This is an awesome Istikhara process to seek the guidance of ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala. If you want to know how to do istikhara for future? you are in the right place. Istikhara karne ka sahi tarika dekhiye aur aj hi ise aazmayiye.
Easy! Perfect Istikhara for Future-Istikhara Karne Ka Sahi Tarika
﷽
Bismillah hirRahmaan nirRaheem
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam
Istekhara for Any Purpose- Istikhara Karne Ka Sahi Tarika in Urdu
Insha ALLAH you will get the exact detail. Which you have to follow. Which option is best for you and which one doesn’t fit.
Ad-Duha Surah #93 | Makkah, Al-Quran
وَالضُّحَى
Wa Ađ-Đuĥá
By the Glorious Morning Light,
وَاللَّيْلِ إِذَا سَجَى
Wa Al-Layli ‘Idhā Sajá
And by the Night when it is still,-
مَا وَدَّعَكَ رَبُّكَ وَمَا قَلَى
Mā Wadda`aka Rabbuka Wa Mā Qalá
Thy Guardian-Lord hath not forsaken thee, nor is He displeased.
وَلَلآخِرَةُ خَيْرٌ لَكَ مِنَ الأُولَى
Wa Lal’ākhiratu Khayrun Laka Mina Al-‘Ūlá
And verily the Hereafter will be better for thee than the present.
وَلَسَوْفَ يُعْطِيكَ رَبُّكَ فَتَرْضَى
Wa Lasawfa Yu`ţīka Rabbuka Fatarđá
And soon will thy Guardian-Lord give thee (that wherewith) thou shalt be well-pleased.
أَلَمْ يَجِدْكَ يَتِيما ً فَآوَى
‘Alam Yajidka Yatīmāan Fa’āwá
Did He not find thee an orphan and give thee shelter (and care)?
وَوَجَدَكَ ضَالّا ً فَهَدَى
Wa Wajadaka Đāllāan Fahadá
And He found thee wandering, and He gave thee guidance.
وَوَجَدَكَ عَائِلا ً فَأَغْنَى
Wa Wajadaka `Ā‘ilāan Fa’aghná
And He found thee in need, and made thee independent.
فَأَمَّا الْيَتِيمَ فَلاَ تَقْهَرْ
Fa’ammā Al-Yatīma Falā Taqhar
Therefore, treat not the orphan with harshness,
وَأَمَّا السَّائِلَ فَلاَ تَنْهَرْ
Wa ‘Ammā As-Sā‘ila Falā Tanhar
Nor repulse the petitioner (unheard);
وَأَمَّا بِنِعْمَةِ رَبِّكَ فَحَدِّثْ
Wa ‘Ammā Bini`mati Rabbika Faĥaddith
But the bounty of the Lord – rehearse and proclaim!
Surah Al Inshirah Surah #94 | Makkah, Al Quran
أَلَمْ نَشْرَحْ لَكَ صَدْرَكَ
‘Alam Nashraĥ Laka Şadraka
Have We not expanded thee thy breast?-
وَوَضَعْنَا عَنكَ وِزْرَكَ
Wa Wađa`nā `Anka Wizraka
And removed from thee thy burden
الَّذِي أَنقَضَ ظَهْرَكَ
Al-Ladhī ‘Anqađa Žahraka
The which did gall thy back?-
وَرَفَعْنَا لَكَ ذِكْرَكَ
Wa Rafa`nā Laka Dhikraka
And raised high the esteem (in which) thou (art held)?
فَإِنَّ مَعَ الْعُسْرِ يُسْرا ً
Fa’inna Ma`a Al-`Usri Yusrāan
So, verily, with every difficulty, there is relief:
إِنَّ مَعَ الْعُسْرِ يُسْرا ً
‘Inna Ma`a Al-`Usri Yusrāan
Verily, with every difficulty there is relief.
فَإِذَا فَرَغْتَ فَا نصَبْ
Fa’idhā Faraghta Fānşab
Therefore, when thou art free (from thine immediate task), still labour hard,
وَإِلَى رَبِّكَ فَارْغَبْ
Wa ‘Ilá Rabbika Fārghab
And to thy Lord turn (all) thy attention.
Istekhara For Future in English
If a person wants to know the result of any task whatsoever. He should perform the Istekhara as per the steps written below:
Start this Istekhara from Wednesday night,
- Before going to bed make fresh wudu;
- Offer two (2) rakah salah- “Tahhiyat-ul-Wudu” (See Above);
- Then recite surah Ad Duha X 7 times (See Above);
- Then recite Surah Alam Nashrah X 7 times (See Above);
- Now, lye down on to your bed facing towards right-hand side;
InshaAllah better you will get to know in the first night. If not then perform this for three (3) nights;
Istekhara For Future in Urdu
Agar Kisi shaks ko apne anjam ko janna hai, kisi bhi tarah ke jayaz maqsad ke liye. Unhe niche diye hua istekhara padna chahiye.
Budh ki rat se shuru kare,
- Sone se pahle insha ki namaz ke bad;
- Do (2) rakah salah- “Tahhiyat-ul-Wudu” (Upar dekhe) ada kare;
- Fir surah Ad Duha (Upar dekhe) 7 martaba pade;
- Fir surah Alam Nashrah (Upar dekhe) 7 martaba pade;
- Uske bad so jaye sidhi taraf ki karvat karke;
Insha Allah better apko pahli hi rat me anjam nazar ajayega. Or agar na nazar aye to ye istekhara teen (3) shab tak rozana bila nagah kare;
Assalamualaikum
Bhai meine future istiqara kiya tha.
Meine jamia millia islamia mein physiotherapy mein admission ke liye apply kiya hai to meine ye janne ke liye kiya tha ki mera dicision sahi hai ya nahi.
1Night- mujhe kuch yaad nahi.
2night- Meine dekha mein road per ja rhe hon aur aage road par barricade lage hain aur police hai lekin police mujhe rok nahi rhi hai per 2 aadmi (man) black suit pahne hai aur mujhe jane se rok rhe hai per main bhag kar nikal gye.phir meine dekha mein kuch dost ke sath jaa rha hoin aur mein usi jaga phir phuch gya hon isbar wo 2 aadmi mujhe pakadne ke kiye bhaag rhe hai mein bhi bhaga aur ek bhut bade ground mein phunch gaye aur aage khayi(raod finish)hai phir mujhe ek rasta dikh gaye main us raSte per bhaga aur un 2 aadmi mein se ek aadmi frog ki tarah uchal kar mera phecha kar raha hai .bas aur yaad nahi.
3 night – meine dekha main road per jaa rha hon aur ek aadmi(man) mujhe jane nahi de rha hai meine 2-3 bar nikalne ka try kiya per wo mujhe nahi nikalne de rha hai.phir meine dekha mein masjid se namaz padh ke nikal rha hon aur barish(rain) hui hai aur road per bhut pani bhara hai to ek aadmi kade hain wo hamse kahne lage abhi ruk jaho pani bhut bhara hai to mein unse kaha ji mein abhi nahi ja rha hon.
Bhai iska kiya matlab hai kya ye positive hai
Aur jo meine dono road dekhi wo ek hi area mein hai.aur wahi mere papa ka clinic hai
Istikhara aapka positive nahi hai.
Bhai kya mein istikhara phir se krun.
Ji han aap dobara kar len.
Aapne khud karna hai apne liye.
G maine padha or srf kwaab me pani hi pani dikhayi diya iska matb kya samjhun plzzz mujhe bta dijiye….
Kya parha aapne? Puri bat likhni thi sis. Pani dekhna achhi alamat hai.
Istakhara ki niyat kr k sonay k bs ankh khul jana aur phr neend na ana?
Ist day of istakhara.
No issues. Jari rakhiye istikhara.
Aoa Imran bhai m ne shadi k liye istikhara kiya or khuwabme dekha k jin ka rishta aya h mere liye wo or m khana kaba k samny sath bethy hain or m ne white abbaya phena hua h or teeno din aise e hum mukhtalif aitebar se sath the ab iska kya mtlb h?
Masha ALLAH, achha istikhara nikla hai aapka sis.
Asalamoalykum mai relationship me abhi hun ya nhi mujhe kuch nhi pta bht problems hogyi h 4 months me or usne mujhe unblock kiya but mai ye jaana chahti hun kya wo mere haqq me h to ye ishtikhra meri aapi mere liye karskti hai….