Zalim Dushman Se Bachne Ki Dua-Dushman Par Ghalba Paane Ki Dua

Zalim Dushman Se Bachne Ki Dua-Dushman Par Ghalba Paane Ki Dua ek behad taqatwar amal hai jo apko apke dushman par fatah hasil karvayega.

Behad! Zalim Dushman Se Bachne Ki Dua-Dushman Par Ghalba Paane Ki Dua

Zalim Dushman Se Bachne Ki Dua-Dushman Par Ghalba Paane Ki Dua

Dushman Par Ghalba Hasil Karne Ke Liye Wazifa

See Dua For Safety From Enemies here.

Ye ek taqatwar aur bohat hi asaan wazifa hai. Suchi aur achi niyat aur jayez maqsad ke liye parhenge to fayeda zuroor hoga. yani apke dushman se apko nijat milegi. Ap unke har zulm se mehfooz rahenge. Apke dushman ka ap par koi zor na chal sakega. Dushman agar apko koi nuqsan pahuchana chahega to nahi pahucha payega, Insha ALLAH Ameen. Dushman Par Fatah Ki Dua-Dushman Ke Shar Se Hifazat Ki Dua yahan dekhein.

Dushman Par Ghalba Hasil Karne Ke Liye Amal Karne Ka Tariqa

Pagalpan Se Bachne Ki Dua-Wazifa for Mental Ilness yahan dekhein.

• Kisi bhi din aur kisi bhi behtar waqt ye amal shuru kiya ja sakta hai.
• Sab se awwal wuzu banaiye.
• 2 rakat nafal ada kijiye.
• Phir Ism Mubarik ‘Al-Qadiru’ 100 bar parhiye.
• Phir apne dushman par ghalba pane ki du’a kijiye.
• Jab tak maqsad pura na ho jaye ye amal karte rahiye.
• Insha ALLAH, jald hi apka maqsad pura hoga.
• Iske elawa agar wuzu karte waqt kasrat ke sath ye Ism mubarik parha jaye to bhi apka maqsad pura hoga.

Apko quwwat naseeb hogi jis se ap dushman ka samna kar sakenge aur us par ghalib rahenge. Insha ALLAH!

Ghaur Talab: Khawateen ye amal haiz/maahwari mein nahi karein.

Dawat Khane Ki Dua

Zalim Dushman Ke Zulm Se Bachne Aur Uspar Ghalba Hasil Karne Ka Karguzar Amal

ظالم دشمن کے ظلم سے بچنے اور اس پر غلبہ حاصل کرنے کا کارگزار عمل
دشمن پر غلبہ حاصل کرنے کے لئے یہ ایک عمدہ اور بہت ہی آسان وظیفہ ہے۔ سچی اور اچھی نیت اور جائز مقصد کے لئے پڑھیں گے تو فائدہ ضرور ہو گا۔
عمل کرنے کا طریقہ
کسے بھی دن اور کسی بھی بہتر وقت یہ وظیفہ کیا جا سکتا ہے۔
سب سے اوّل وضو بنائیں۔ دو رکعت نفل ادا کریں۔ پھر اسم مبارک اَلْقَادِرُ سو (۱۰۰) بار پڑھیں۔
پھر اپنے دشمن پر غلبہ پانے کی دعا کریں۔
جب تک مقصد پورا نہ ہو جائے یہ وظیفہ کرتے رہیں۔
انشاء اللّٰه جلد ہی آپ کا مقصد پورا ہوگا۔ اس کے علاوہ اگر وضو کرتے وقت کثرت سے یہ اسم مبارک پڑھا جائے تو بھی آپ کا مقصد پورا ہو گا۔ آپ کو قوّت نصیب ہو گی۔
جس سے آپ دشمن کا سامنا کر سکیں گے اور اس پر غالب رہیں گے، انشاء اللّٰه۔
غور طلب: خواتین حیض/ ماہواری کے دِنوں میں نفل ادا کیے بغیر یہ وظیفہ کر سکتی ہیں۔
yaALLAH Popular Dua Wazaif 

Dua for Victory Over Enemies

English
  • One can start this wazifa on any day and at any time.
  • Make a fresh ablution.
  • Offer two rakah nifl prayers. Then recite the Lovely Name of ALLAH ‘Al-Qadiru‘ 100 bar parhiye.
  • Then make a dua to get a victory over your enemy.
  • You can perform this wazifa until you see favorable results.
  • Insha ALLAH, your purpose will be fulfilled soon, Ameen.
  • Besides that, if you recite this lovely name ‘Al-Qadiru‘ of ALLAH while making an ablution. It will overpower your wazifa capacity. Your enemy will be down soon.

Insha ALLAH this will definitely help you to get a victory over your enemy.

Note: Females are only allowed to recite the lovely name of ALLAH and they cannot offer nifl prayers during their menses/periods.

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

10 Comments on “Zalim Dushman Se Bachne Ki Dua-Dushman Par Ghalba Paane Ki Dua”

  1. bhai ;mere piche ek ladka pda hua h usne mujhe aur meri family ko bhi pareshan kr rakha h ab meri shadi hone wali lekin vo hme sab ko bohot pareshan kr rha plzz esi koi dua btae jisse vo ladka mujhse aur meri family se dur ho jae

  2. A/s mere phuphy mere papa ki sbse badi dushman hai unhone sb kuch kia hua hai jadu tona sb kuch .. mere papa aur ammi ke bech me bht ladai krwati h wo .. hmre papa ko puri tarah se control kre hue hai.. allah ke waste koi asa waxifa bta de jo merre papa ke dil se wo utar jaye hm logo ke halat bigadte chale ja rhe h .. mere papa ko phuphy ke alwa koi axxa nhi lgta unhone bilkul control kia hua h

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *