Yaseen Shareef ke kayi fayde aur savab hai. Yahan tak ke agar hamein koi bahot hi khas hajat dar pesh agayi hai to ham ALLAH ke is kalam ka sahara le sakte hai. Insha ALLAH har wo atka hua jayaz kam apka ban ayega. ‘Surah Yaseen Read Online 7 Mubeen Wazifa’ mein jo tariqa bataya gaya hai Yaseen shareef ko sat mubeen se parhne ka, usse kamyabi zarur milegi.
The Powerf of Surah Yaseen Read 7 Mubeen Wazifa-Read Online
Terms and Conditions Before Starting Surah Yaseen Mubeen Wazifa
- This wazifa must be performed between 1-14 of any Hijri/Lunar Calendar Month;
- Must be performed for 7 days without skipping any single day and at the same place, at the same time. Like, if you are performing in Fajr then do this for 7 days in Fajr only, if after Isha salaat then for 7 days after Isha salaat only;
How to Perform Surah Yaseen Read Online 7 Mubeen Wazifa in English?
There are a number of Surah Yaseen with 7 mubeen benefits. One can achieve any hard task through this wazifa. All you need to perform this as per the instructions.
You can make a note of entire 7 mubeen in a notebook before starting this amal. Else, you can also highlight it in The Noble Qur’an. It will become easy for you to memorize the places you have to stop at.
1. Recite Durood-e-Ibraheemi 7 times
2. Recite upto 1st Mubeen fee ‘imamimmubeen’ Verse #12 then stop here;
- Again start Yaseen Shareef from the beginning
3. Recite upto 2nd Mubeen ‘illalbalaghulmubeen’ Verse #17 then stop here;
- Again start Yaseen Shareef from the beginning
4. Recite upto 3rd Mubeen ‘dalalimmubeen’ Verse #24 then stop here;
- Again start Yaseen Shareef from the beginning
5. Recite upto 4th Mubeen ‘dalalimmubeen’ Verse #47 then stop here;
- Again start Yaseen Shareef from the beginning
6. Recite upto 5th Mubeen ‘aaduwwummubeen’ Verse #60 then stop here;
- Again start Yaseen Shareef from the beginning
7. Recite upto 6th Mubeen ‘waquranummubeen’ Verse #69 then stop here;
- Again start Yaseen Shareef from the beginning
8. Recite upto 7th Mubeen ‘khaseemumubeen’ Verse #77 then stop here;
- Again start Yaseen Shareef from the beginning
This time do not stop at any Mubeen and read the whole Yaseen Shareef from the beginning till the end.
9. Then Recite Durood-e-Ibraheemi 7 times once again in the end;
10. Make a Dua for your any wish (legible) with tears in your eyes.
Offer isaal-e-sawab to Beloved Prophet Muhammad (SallALLAHU Alayhe Wa Alehi Wasallam), then to His Family, to His Companions, to all Wali Allah, then to all Muslims who passed away.
I also request you to remember Al Imran and his Marhoom Nanajan ‘Fateh Muhammad’ Saheb, that May ALLAH Azzawajal forgive all his sins, fill His Qabr with Noor, make easy the way of Pul Siraat and grant him Jannah. Ameen Ya Rabbul Alameen.
11. Perform this wazifa exactly in the same manner for 7 days;
12. Insha ALLAH your any wish will be fulfilled within 7 days of this wazifa.
Important Note: Females are not allowed to perform this wazifa during their 7 days of menses/periods. This wazifa must not be performed for any wish that is illegible.
To Download Yaseen Shareef with Seven Mubeen in PDF → Click here for PDF
How to Perform Surah Yaseen Read Online 7 Mubeen Wazifa in Roman English?
Ap chahe to apni sahuliyat ke liye saato mubeen ek copy mein likh sakte hai jo niche diye hue hai. Ya fir ap esa bhi kar sakte hai ke Qur’an-e-Pak mein saaton mubeen par ap highlighter se nishan laga de. Isse apko yad rahega ke apko kin-kin jagho (mubeen) par rukna hai.
1. Taza wuzu ke saath saat martaba Durood-e-Ibraheemi parhiye;
2. Fir Yaseen Shareef parhiye pahle Mubeen tak (fee ‘imamimmubeen’ ayat #12) yaha rukiye;
- Fir se Yaseen Shareef shuru se parhiye
3. Is bar dusre mubeen tak parhiye (‘illalbalaghulmubeen’ ayat #17) yaha rukiye;
- Fir se Yaseen Shareef shuru se parhiye
4. Is bar teesre mubeen tak parhiye (‘dalalimmubeen’ ayat #24) yaha rukiye ;
- Fir se Yaseen Shareef shuru se parhiye
5. Is bar chauthe mubeen tak parhiye ‘(dalalimmubeen’ ayat #47) yaha rukiye;
- Fir se Yaseen Shareef shuru se parhiye
6. Is bar paanchve mubeen tak parhiye (‘aaduwwummubeen’ ayat #60) yaha rukiye;
- Fir se Yaseen Shareef shuru se parhiye
7. Is bar chhathe 6 mubeen tak parhiye (‘waquranummubeen’ ayat#69) yaha rukiye;
- Fir se Yaseen Shareef shuru se parhiye
8. Is bar saatvein 7 mubeen tak parhiye (‘khaseemumubeen’ ayat#77) yaha rukiye;
- Fir se Yaseen Shareef shuru se parhiye
Is bar kahin na rukiye aur Yaseen Shareef ko mukammal parh lijiye aakhir tak. Yani is bar jo parhiye wo shuru se lekar aakhir tak puri Yaseen Shareef parhenge.
9. Bad iske Durood-e-Ibraheemi 7 martaba akhir mein parhiye fir se;
10. Hazrat Mu’hammad (SallALLAHU Alayhe Wa Alehi Wasallam) sawab pahuchaye (zuban se guzarish kijiye), then to His Family, to His Companions, to all Wali Allah, then to all Muslims who passed away.
11. Uske bad ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala se apne maqsad ke liye ro-rokar du’a kijiye.
12. Thik isi tarah se is amal ko 7 roz kijiye bila nagah;
13. Insha ALLAH apki har ek jayaz hajat chahe kitni se kitni hi mushkil kyu na ho saat hi roz mein hal ho jayegi. Agar koi murad mangi hogi to mil jayegi. Agar 7 saath roz mein apko nazar nahi aye to na-ummid zara bhi na hoye. Balki ye soche ke jald hi wo hajat apki puri hogi, ya fir ho chuki hai bas apke samne ana baki hai.
Surah Yaseen 7 Mubeen Wazifa in Hindi
सूरह यासीन 7 मुबीन का वज़ीफ़ा हिंदी जुबान में
आप चाहे तो अपनी सहूलियत के लिए सातों मुबीन एक कॉपी में लिख सकते है जो निचे दिए हुए है| या फिर आप इस भी कर सकते है के क़ुर’आन-ए-पाक में सातों मुबीन पर आप हाइलाइटर से निशान लगा दीजिये| इससे आपको याद रहेगा के आपको किन-किन जगहों (मुबीन) पर रुकना है|
1. ताज़ा वुज़ू के साथ ये अमल करें| सात मर्तबा दुरूद-ए-इब्राहीमी पढ़िए;
2. फिर यासीन शरीफ पढ़िए पहले (1) मुबीन तक (फी ‘इममिम मुबीन’ आयत #12) यहाँ रुकिए;
फिर से यासीन शरीफ शुरू से पढ़िए-
3. इस बार दूसरे (2) मुबीन तक पढ़िए (‘इल्लल बलाग़ुल मुबीन’ आयत #17) यहाँ रुकिए;
फिर से यासीन शरीफ शुरू से पढ़िए-
4. इस बार तीसरे (3) मुबीन तक पढ़िए (‘दलालिम मुबीन’ आयत #24) यहाँ रुकिए;
फिर से यासीन शरीफ शुरू से पढ़िए-
5. इस बार चौथे (4) मुबीन तक पढ़िए (‘दलालिम मुबीन’ आयत #47) यहाँ रुकिए;
फिर से यासीन शरीफ शुरू से पढ़िए-
6. इस बार पांचवे (5) मुबीन तक पढ़िए (”अदुव्वुम मुबीन’ आयत #60) यहाँ रुकिए;
फिर से यासीन शरीफ शुरू से पढ़िए-
7. इस बार छठे (6) मुबीन तक पढ़िए (‘व क़ुर’आनुम मुबीन’ आयत #69) यहाँ रुकिए;
फिर से यासीन शरीफ शुरू से पढ़िए-
8. इस बार सातवें (7) मुबीन तक पढ़िए (‘ख़सीमुम मुबीन’ आयत #77) यहाँ रुकिए;
फिर से यासीन शरीफ शुरू से पढ़िए-
इस बार कहीं नहीं रुकिए और यासीन शरीफ को आखिर तक मुकम्मल पढ़ लीजिये| यानि इस बार जो पढ़ेंगे वो शुरू से लेकर आखिर तक पूरी यासीन शरीफ पढ़ेंगे|
9. बाद इसके दुरूद-ए-इब्राहीमी 7 मरतबा आखिर में पढ़िए फिर से;
10. हज़रात मु’हम्मद (सल्लल्लाहु अलयहे व आलेही वसल्लम) सवाब पहुचाएं (ज़ुबान से गुज़ारिश कीजिये), फिर उनकी आल को सवाब पहुचाये फिर उनके सहाबाओं को, फिर तमाम वाली अल्लाह को फिर तमाम मुसलमानो को जो इस दुनिया से जा चुके है|
11. उसके बाद अल्लाह सुब्हानहु वत’आला से अपने मक़सद के लिए रो-रोकर दु’आ कीजिये|
12. ठीक इसी तरह से इस अमल को 7 रोज़ कीजिये बिला नागाह ;
13. इन्शा अल्लाह आपकी हर एक जायज़ हाजत चाहे कितनी से कितनी ही मुश्किल क्यों ना हो सात ही रोज़ में हल हो जाएगी| अगर कोई मुराद मांगी होगी तो मिल जाएगी| अगर 7 साथ रोज़ में आपको नज़र नहीं आये तो ना-उम्मीद ज़रा भी ना होये| बल्कि ये सोचे के जल्द ही वो हाजत आपकी पूरी होगी, या फिर हो चुकी है बस आपके सामने आना बाकि है|
ग़ौरतलब: ख़वातीन ये अमल हैज़ के रोज़ में नहीं करे| ख़वातीन हैज़ में तर्क नागाह कर सकती है|
Please see the below pictures of Yaseen Sharif with all the Mubeen
In the picture you will find Yaseen Shareef in such a way that no single mubeem can be missed out by you. So you need not to worry about remembering them. The Mubeen are Read them one-by-one to read entire Yaseen Sharif Mubeen. Start reading Yaseen Shareef from the beginning and then stop on first Mubeen, the second picture has second mubeen with subsequent pages.
Niche di gayi tasveer mein apko Yaseen Shareef ke saaton mubeen ek asan tariqe se nazar ayenge. Yani Yaseen Shareef parhna shuru kijiye, pahle mubeen par mukammal akar agli tasveer mein fir se Yaseen Shareef shuru se parhiye fir Dusre Mubeen par akar mukammal kijiye. Uski agli tasveer mein teesra mubeen aur thik ese saaton Mubeen hai.
