Zehni Aur Dili Sukoon Ki Qurani Dua

Mujhe kahin bhi sukoon nahi milta. Dil hamesha har pal bechain rehta hai. Zindagi mein ranj-o-gham is qadar hai ke ek-ek pal ab saans lena bhi dushwar ho chuka hai. Ye aaj har dusre shakhs ki kahan hai. Zehni aud dili sukoon ki dua ke zariye is masaib (pareshani) ka dekhte hi dekhte khatma ho jayega.→ Pareshani Se Nijat Ki Dua

Zehni Aur Dili Sukoon Ki Qurani Dua

ala bizikrillahi tatmainnal quloob surah in hindi


Sallallahu ‘Alayhe Wasallam

اَلَا بِذِكۡرِ اللّٰهِ تَطۡمَٮِٕنُّ الۡقُلُوۡبُؕ

Ala Bizikrillahi Tatma-innul Quloobu

“Khabardaar! ALLAH ki yad hi se dil taskeen pate hain.”

“Verily! In the remembrance of ALLAH, do hearts find satisfaction.”

“ख़बरदार! अल्लाह की याद ही से दिल तस्कीन पाते है|”

خبردار! اللّٰه کی یاد ہی سے دل تسکین پاتے ہیں۔

Surah #13, Surah Ar-Ra’ad, Last part of Verse #28

सूरह #13 सूरह अर्र-रा’अद की, आयत #28 का आख़िरी हिस्सा

Zehan, Qalb Yani Dil Mein Sukoon Daalne Ki Azmayi Hui Qurani Dua

Pareshaniyon aur museebaton ki wajah se agar aapka qalb yani dil aur dimagh bhi agar sukoon ki nemat se mahroom hai. To aap fauran ye zikr-e-Qurani shuru kijiye. Insha ALLAH, aapke andar itminan aur sukoon ka samandar janam lega.→ Jummerat Ke Din Ka Wazifa

Wuzu ki halat me aqeedat aur ahtaram ke sath kasrat se is Ayat-e-Kareema ka wird kijiye. Phir apne qalbi sukoon ke liye ALLAH Azzawajal se dua kijiye. Insha ALLAH, aapke qalb aur zehan me sukoon ki barish hone lagegi. Yani aap pur sukoon dil-o-dimagh ke malik ban jayenge, aameen.→ ALLAH Ki Madad Hasil Karne Ki Dua

Ghaur Talab: Khawateen ko agar ye dua zubani yad hai to wo haiz/maahwari/ayyaam me iska wird kar sakti hain.

Best Quranic Verse For Peace Of Mind And Heart

If you are deprived of calmness of mind and heart due to countless worries and problems. Must recite this special dua. An ocean of peace will create inside you by the Grace of ALLAH The Biggest.→ Most Powerful Dua

In the state of ablution, recite the above-mentioned Verse of The Noble Quran abundantly with full devotion and dedication. Then, pray for both your heart and brain to become restful/peaceful. If ALLAH wills, you will surely blessed with endless inner peace and tranquility.

Note: If females have memorized this dua, they can recite during their menses/periods.

ज़हन, क़ल्ब यानी दिल में सुकून डालने की आज़माई हुई क़ुरानी दुआ

परेशानियों और मुसीबतों की वजह से अगर आपका क़ल्ब यानी दिल और दिमाग़ भी अगर सुकून की नेमत से महरूम है| तो आप फ़ौरन ये ज़िक्र-ए-क़ुरानी शुरू कीजिए| इंशा अल्लाह, आपके अंदर ‘इत्मिनान और सुकून का समंदर जनम लेगा|→ सफ़र की दुआ

वुज़ू की हालत मे अक़ीदत और अहतरम के साथ कसरत से इस आयत-ए-करीमा का विर्द कीजिए| फिर अपने क़लबी सुकून के लिए अल्लाह अज़्ज़वजाल से दुआ कीजिए| इंशा अल्लाह, आपके क़ल्ब और ज़हन मे सुकून की बारिश होने लगेगी| आप ख़ुद अन्दर से मुतमईन महसूस करने लगेंगे|→ सोने की दुआ

ध्यान दीजिएगा: ख़वातीन को अगर ये दुआ ज़ुबानी याद है तो वो हैज़/माहवारी/आय्याम मे इसका विर्द कर सकती हैं|

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

64 Comments on “Zehni Aur Dili Sukoon Ki Qurani Dua”

  1. Assalamualaykum…mere husband aur mai hamara ek ghar lena chahte hai dekh bhi chuke hain aur pasand bhi kar chuke hain par koi na koi rukawat aa jati hai aur le nhi pa rahe paiso ki bhi kami hai …wo mehnat bahot krte hain but fir bhi jyada kama nhi paate isliye hamesha chidchide bhi rehte hain please aesi koi dua bataye ke wo ghar ka owner hume jald se jald ghar ki chabhi dede aur paiso ka bhi intezam ho jaye aur please unki kamayi aur rizk badhane ki koi behtareen dua bataye …mai apke bataye hue amal krti hu hmesha fayda krte hain

    1. First of all. Aap agar jis ghr me reh rahe hm us me guzara aur sukoon hai to aap wo ghr na lijiye aur kaheye Allah ja halat me sudhar paida karega aur jab zaroorat pesh aayegi tab Inshallah Allah wasail bhi paida karega. Is k liye sab accha example hai hamara pet.. Kabhi kabhi ayesa hota hai k insan k pass kuch nhi hota hai kahne ko raste me hai safar me hai bhoka hai piyusa hai paise bhi nhi hain magar Allah us bhooke pet ko pitaee halaq ko kisi na kisi tareeqe se bharwa deta kabhi jaldi to kabhi waqt lagta hai. Jo hai us me khush rahyye aur agar sukoon nhi hai Allah se regular dua kijiye aye dilo ko ferene wale hamare dil ko apni janib fer de aur hame sukoon de ameen

  2. Aslamoalaikum sir mere age 33 sal hi sir mujhy shadeed udasi reti hi and bp b high rehta hi jo medicine se b control ni hota aur har waqt negative sochta rehta hun

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *