Islam mein namaz aur Quran-e-Pak parhne se pahle wuzu bana lene ka hukm hai. Aur jab wuzu ki bat ati hai to mukammal wuzu sikhna laazmi ho jata hai. Mukammal wuzu ke liye wuzu se pahle, wuzu ke dauran aur wuzu bana lene ke bad ki dua. Yani wuzu ki dua teeno tarah ki shumar honi chahiye. Savab azeem hasil hoga. Is post mein ham Wuzu ki dua in Hindi ke sath-sath wuzu ki baki duayein aur unka tarjuma bhi parhenge.→ Namaz Ke Baad Ki Dua
Wuzu Banane Se Pehle, Wazu Ke Darmiyan Aur Baad Ki Dua
Complete Guide
Jab Wuzu ki Niyat karein to ye Dua parhein
Nawaytu An Atawadda-a Lillahi Ta’ala
नवैयतु अन अ त वद्दा-अ लिल्लाहि त’आला
Maine niyat ki hai ke ALLAH Ta’ala ke liye wuzu karoon.
How to Make an Intention of ablution in English?
I intend to make ablution for the sake of ALLAH, The Super-Most.
Wuzu ki Niyat Ke Liye Dua ka Tarjuma Urdu Mein
Wuzu ki Niyat in English Dua TranslationIstikhara Ki Dua Ka Tarika With All Translations Yahan dekhiye
Wuzu Se Pahle Parhne Ki Dua

Wuzu Ke Darmiyan ki Dua in English Hindi Transliteration & Translation
Wuzu ke bad ki Dua:
Jab wuzu mukammal taur par bana lein. To uske bad aasman ki taraf dekhiye. Aur niche di hui dua ko parhiye.
أَشْهَدُ أَنْ لَا إِلَهَ إلَّا اللهُ وَحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ، وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّداً عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
I testify that there is no one worthy of worship except ALLAH. HE is all by HIMSELF and HE has no partner and I testify that Mu’hammad is ALLAH’s Servant and Messenger.
میں گواہی دیتا ہوں کہ اللّٰه کے سوا کوئی عبادت کےلائق نہیں۔ وہ اکیلا ہے اور اسکا کوئی شریک نہیں اور میں گواہی دیتا ہوں کہ حضرت محمد ﷺ اللّٰه کے بندے اور رسول ہیں۔
Main gawahi deta hu ke ALLAH ke siva koi ‘ibadat ke layaq nahi. WO akela hai aur USKA koi shareek nahi aur main gawahi deta hu ke Hazrat Mu’hammad ﷺ ALLAH ke bande aur Rasool hai.
Jisne ye dua parhi uske liye jannat ke aath darwaze khul jate hai. Jannat mein dakhil hone ke liye wo jis bhi darwaze se chahe jannat ke ander ja sakta hai.
(Mishkat)
yaALLAH Dua Wazaif
Bakra Zibah Qurbani Karne Ki Dua With All Translations
Safar Ki Dua in Hindi Urdu Arabic English-Images
Aur yahin ye bhi batlaya gaya hai ke is teen martaba dua ko bhi parhni chahiye:
(Hisnul Hasin)

Aur phir uske bad ye dua bhi parhni chahiye:
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
i want to do wazifa for irregular period. Pleas mujhe izzazat dijie
To seek the permission of this wazifa, kindly subscribe the website.
Please can you explain to me well. Before i recite the Wazifa of the Unseen, should i perform any Rakah sallah, or no need? And how many times should i recite the Wazifa? Thank you.
Kindly ask your question on the relevant wazifa page in future. No need to pray nifl namaz before reciting ‘wazifa to see the unseen’. All the procedure is described there. See the exact post thoroughly.