Yaad Karne Ki Dua

Agar apko kuch thik se ya bilkul hi yad nahi rahta. Agar apko bewajah bhulne ki bimari hai. Ya phir aap apni yaadasht ko tez-tarrar karna chahte hai. To phir is chhoti si kuch bhi yaad karne ki dua ko zarur parhiye. Aur chand hi dinon mein aap mehsoos karenge aapki yaddasht computer se bhi tez ho jayegi, Insha ALLAH ameen→ Dimag Aur Zehan Tez Karne Ki Dua

Seconds Mein Kuch Bhi Yaad Karne Ki Dua

Computer Se Bhi tez Dimagh Chalne Lagega

yaad karne ki dua in hindi english

Chahe imtihan ho ya phir rozmarra ki parhayi. Ya chhoti se chhoti bhi koi ghair zaruri bat ho. Agar aap waqayi bhulakkad ho rahe hai. To phir ap sahi jagah par hai.

Bacha apna sabaq yad kar sakega aur uska zehan bhi tez hoga sath-sath ilm mein izafah hoga, Insha ALLAH, Aameen!

Seconds Mein Kuch Bhi Yaad Karne Ki Asan Dua

Roman English

  1. Kisi bhi din jab aap chahen ye wazifa shuru kar sakte hain.→Khana Khane Ki Dua

  2. Har namaz me salam pherne ke bad kam se kam ek (1) martaba ye niche di hui Ayat-e-Mubarika parhiye.

  3. Aur jab salam pher dein to ALLAH Tabarak Wata ‘Ala se apna zehan aur yaaddasht tez hone ki dua kijiye.

Insha ALLAH, aapki yaddasht computer se bhi tez ho jayegi. Jo bhi aap yad karna chahoge wo seconds mein yad ho jayega. Kabhi bhuloge nahi.→ Chehre Ki Khubsurti Ka Wazifa-For Noor on Face

Memorize Anything in a Fraction of Second

  1. One may start this wazifa whenever he/she wants.→ Effective Dua for Beauty on Face

  2. After completing obligatory or any prayers (saying salam), recite the above-mentioned Verse of the Noble Quran at least one (1) time.
  3. Afterward, make a prayer to boost your memory power.→ Wazifa for Removing Face Hair-Chehre Ke Baal Hatane Ki Dua

If ALLAH wills, your brain will start grasping things in a fraction of second. You will learn without any struggle just like a supercomputer.

जल्दी याद करने की दुआ हिंदी में

  1. किसी भी दिन जब आप चाहें ये वज़ीफ़ा शुरू कर सकते हैं|→ अच्छा रिश्ता आने की दुआ या अल्लाह टेस्टीमोनियल

  2. हर नमाज़ मे सलाम फेरने के बाद कम से कम एक (1) मर्तबा ये नीचे दी हुई आयत-ए-मूबरिका पढ़िए|
  3. और जब सलाम फेर दें तो अल्लाह तबराक वत’आला से अपना ज़हन और याददाश्त तेज़ होने की दुआ कीजिए|

इंशा अल्लाह, आपकी याद्दाश्त कंप्यूटर से भी तेज़ हो जाएगी| जो भी आप याद करना चाहोगे वो सेकेंड्स में याद हो जाएगा|→ किसी भी काम में फ़तह और कामयाबी की दुआ

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

24 Comments

  1. Mujhe bhulne ki bhot buri adat hai me har chiz bhul jata hu mera dimag mujhe tez or fast rakhna hai kyuki mujhe aage jakr bussiness man bannana hai
    inshallah❣️
    toh aap mujhe kuch esi du bataye jise me padkar har chiz yad rakhu or bhulu bhi nhi or dimag hi tej chalne lage
    Madad Ka Talabgar❣️😔

    1. yaaddasht tez karne ke liye upar wala amal kijiye.

  2. Meri Khala k husband ka thora mental issue ha jiski wajh sy ghr mn aiey din larae hoti ha aur wo clinic chalatay thy chota sa medical store aur wo bhi band hogya ha plzz koi wazeefa bataeyin ta k un k halat Sahi hojayein

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *