Islamic Prayer for Travel Safar Mein Hifazat ki Dua

Safar karne walon ko hamesha yahi fikr rahti hai ke ba-khairiyat safar pura ho jaye. Aur ham apni manzil par khair khwahi ke sath pahuch jayein. Islamic Prayer for Travel Safar Mein Hifazat ki Dua ki madad se.


Bismillah hirRahmaan nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam

Islamic Amal for Safety During Tour/Travel

Click here to See Safar ki Dua Images

Click here to See the Images of Ghar Se Nikalne Ki Dua-Dua to Leave the House in All Translation

Aj ke is daur mein ham mein se har ek shakhs kisi na kisi wajah se safar zarur karta hai. Safar mein kabhi tanha aur kabhi sathi hote hai.

Insha ALLAH safar kitna bhi lamba kyu na ho kitna bhi pareshaniyon mein mubtila kyu na ho. ALLAH ke raham se safar mein hifazat rahegi aur ba khairiyat manzil par pahuch jayenge. Agar kisi ko raah ke gum ho jane ka ya fir raasta bhul jane ka khatra ho to bhi ye amal kar sakta hai.

Surah Al-Baqarah, Ayat #5

أُولَـٰئِكَ عَلَىٰ هُدًى مِّن رَّبِّهِمْ ۖ وَأُولَـٰئِكَ هُمُ الْمُفْلِحُونَ

Ula-ika ‘ala hudanm minr rabbihim wa-ula-ika humu al-muflihuna

English: Those are upon [right] guidance from their Lord, and it is those who are the successful.

Lovely Readings

Islamic Prayer for Travel Safar Mein Hifazat ki Dua

Wazifa #1

Safar Mein Hifazat Ki Dua Roman English Mein

Jahaaz mein sawar ho aur jahaz khatre mein ho ya kisi shakhs ko rat mein rasta bhul jane ka andesha ho. To esi surat mein bhi ye wazifa mufeed sabit hoga Insha ALLAH. Surah Al-Baqarah ki is Ayat Kareema ko barabar parhta rahe, insha ALLAH hul Aziz kabhi rasta na bhulega aur sahi salamat manzil-e-maqsud tak pahunchega, Ameen. Find What is Dua in Islam? here.

Jab bhi kisi bhi tarah ki sawari par sawar ho, ya safar me ho to ye Surah Baqarah ki Ayat #5 zarur parh le. Yad rahe wuzu mein rahkar ye ayat parhni hai. Kisi bhi tarah ki sakht-se-sakht pareshani kyu na ho safar mein apki hifazat karega ALLAH Ta’ala.

Ghaur Talab: Khawateen ye surah haiz/maahwari mein nahi parhe.surah-Baqarah-ayat-5

Safar Mein Hifazat Ki Dua-Wazifa for Safety in Journey in English

A Lovely dua for travel in Quran from Surah Al-Baqarah.

If you are in your journey to somewhere. To remain safe from any mishappening during the trip try this Dua for Travelling from Quran. Any type of harm, even to your life will be nullified through this ayat Insha ALLAH.

You can recite the verse # 5 of Surah Al-Baqarah as many times as you want. You will definitely be safeguarded from every difficulty calamities and mishappening during your travel, if ALLAH wills.

Please Note: Females are not allowed to recite this surah during their menses/periods.

Safar Ki Dua Wazifa for Journey in Hindi

सूरह बक़रह की आयात से सफर में हिफाज़त हिंदी में

जहाज़ में सवार हो और जहाज़ ख़तरे में हो या किसी शख़्स को रात में रास्ता भूल जाने का अन्देशा हो| तो ऐसी सूरत में भी ये वज़ीफ़ा मुफीद साबित होगा इन्शा अल्लाह| सौराह अल-बक़रह की इस आयत करीमाह को मुसलसल (लगातार) पढ़ता रहे, इन्शा अल्लाहुल अज़ीज़ कभी रास्ता न भूलेगा और सही सलामत मंज़िल-ए-मक़सूद तक पहुंचेगा, अमीन| नमाज़ की पाबन्दी के लिए वज़ीफ़ा यहाँ देखें|

जब भी किसी भी तरह की सवारी पर सवार हो, या सफर में हो तो ये सूरह बक़रह की आयत #5 ज़रूर पढ़ लें| याद रहे वुज़ू में रहकर ये आयत पढ़नी है| किसी भी तरह की सख़्त-से-सख़्त परेशानी क्यों न हो सफर में आपकी हिफाज़त करेगा अल्लाह त’आला|

ग़ौरतलब: ख़वातीन ये सूरह हैज़/माहवारी के दौरान नहीं पढ़े|

Islamic Prayer for Travel Safar Mein Hifazat ki Dua

Wazifa #2

Roman English

Safar se Hifazat ke sath Wapsi ka Wazifa

Jab bhi kabhi safar ki zarurat mehsus ho tou ghar se is nikalte waqt ye wazifa zarur parhein. ALLAH Kareem ki amaan mein aa jayenge. Jo log rozi ke liye rozana ghar se baher jate hain, unhe chahiye ke is wazifa ko parhne ka apna mamul bama lein. Insha ALLAH, unka safar aur wapsi ALLAH Ta’ala ki hifazat ke sath hogi aur ghar bhi slamat rahega.

