Surah for Protection of House-Ghar Ki Hifazat Ka Taweez

Best Surah for Protection of House-Ghar Ki Hifazat Ke Liye Taweez is an awesome and easy Islamic way to protect your lovely home from everything. This includes thieves and every other type of calamity sourced from Shaitan.


Bismillah hirRahmaan nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam

Surah for Protection of House-Ghar Ki Hifazat Ka Taweez

Surah for Protection of House-Ghar Ki Hifazat Ka Taweez

Best Surah for Protection of House-Ghar Ki Hifazat Ke Liye Taweez

English

To safeguard or protection of your home/house from everything including entire types of evils. There are a few recommended steps to be followed. Insha ALLAH your house will be protected from enemies too. See Dua for Travelling in Quran here.

On the forehead of the building of your house write “Ya ALLAH” in three different places.

See the picture below to know how to write ya ALLAH on Forehead of your home?

ghar ki hifazat ka taweez kaise likhein

That Home and its family living inside will be safeguarded/protected until the name “Ya ALLAH” written on it InshaAllah.

Kindly note-Take the utmost care of ‘The Lovely name of Allah’, profaneness (Be-adabi) must not be done. No water or rain water shall touch the ‘The Lovely Name of Allah” and allowed to fall on the ground.

More reads

Ghar ki Hifazat Ka Taweez

Makan ki mukammal hifazat karne ke liye ye wazifa pur asar aur mufeed hai. ALLAH ke pyare ism mubarak se ye bana hai.

Apne ghar ki peshani par teen jagah jaise upar batlaya gaya hai. Teen jagah ‘ya ALLAH’ arbi ya phir Urdu mein likhwayiye. Yad rahe barish ka pani is par se niche na behne paye.

Yani upar se ise ese dhakwa dijiye. Is ism ki be adbi na ho ye khas khayal rakhiyega.

Insha ALLAH ghar ki mukammal hifazat rahegi. Har pareshani, musibat bala aur afat se bacha rahega.

34 Comments on “Surah for Protection of House-Ghar Ki Hifazat Ka Taweez”

  1. Asalamualikum mulana sahab meri shadi ho gai hai mujh ko alhumdulliha ksi qisam ka koi masla nhe hai magr mai dip mai apna ghar chahti ho merye shohar k char behan bhai unmarried hai jin k sth bhi merye mamlaat kafi behtar hai…sb sahi hai koi masla nhe bs privacy nhe hai zindagi mai apni marzi apni pasnd na pansd nhe apni khowaish sai kahi ana jana nhe kbhi agr dinner ka dil karye tu phaly sb ka socho phair plan karo is sai dil kch bura sa hota hai….koi wazifa batye jis sai jisye halat hai sb sai achye waaye hi achye rahye or mai alag ghar mai shift ho jao

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *