Very easy and effective Islamic remedies for constipation. Purani qabz ka gharelu ilaj in Urdu.
Islamic Remedies for Constipation
﷽
Bismillah hirRahmaan nirRaheem
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam
I request you to please follow yaALLAH.in on Facebook, Twitter, Google+, LinkedIn, Pinterest and Tumblr
Home Remedies Treatment Tips for Constipation (Qabz ka Gharelu Ilaj)
पुरानी से पुरानी कब्ज का इलाज
Surah Ikhlas in English With All Translations
Qurani Wazifa for Constipation
-
Rozana kam se kam 4 litre pani pina.
- Rat ko sone se pahle garam pani mein ek leemu (neembu) nichodkar pee jayein. Subah pet saf ho jayega.
-
Behtar hoga agar neem garam pani piye.
-
Subah o Sham pait par sarson ka tel ki maalish.
-
Dhoodh garm kar kay is main desi ghee mila kar peena bhot hi mufeed hai.
-
Zaida sa zaida lassi, chhaach aur dahi peena mufeed hai.
- Pukhta kharbozay khana qabz dor karnay ka umda ilaj hai.
-
5 khusak anjeer dhoodh main ubal kar raat ko sonay se qabl khana kabz ka ilaj hai.
-
Raat soney se qabal 2 chammach arand ka oil pee lanay sa qabz chali jati hai.
-
Chand din rozana tarboz khanay se qabz door ho jati hai.
-
Qabz ki pareshani ho to pukhta papita istimal mein lijiye. Ya fir iska juice bhi le sakte hai.
-
Apple aik ya do chhilkay samet nihaar muh subah uthkar khane se qabz dor hoti hai.
- Har qism ke fruits aur salad khane se qabz door hoti hai.
ya ALLAH Community Se Judiye!
‘Ilm aur jankari bhare wazifa ke videos dekhiye, YouTube Channel Subscribe Kijiye- YouTube.com/user/yaALLAHUyaALLAH
FB Community mein log ek dusre Ki madad kar rahe hai, Aj hi member baniye- yaALLAH Facebook Community
Facebook par Follow Kijiye- yaALLAH Facebook
Instagram par Images dekhne ke liye follow kijiye- instagram.com/yaALLAH.in