمْ أَن تَبَرُّوهُمْ وَتُقْسِطُوا إِلَيْهِمْ ۚ إِنَّ اللَّهَ يُحِبُّ الْمُقْسِطِينَ
الله تمہیں ان لوگو ں سے منع نہیں کرتا جو تم سے دین کے بارے میں نہیں لڑتے اورنہ انہوں نے تمہیں تمہارے گھروں سے نکالا ہے اس بات سے کہ تم ان سے بھلائی کرو اور ان کے حق میں انصاف کرو بیشک الله انصاف کرنے والوں کو پسند کرتا ہے
“ALLAH does not forbid you from those who do not fight you because of religion and do not expel you from your homes – from being righteous toward them and acting justly toward them. Indeed, ALLAH loves those who act justly.”
As life is an entrusted asset, bestowed by ALLAH to all His living being to worship Him, it should be secured. In regard to this security, it is our duty to save every human life, as we have been enjoined in the Holy Qur’an:
وَمَنْ أَحْيَاهَا فَكَأَنَّمَا أَحْيَا النَّاسَ جَمِيعًا ۚ
اورجس نے کسی کو زندگی بخشی اس نے گویا تمام انسانوں کی زندگی بخشی
“…And whoever saves one [life] – it is as if he had saved mankind entirely…”
To help others and in compliance with these commandments directed by ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala, I am publishing a collection of strong and working Islamic Dua to safeguard almost everything in this perishable world.
Quran Prayer for Protection Safety Hifazat Ki Dua in Hadees
This is a very effective Islamic wazifa for officer. If an officer is cruel, doesn’t show any sympathy and always torture.
Surah Al-Jumu’ah Ayat #7
وَلَا يَتَمَنَّوْنَهُ أَبَدًا بِمَا قَدَّمَتْ أَيْدِيهِمْ ۚ وَاللَّهُ عَلِيمٌ بِالظَّالِمِينَ
Wala yatamannaw nahu abadan bima qaddamat aydeehim waALLAHU ‘aleemun bi-zaalimeena
اور وہ لوگ اس کی کبھی بھی تمنا نہ کریں گے بسبب ان (عملوں) کے جو ان کے ہاتھوں نے آگے بھیجے اور الله ظالموں کو خوب جانتا ہے
But they will not wish for it, ever, because of what their hands have put forth. And ALLAH is Knowing of the wrongdoers.
1. Zalim Hakim Se Hifazat
Agar kisi shakhs ke mal ya zameen ya asbaab par ya aabru ka nahaq koi shakhs dawedar ban jaye. Ya bilawajah haqdar ban gaya ho aur mazloom us zalim ke zulm se bachna chahta ho. To esi surat mein niche diye hue tariqe se amal kijiye. Insha ALLAH dushman ki zuban bandi ho jayegi.
- Wuzu ki halat mein rahte hue.
- Zohar ki namaz ke bad gyarah sau yani ek hazar ek sau (1100) martaba upar di hui Surah Jumu’ah ki ayat #7 parhiye.
- Parhne ke bad kafi der tak dushman ke dafah hone ki du’a kare.
- Insha ALLAH zalim ke shar se hifazat milegi.
- Saat (7) din tak ye amal bila nagah kijiye.
Ghaur Talab: Ye Amal wuzu ki halat mein karein. Khawateen ye amal haiz/maahwari ke dauran nahi karein.
2. Saman Ki Hifazat Ke Liye Aazmooda aur Mujarrab Amal
Agar koi haji ya musafir apna samane safar aage rawana kar de aur apne saman ke andar teen (3) martaba ye Ayat shareef likh kar rakh de. To wo saman kabhi gum nahi hoga. See Gumshudah chizon ki wapsi ka wazifa here.