صات مبیں کے ساٹھ سورة يس
Yaseen Sharif with Seven Mubeen
Saat Mubeen Ke Saath Yaseen Sharif
सात मुबीन से यासीन शरीफ पढ़िए
Pahla Mubeen Niche
First Mubeen Below
Dusra Mubeen Niche
Second Mubeen Below
Teesra Mubeen Niche
Third Mubeen Below
Chautha Mubeen Niche
Fourth Mubeen Below
Panchva Mubeen Niche
Fifth Mubeen Below
Chhatha Mubeen Niche
Sixth Mubeen Below
Saatva Mubeen Niche
Seventh Mubeen Below
ya ALLAH Community Mein Jud Jayiye | या अल्लाह कम्युनिटी में जुड़ जाईये
इल्म और जानकारी भरे शानदार ग्राफ़िक्स के साथ इस्लामी विडियोज़ देखिए→ याअल्लाहुयाअल्लाह यूट्यूब चैनल
‘Ilm aur jankari bhare wazifa ke videos dekhiye, YouTube Channel Subscribe Kijiye→ YouTube.com/user/yaALLAHUyaALLAH
FB Community mein log ek dusre Ki madad kar rahe hai, Aj hi member baniye→ yaALLAH Facebook Community
फेसबुक पर तमाम उम्मत-ए-मुस्लिमाह से जुड़िये→ yaALLAH Facebook Community
या अल्लाह गूगल+ कम्युनिटी | yaALLAH Community on Google Plus→ Plus.Google.com/yaALLAHUnet1
इन्स्टाग्राम पर फॉलो कीजिए | Instagram par Images dekhne ke liye follow kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
salaam bhai. Maine yeh 7mubeen wala wazifa chand ki 13 tareekh ko is mahine ke complete kiya. Main yeh Wazifa 7din tak fajr ki namaaz ke baad kya. Pehle din wazifa karne ke baad Mujhe bohat neend aagayi aajati. Khwab mein Maine dekha ke meri beti bohat saare black colour ke moti,beads Lekar meri jholi mein daal rahi hain. Mujhe Kuch samajh mein nahi aaya phir bhi Maine wazifa continue kiya. Pls Mujhe is khwab ki taabeer batadijiye. Woh moti shaadi ke waqt dulhan ko pehnaane wale moti the. Meri wish poori nahi huyi. Toh kya main phir se agle month phir se shuru Karoon Ya thode din wait Karin. Pls batadijiye.
Ji han aap dobara ye wazifa agle mahine parh sakti hain. Abhi aap ye amal parhen bataiyega- https://www.yaallah.in/how-to-check-black-magic-in-islam
Salaam bhai, Maine jis Tarah apne kaha usi Tarah how to check black magic in Islam wala wazifa kiya. Raat mein Mujhe koi special khwab nahi Dikha.mrng 5 fajr namaaz ke baad Mujhe phir se neend aagayi aur Maine dekha ki koi masjid hain jahan ek aadmi floor par gira hua water cloth se clean kar raha hain. Jab main wahan gayi toh us aadmi ne Mujhe woh cloth diya aur main bhi water saaf karne lagi.main achchi Tarah se floor clean kar rahi thi tabhi ek aadmi ko fits aagaye aur sab log kaam karna chod diya. Mujhe is dream ka matlab batadein aur yeh bhi bataaye ke main apni hajat ke liye kya Karun.
Abhi wazifa jari rakhen sis aur kuch khas dekhen khwab me to bataiyega.
Salaam bhai, main yeh saat mubeen wala wazifa karna chahti hoon. Magar meri problem yeh hain ke mere ghar bohat Chota hain. Sirf ek room aur bathroom hain. Usi room mein kitchen bhi hain. Din mein yeh Wazifa karna mere liye mushkil hain kyunki mere do Chote bachche hain. Isha ke baad bachche sone ke baad karsakti hoon. Magar kya bachche sone ke baad kya usi room mein hum Yasmeen shareef padh sakte hain. Kyunki Maine suna hain ke kisi bhi sote hue insaan ke pass Quran ki tilawat nahi karni chahiye.magar meri majboori hain. Pls Jaldi reply dijiye kyunki Aaj se Islamic Naya mahina shuru hone wala hain
Koi masla nahi hai sis. Kamre me aapka tanha hona zaruri nahi hai. Bas rozana ek hi waqt aur ek hi jagah par parhen. Bachcho ke sone ke bad aap usi kamre me parh sakti hain.