Do Wazifas work? This is a diffident or Badgumani in Urdu, the meaning of it sums up to hopelessness and least or having no faith in ALLAH. Honestly, the fact, the truth behind this failure must be discovered. Lessen your sins now! if you don’t do this, your prayers might not get accepted. The reason being, as you make more and more du’a, your desire will not be fulfilled but sins will be lessened.
﷽
Bismillah hirRahmaan nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam
Terms and Conditions of Wazifa to Show Favorable Results
There are certain rules for every Islamic wazifa to make it acceptable by ALLAH.
Overview
Innumerable times I got this message “Why is My Wazifa Not Working? What rules I am not following, what conditions to be met?” Many-a-times people complain that why they ain’t get a yield from the struggle and performance of wazifa. Therefore, through this post, I will definitely throw a light and try to address aforementioned issues. This will help you to get your desired results. Insha ALLAH, Ameen.
This is the perishable sinful world. A human being is more prone to errors. Errors here means sins. We are full of sins. Our daily activities consist of innumerable sins. What we generally feel these days is Islam always says this is Haram! That is Haram! Stop doing Haram! However, we are totally unaware of the truth that the world we live in is full of Haram. It is entirely against the teachings of Islam. The post Why is My Wazifa Not Working? Rules and Conditions! will clarify the doubts, reveal a true picture of the problems and guide us to the righteous path Insha ALLAH. Ultimately, these rules & conditions will help lead us to the success of wazifa.
Weighing Sins
Humans, who at some level believe they must avoid sin, still try to see just how close they can get to the edge. A heavy burden of sins might be the cause why any single wazifa is not providing the results to you. You failed in the wazifa! Meanwhile, another person who is doing the same wazifa has got success. Honestly, the fact, the truth behind this failure must be discovered. Lessen your sins now! if you don’t do this, your prayers might not get accepted. The reason being, as you make more and more du’a, your desire will not be fulfilled but sins will be lessened.
Self Analysis
It’s time to perform a self-analysis now. Note down your entire past activities that you did. Now, bifurcate them types of sins involving in those activities. For example- Once I shouted in an anger on my mother, this is a sin. Self-analysis will help you to take right decisions.
Stop All Haram
After the self-analysis, you are mandatorily required to avoid committing sins in future. Doesn’t matter if the sins are minor or major. You should avoid and you must avoid. Forgiveness of sins in Islam is easier if you feel guilty and promise not to repeat it again. Sometimes, when you are an innocent and you committed in that innocence.
ALLAH ko Yad Karne Ka Sahi Tareeqa
How to Pray in Islam?
ALLAH Jalla Jalaluhu ko yad karne ka wahi tareeqa ikhtiyar kia jaye jis ki taraf ALLAH Jalla Jalaluhu aur unke Rasool SallALLAHU Alayhe Wasallam nehamarirehnumaifarmaai Hai. Read How to Pray in Islam?
ALLAH Jalla Jalaluhu ko yad karne ka jo bhi masnoon tariqa apnaya jayee, isme ikhlaas niyat behad zururi hai, yad-e-Ilahi me ikhfaae mustahab hai, aur is se ikhlaas bhi paida hota hai or riyakaari raah nai pati. Ikhfaae isliye zururi hai ki namood wa numaish or riyakari niyat amal ko barbad kar deti hai. Read Islamic Muslim Baby Names
ALLAH Ta’ala ko khooshu wa khoozoo or tazree wa zari ke Sath yad Kia jaez. Gaflat or bechaini amal ko zaayah karne ka sabab banti jati hai. Aajizi, Inkisari, Yaqeen, Muhakham or Umeed paheem ke baghair yad-e-Ilahi be maayne hai. Read Women Rights in Islam.
ALLAH Ta’ala ka irshad hai:
“Tum apne parwardigaar ko pukaro ro kar gidgida kar or aahista-aahista, waaqai ALLAH Ta’ala hadd se tajaweez karne walo ko pasand karta hai.”
Surah Al A’araaf Verse Number 55
Do you Need Faith, Dedication, and Humility?
Khushoo’, Khushoo, aur Tawakkul ke Fawaid
Sins will be forgiven if you concentrate properly and have adequate faith‟, as the Prophet SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam said:
“When a slave stands and prays, all his sins are brought and placed on his head and shoulders. Every time he bows or prostrates, some of them fall from him.”
Reported by Al-Bay’haqi in al-Sunan al-Kubraa, 3/10; Saheeh al-Jaami
Al-Manaawi said:
“What is meant is that every time a pillar (an essential part) of the prayer is completed, part of his sins fall from him, until when he finishes his prayer, all his sins will be removed. This is a prayer where all the conditions are met and the essential parts are complete. What we understand from the words “slave” and “stands” is that he is standing before the King of Kings [ALLAH] in the position of a humble slave.”
Reported by al-Bayhaqi in al-Sunan al-Kubraa, 3/10; Saheeh al-Jaami
ALLAH Ta’ala ke bhot se sifaat inaam hain jin ke zariye use pukara jaaye. Jis kism ki hajat ho usi sifaat inaam se istafaadah kia jaye to behtar hai. Lekin ghaurkare ke na bahot buland awaaz se bulaya jaye aur na hi bilkul pastt awaaz se pukara jaye. ALLAH Ta’ala. Read How to Name a Child in Islam?
ya ALLAH Dua Wazaif
- Durood-e-Muqaddas in Arabic
- Wedding Night in Islam
- yaALLAH Nikah Istikhara
- Dua for Sleeping
- Dua Before Sleeping
ALLAH Ta’ala hamein or qareen ko ALLAH Ta’ala ke sifaati naamo ko apni pareshaniyon me yaad karne ki taufeeq ‘ata farmaye Ameen, ya rabbul Alameen. Wa-akhiru da’a waahum anil ‘hamdu lillahi rabbil ‘aalameen!
Acceptance of Prayers in Context with Why is My Wazifa Not Working? Rules Conditions!
Akhir Mera Para Hua Wazifa Kyu Kam Nahi Kar Raha, Dua Kyu Nahi Qubul Ho Rahi Hai?
Wazifa ya Du’a ki Qubooliyat
Sawal
Mere waldain ka inteqal ho chuka hai aur main bhai ke sath rehti hun. Haalat kisi bhi tarhaa mere liye saazgaar nai hai. Logo ki tawajjoh or tawoon se mehroom hun balke bad sulooki ki shikar hun. Bhot du’aen ki lekin shayad abhi take qubooliyat ka waqt nahi aya?
Jawab
ALLAH Ta’ala ki re’hmat se mayoos na hon namaz ki pabandi karen. Namaz fajar ke bad Surah Yaseen 40 roz aur Namaze-e-Isha ke bad Surah Yoonus 90 Dino tak parh Kar ALLAH se dua kia karen. Jin Dino Majburan na padh saken, wo shumar kar len aur bad me pure karlen.
Insha ALLAH ese haalaat wa Asbaab zahir honge jin se aap ka masla kisi na kisi tor hal ho jayega, Ameen
How to Get your Du’a Accepted by ALLAH?
This is a pretty simple thing and I always mention. What and how you should request ALLAH Ta’ala? After performing wazifa. Freeing from the entire process of the wazifa make a dua in such a manner that:
- Your tears start rolling down your cheeks. Ask in a low tone and gentle voice.
- The honest feeling while what you are asking to ALLAH Ta’ala.
- Always refer to others in this way:
- People of acquaintance,
- Relatives,
- Friends,
- Requestor (one who requested for a du’a), and
- Your family, and
- Make a dua for yourself in the last part of your du’a (in the end).
- Do not forget to recite this at least 3 times before and at least 3 times after your du’a.
La ILaaha Illa Anta Subhanaka Inni Kunto Minazzaalemeen.
Parvar digaar tere se siva koi Ma’abood nahi Tu (har ‘aib se) pak wa pakiza hai beshaq me qusoorwar hu.
پرور دگار تیرے سے سوا کوئی معبود نہیں تو (ہر عیب) پاک وہ پاکیزہ ہے بشاق مے قصوروار ہو
परवर दिगार तेरे से सिवा कोई मा’अबूद नहीं तू (हर ‘ऐब से) पाक व पाकीज़ा है बेशक़ में क़ुसूरवार हूँ|
Why is My Wazifa Not Working? Rules Conditions! is another initiative by me to guide my lovely people who have become hopeless!
Sifat Attributes/Properties/Characteristics
Ham Mein Kya Khubiyan Honi Chahiye, Hamari Kis Kami Ko Ham Door Kare?
Har insan achhaiyon aur burayiyo ka majmu’a hota hai. Lekin ALLAH Ta’ala ki chand khas ‘inayatein hi ek shakhs ko doosre shakhs se mumtaaz bana deti hai. Aur meri bhi yahi koshish rehti hai ke ye sifat main apne ander bhi paida karu. Ek musalmaan hone ke naate ham sab ko ye sifat paidah karna har taur par behad zaruri hai. Chand khusoosi sifat pesh kiye deta hu. Read Muslim Baby Names, A Complete Guide.
- Awwal (pehla), sifat Haq Ta’ala par kamil yaqeen hona.
- Doyam (dusra), Sifat Iske lihe hue muqaddar par kamil yaqin.
- Soyam (teesra), ALLAH Ta’ala par tawakkul.
- Chahaaram (chautha), Is yaqeen kamil ki roshni mein insan mein bahot si esi khubiyan paidah ho jani chahiye maslan insan muqaddar par yaqin rakhte hue kisi bhi taur par ‘hasad wa jalan mein mubtila nahi kabhi bhi na ho. Har martaba wah faqat yahi soch rakhe ke ALLAH Ta’ala ne jo mere liye pasand kiya hai wahi mera muqaddar hai. Jo kuch use mila hai wo uska muqaddar hai. Esi surat mein is insan ka dil hasad, jalan, bughz wa qeena se pak ho jata hai. Duniya ki koi hirs-o-hawas ka guzar iski zindagi mein nahi honi chahiye.
Aur ye ALLAH Ta’ala ka kitna bada in’aam hai ke apne bande ko bahut si kharabiyon se bachakar pak wa saf qalb ‘ata farmata hai. Aur wah banda usi ne’mat ke tufail apne rabb ka shakir wa saabir (Shukr guzar aur sabr karne wala) banda ban jata hai. Read Marriage Wazaif Testimonials.
Ek Muhtaram ka qissa mene para tha ek maahnama mein,
Maine kabhi unko lambe-lambe wazaif padte nahi dekha aur na hi kabhi pareshan hal mein pareshan hote dekha. Ese waqt mein bhi unhe kafi mutma’in paya. Yahi sifat hamme hone chahiye. Lekin wo apne zindagi mein Durood Shareef aur astaghfaar hamesha kasrat se para karte the. ALLAH Ta’ala, unke Mehboob SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam aur unke auliya se dili ta’alluq tha.
Jab wo kisi pareshani mein ya fir kisi kashmakash mein mubtila ho jate to do rakat nifl ada karte aur ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala se du’a mangte aur fir teen-chaar roz bad khud hi khabar karte ke ALLAH ne meri sun li aur meri raah asaan farma di. Subhan ALLAH!! Subhan ALLAH!! Subhan ALLAH!!
Faqat me bhi khud yahi koshish karte rahta hu aur mere chahne wale aziz-o-aqaarib mere followers se bhi yahi darkhwast karta rehta hu ke Durood Shareef ka kasrat se wird aur sath hi sath astaghfaar karte rahna yani ALLAH se apne gunaho ki muafi ke liye du’a mangte rahna behad mufeed sabit hota hai. Is zindagi mein aur akhirat mein bhi Insha ALLAH. Read Testimonials for Exam Wazaif.
100% Working Tested & Tried ya ALLAH Wazifa for Thyroid Treatment
Tested & Tried Wazifa for Undue Menses, First on Internet!!
Please Follow yaALLAH to get all Strong & Working Dua Wazaif right into your inbox.
Ummah is helping each other!! Join Active Facebook Community!! FB.com/groups/yaALLAHU
Bhai Menay Aapko Comment Kii Hai FB par insta par messenger mei b lekin response nh mila yaha par b
bataye sis