Surah Al-Baqarah Ayat #110
وَمَا تُقَدِّمُوا لِأَنفُسِكُم مِّنْ خَيْرٍ تَجِدُوهُ عِندَ اللَّهِ ۗ إِنَّ اللَّهَ بِمَا تَعْمَلُونَ بَصِيرٌ
Wama tuqaddimoo li-anfusikum-min khayrin tajidoohu ‘inda ALLAHi inna ALLAHa bima ta’amaloona baseerun
اور جو کچھ نیکی سے اپنےواسطے آگے بھیجو گے اسے الله کے ہاں پاؤ گے بے شک الله جو کچھ تم کرتے ہو سب دیکھتا ہے
And establish prayer and give zakah, and whatever good you put forward for yourselves – you will find it with ALLAH. Indeed, ALLAH of what you do, is Seeing.
Ghaur Talab: Ye Amal wuzu ki halat mein karein. Khawateen ye amal haiz/maahwari ke dauran nahi karein.
More ‘yaALLAH Dua Wazaif’
3. Makan Ki Hifazat Ke Liye Kaargar Amal
Ye amal apne makan ya ghar ki hifazat ke liye behtareen aur mujarrab hai. Agar koi Musalman is Ayat ko kaghaz par likh kar makan mein chaspan kar de to koi mozi ya shaitan rooh khabis us makan mein dakhil na hoga. ALLAH ki rehmat se makan ki hifazat hogi.
Surah Al-Baqarah Ayat #114
ۚ أُولَـٰئِكَ مَا كَانَ لَهُمْ أَن يَدْخُلُوهَا إِلَّا خَائِفِينَ
ula ika ma kaana lahum an-yadkhulooha illa khaifeena lahum fee-ddunya khizyun walahum fee-aakhirati ‘azaabun azeemun
ایسے لوگوں کا حق نہیں ہے کہ ان میں داخل ہوں مگر ڈرتے ہوئے ان کے لیے دنیا میں بھی ذلت ہے اوران کے لیے آخرت میں بہت بڑا عذاب ہے
It is not for them to enter them except in fear. For them in this world is disgrace, and they will have in the Hereafter a great punishment.
Ghaur Talab: Ye Amal wuzu ki halat mein karein. Khawateen ye amal haiz/maahwari ke dauran nahi karein.
4. Musafir aur Ahal-o-Ayal Ki Hifazat Ke Liye Behtareen Wazifa
Agar koi shakhs bahir safar mein jaye aur makan ke baher ke darwaze ki peshani par niche di gayi Surah Al-Baqarah ki Ayat #126 aur Ayat #125 likhe to Insha ALLAH wo ghar wale zindah salamat aur nihayat aram se rahenge aur ye musafir bhi kheriyat se wapis ghar ayega.
Surah Al-Baqarah Ayat #126
ۖ رَبِّ اجْعَلْ هَـٰذَا بَلَدًا آمِنًا وَارْزُقْ أَهْلَهُ مِنَ الثَّمَرَاتِ مَنْ آمَنَ مِنْهُم بِاللَّهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ
rabbi-ij-‘al haaza baladan aminan wa-urzuq ahlahu mina-ssamaraati man aamana minhum bi-llahi wa-l-yawmi aakhiri
اے میرے رب اسے امن کا شہر بنا دے اور اس کے رہنےو الوں کو پھلوں سے رزق دے جوکوئی ان میں سے الله اور قیامت کے دن پر ایمان لائے
“My Lord, make this a secure city and provide its people with fruits – whoever of them believes in ALLAH and the Last Day.”
Surah Al-Baqarah Ayat#125
وَإِذْ جَعَلْنَا الْبَيْتَ مَثَابَةً لِّلنَّاسِ وَأَمْنًا
Wa-iz ja-‘alna-lbayta masaabatan linnasi wa-amnan
اور جب ہم نے کعبہ لوگوں کے لیے عبادت گاہ اور امن کی جگہ بنایا
And [mention] when We made the House a place of return for the people and [a place of] security.
Ghaur Talab: Ye Amal wuzu ki halat mein karein. Khawateen ye ayat haiz/maahwari ke dauran nahi likhein.
5. Haasid Ki Burayi Se Hifazat Hasil Karne Ke Liye Taaqatwar Amal
Agar kisi shakhs ki burayi log uske hakim ya aaqa ke samne karte hon. Ya fir kisi aurat ki burayi uski saas ya nanden uske shohar ke samne karti hon. To esi surat mein shauhar ke saamne apni izzat banane aur unlogo ki zuban bandi ke liye wo naukar ya fir ke aurat is ayat ko ek sau (100) martaba parhe.
Surah Al-Baqarah Ayat#137
فَسَيَكْفِيكَهُمُ اللَّهُ ۚ وَهُوَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ
Fasayak feekahumu-llaahu wahuwa-ssamee-‘ul-aleemu
سو تمہیں ان سے الله کافی ہے اور وہی سننے والا جاننے والا ہے
and ALLAH will be sufficient for you against them. And He is the Hearing, the Knowing.
Sau (100) martabah parhne ke bad haath utha kar sirf dua kijiye yani sirf ye jumla munh se nikale:
اللهم إنا نجعلك في نحورهم، ونعوذ بك من شرورهم
ALLAHumma inna naj-‘aluka fee nuhoorihim wa na’oodhu bika min shuroorihim
- Sat (7) din tak brabar is amal ko karne se tamam shikayeten dur hongi
- Kisi bhi behtar din aur waqt ye amal kar sakte hai.
- Wuzu ki halat mein rehte hue amal karna hai.
Ghaur Talab: Ye Amal wuzu ki halat mein karein. Khawateen ye amal haiz/maahwari ke dauran nahi karein.
6. Khane Ke Kharab Hone Se Hifazat Ke Liye Dua
Jis shakhs ko andesha ho ke mera khana rat ko kharab ho jayega. Wo wo shakhs Surah Al-Baqarah ki Ayat number 259 teen (3) martabah parh kar khane par dum kar ke ehtiyat se rakh de. Subah is khane ko uthate waqt yehi Ayat parh kar uthaye. Insha ALLAH khana sarne aur kharab hone se mehfuz rahega. Why is my wazifa not working? see here!
Surah Al-Baqarah Ayat#259
ۖفَانظُرْ إِلَىٰ طَعَامِكَ وَشَرَابِكَ لَمْ يَتَسَنَّهْ
fa-nzur ilaa ta-‘aamika wa-sharaabika lam yatasannah
اب تو اپنا کھانا اور پینا دیکھ وہ تو سڑا نہیں
Look at your food and your drink; it has not changed with time.
- Jab bhi ye mehsoos ho ke khana kharab ho sakta hai to wuzu bana kar ye amal kar sakte hai.
- Wuzu ki halat mein rehte hue amal karna hai.
Ghaur Talab: Ye Amal wuzu ki halat mein karein. Khawateen ye amal haiz/maahwari ke dauran nahi karein.
Aoa bhai.
I love a guy and we are happy together and want to marry. Us k ghar walay maan chukay hain lekin meri mama us larkay ko marwanay ki dhamkiyan deti hain please wazifa batayein k meri mama ka dil badal jaye woh positive ho jayein?
Konsa wazifa karu larkay ki hifazat ka? Aur humaray rishtay ki hifazat aur behtri ka
Hifazat ki dua isi page se dekh kar aap parh sakti hain aur apni ammi ko razi karne ke liye ye amal kijiye- https://www.yaallah.in/wazifa-make-parents-agree-marriage-waldain-razi
Assalam aleikum
Mujhe janna hai meri behan ki tabiyat thik nai hai kuch mahino se achanak uski dimagi halat pe kuch asar hua hai pehle se sab thik tha
Uski tabiyat kharab hone se pehle wo raaton ko sote waqt chaunk kar uth jaati thi dheere dheere wo jayda darne lagi so nahi Pati
Fir dheere dheere wo ghar wale ko bhi bhulne lagi wo 5waqt namaz Quran padhti thi
Jab se uski tabiyat aise hui wo namaz Quran se dur hai aur bhul bhi gayi hai padhne
Moulna saheb ko bhi dikhaye dr se bhi check up karwaye par kuch sahi pata nahi chal rahe hai
Maddad kijiye
Bhai aap ye wazifa parhkar bataiye ga mujhe- https://www.yaallah.in/how-to-check-black-magic-in-islam
Dushman ka mu bnad karny k liye ya dushman ko doat bnany k liye koi wazifa bta dain
Upar diye gaye wazaif me se ek wazifa aap shuru kar sakti hain apne dushman ka munh band karne ke liye.