Surah Manzil koi Surah nahi balki usme kayi suratein ati hai jinhe milakar wo Manzil Dua kehlati hai. Manzil dua ke fayde behad fayde hai. Yahan English Manzil dua ka aage apko link bhi milega aur is page par Testimonials bhi parhiye dekhiye yaALLAH Followers ko manzil dua se kaise faydah mila.
How Manzil Dua Benefited yaALLAH Followers
yaALLAH Testimonial #1 for Manzil Dua Benefits in Urdu by a Follower
Aslamoaleikum bhai apka bht bht shukriya is grp n hamesha meri hlp ki h is baar toh mri bht badi prblm solve hui h thnks Imran bhai apke wjh s meri ammi ab Masha Allah s thik h hmre ghr m jinnati saya h jo bht khatarnak h jo hmsha hme bht prshn krta h ammi ko suddenly breast cancer hua unki jitni bhi reports aai sb m cancer tha hm bht prshn the fir unka oprtn Aiims m hua jhn unki biopsy report m cancer nhi tha dr surprised the bt fir vo thik ho gyi lkn inhe ghabrat itni rehti thi jiske wjh s hm bht prshn the unhe cardiologist ko dikhaya sare check up karaye sb normal bt unhe itni ghabrahat rehti thi hm bht prshn the fir mne imran bhai ko btya unhone mjhe dua manzil padhne ko btya ammi n khd padha pehle unhe prblm hui bt aj unhe koi ghabrahat nhi h. Vo MashaAllah s fit h shukriya bhai
See Screenshot below
Jis amal se behen ko faydah hua uska link ye hai- yaALLAH.in/manzil-dua-benefits-urdu/
Waqayi behad khushi ke ehsas ka lamha hota hai jab kisi ki koi jayaz pareshani hal ho jati hai. Koi masla asan ho jata hai. ALLAH bas ham sabke gunah muaf kare aur hamari maghfirat farmaye, Ameen.
Watch ‘ya ALLAH Dua Wazaif’ Fantastic Videos
Subscribe yaALLAHUyaALLAH YouTube Channel
Surah Manzil Dua English Benefits Testimonials by yaALLAH Followers
yaALLAH Testimonial #2 for Manzil Dua Benefits in Urdu by a Follower
Salam. Imran bhai kch dino se m bht pareshan thi m jinhe like krti hun unka ek dushman unhe hmesha takleef pohnchata tha apne mjhe manzil dua arhne k liye kaha jis se y faida hua k wo dushman khud apniharkaton se baaz agya JAZAK ALLAH imran bhai n ya.Allah community
https://www.yaallah.in/2015/05/22/manzil-dua-benefits-urdu/
See Screenshot below
Follow ya ALLAH Website to get benefits now!
Follow us
Assalamu Alaikum…imran bhai ek video me mene suna Tha ke Manzil dua ek bar padne se bars ke nishan khatam hogaye ek aadmi ke …mujhe bhi bars ke nishan hain jism par bahut ilaj karwane par bhi wo khatam nahi hore to me apse ye puchna chah Rahi thi ke Manzil dua me 2 time pad sakti Hun jisse mujhe jaldi or faida ho? …jis pani par me dam karke piyu kya usme se kuch pani me Ghar ke Charo kono par bhi dal diya Karu jisse mujhe jisse mujhe do faide miljaye beemari bhi khatam hojaye or ghar ki pareshani ya bhi? Kya manzil dua subah sham ek hi time par padna zaruri hai agar beech me kabhi Fajr me na pad paye to zuhar me pad sakte hain Manzil dua hum or kabhi maghrib me na pad paye to Isha me pad sakte hain plz batadein
aisa koi amal hamara nahi hai sis ye dekh sakti hai ap https://www.yaallah.in/dua-for-vitiligo-in-quran/
Assalamualaikum Bhai Mujhe ek shakhs ne nikah ke liye puchha tha ..maine istikhara kiya or achha response mila fr maine haa krdi unhe..lekin fr duriyan badhti gyi yaha tak ki unki shadi bhi ho chuki hai kisi or se maine rabta khtm kr dia ,mgr fr bhi mujhe khwab ate hain kbhi ke wo bht zor zor se ro rahe hain or kh rhe hain shadi shadi or bs ro rhe hain fr dusra khwab ke kahi akeli hu main andhera hai or barish ho rhi hai leti hu thand lag rhi hai achanak se dekhti hu ke wo mujhe chadar udha rhein hain to koi khta hai mujhe ye sab kuchh chhod kr tumhare pas aa gya hai…fr maine istikhara kiya to fr khwab me dekhti hu ke unki biwi jo bht hi mayus si hai usse mai puchh rhi hu ke wo achhe se baat krte hain tumse to khti h ni …ni krte…or fr khwab dekha ..ke wo khte hain ke dekho tum khti thi na dadhi rakh lu sunnat ki…dekho rakh li maine…or hr bar istikhara krk bhi ye pyar khtm hone ka nam hi ni le raha mai to allah ki raza me razi hu..fr kya masla hai …plz guide krein
Dear Sis, aap apne liye shadi ka behtareen wazifa parhiye aur ALLAH Ta’ala se jo aapke liye behtar hai usse shadi hone ki dua mangiye- https://www.yaallah.in/shadi-k-liye-behtreen-wazifa