Amal karne ka tareeqa

  • Ye amal kisi bhi waqt kiya ja sakta hai.
  • Jab bhi kabhi ghar se baher nikalne lagein tou ghar ke darwaze ke dono bazu pakar lein.
  • 1 bar Durood Shareef
  • 1 bar Bismillah Shareef parhiye.
  • 11 bar Surat Ikhlas parhiye.
  • Ab du’a kar ke ghar ko aur khud ko ALLAH ke supard kar ke kam pe chale jaiye.

Insha ALLAH, ALLAH ki amaan mein raheinge aur khairiyat se ghar wapsi hogi. Yahan tak ke khali ghar bhi ALLAH ke fazal aur karam se mehfuz rahega. Ameen!

Gaur talab: Khawateen haiz/mahwaari ke dino mein ye wazifa kar sakti hain.

More reads

Dua To Marry Someone Of Your Choice

Islamic Prayer for Travel- Safar Mein Hifazat ki Dua

Urdu

سفر سے حفاظت کیساتھ واپسی کا وظیفہ

حدیث شریف ہے اگر کوئی سفر کو جائے اور گھر کے دروازے کے دونوں بازو پکڑ کر درود شریف، بسم اللّه اور گیارہ بار سورۂ اخلاص پڑھ کر اللّه کے سپرد کر دے تو حق تعالیٰ اسکا نگہبان ہوتا ہے جب تک کہ وہ واپس گھر آئے۔

Dua for Travelling in Hindi

सफर से हिफाज़त के साथ वापसी का वज़ीफ़ा हिंदी ज़ुबान में

जब भी कभी सफर की ज़रूरत महसूस हो तो घर से निकलते वक़्त ये वज़ीफ़ा ज़रूर पढ़ें| अल्लाह क्रीम की अमान में आ जायेंगे| जो लोग रोज़ी के लिए रोज़ाना घर से बाहेर जाते हैं, या फिर किसी भी काम के लिए घर से बहार की जानिब क़दम रखते है| उन्हें चाहिए के इस वज़ीफ़ा को पढ़ने का अपना मामूल (आदत) बना लें| इन्शा अल्लाह, उनका सफर और वापसी अल्लाह त’आला की हिफाज़त के साथ होगी और घर भी सलामत रहेगा| एक अमल की कितनी फ़ज़ीलत है माशा अल्लाह|

सभी बहन भाइयों से ज़रूर शेयर करें| सवाब-ए-जरिया कमाएं|

अमल करने का तरीक़ा ये है

  1. ये अमल किसी भी वक़्त किया जा सकता है|
  2. जब भी कभी घर से बाहेर निकलने लगें तो घर के दरवाज़े के दोनों बाज़ू पकड़ लें|
  3. 1 बार दुरूद शरीफ पढ़िए
  4. 1 बार बिस्मिल्लाह शरीफ पढ़िए|
  5. 11 बार सूरत इखलास पढ़िए|
  6. अब दु’आ कर के घर को और ख़ुद को अल्लाह के सुपुर्द कर के सफर पे चले जाइये|

सफर चाहे लम्बा हो या फिर के छोटा ये अमल उसके लिए मुफीद साबित होगा इन्शा अल्लाह|

इन्शा अल्लाह, अल्लाह की अमान में रहेंगे और ख़ैरियत से घर वापसी होगी| यहाँ तक के खली घर भी अल्लाह के फज़ल और करम से महफूज़ रहेगा| आमीन !

ग़ौरतलब: ख़वातीन हैज़/माहवारी के दिनों में ये वज़ीफ़ा कर सकती हैं|

2 Comments on “Islamic Prayer for Travel Safar Mein Hifazat ki Dua”

  1. Asalam walaqum
    I am in an urgent need for a wazifa. I was married last year. My husband did not let me meet my parents. So one day my parents came and took me with them. The next day he told someone to tell me not to come back. It has been six months he is not talking with me. I want to go back but he has said he is not interested in me and does not wants to live with me. Please help

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *