April 12th, 2022
Har 4 rak’at ke bad Taraweeh Mein Padhne Ki Dua jo ki badi hi khas hai. Iski badi hi fazilat hai. Ise tasbeeh tarawih bhi kaha jata hai. → Namaz Ke Baad Ki Dua
Taraweeh Mein Padhne Ki Dua In Hindi English Arabic
Translation of Tasbeeh Tarawih
Glory be to The Owner of The Kingdom of The Earth and The Heavens. Glory be to The Possessor of Honour, Magnificence, Awe, Dominion, Majesty and Might. Glory be to The Ever-Living Sovereign Who never sleeps nor dies. O All-Glorious! All-Holy One! our Lord and The Lord of The Angels and The Spirit. O ALLAH! Save us from The Fire.
O Guardian! O Guardian! O Guardian!
Chahe auratein ho ya phir mard. Jahan bhi ap tarawih parh rahein hai. Khawateen ghar hi mein bhale tarawih parhein. Aur mard ‘Imam ke peechhe.→ How to Pray Salatul Hajat Namaz-Tarika
Tarawih Ki Rak’atein Kaise Parhein?
-
Sabse pahle 4 rak’at sunnat ghair muwaqqida
-
Uske bad 4 isha ki farz namaz.
-
Phir 2 sunnat ada kijiye.
-
Aur uske bad 2 nifl ada kijiye.
-
Uske bad aap 2-2 karke sunnat rak’atein tarawih ki parhiye. Jinki kul ta’adaad 20 ho. Har 4 rakat ke baad thoda ruk kar upar di gayi taraweeh ki dua parhiye. Is tarha se Aap 20 rakat mein 5 martaba upar di gayi taraweeh ki dua padhenge.
- Uske baad aap 3 rak’atein witr wajib parh lijiye.
-
Aur akhir mein 2 rak’at nifl parhiye.
Koi bhi tarawih parh raha ho har 4 rak’at parhne ke bad ye khas fazilat wali tarawih ki tasbeeh zarur parhein.
Poori tarawih mein kul ta’adad is dua ko 5 martaba parhenge. → Sayyidul Astaghfar Ki Dua In Hadees
xx
Koi bhi tarwih parh raha ho to har 4 rak’at ke bad ye khas fazilat wali dua jo ke tasbeeh hai ise zarur parhein. Khawateen ghar par hi taraweeh ki namaz ada karein ya mard jo ghar par sunnat taraweeh ki namaz padhna chahte hai.
To Qur’an paak ki akhri 10 suratein yaad karlen. Lekin sawab mein afzal masjid me jamat ke sath parhna hai.
Aur har rakat mein surah fateha ke baad ek-ek karke un suraton ko padhein. 10 rakat mein 10 suraton ko padhne baad aage ke 10 rakat mein wahi 10 suratein ek-ek kar ke dubara padhlen.
Agar kisi ko 4 ya 2 hi surah yaad hai to wo wahi suratein 20 rakat mein dohra-dohra kar padhein. ALLAH Rabbul ‘Izzat apko iske parhne ka sawab ata farmaye. Dusro se zyada se zyada share kijiyega.
Dhyan Dijiyega: Auratein tarawih ki namaz ya phir koi bhi namaz haiz/maahwari ke dauran nahi parhein.
Tarawih Ki 20 Rak’atein Aur Witr Ke Bare Me Hadees
Hazrat Abdullah Bin Abbas Se riwayat hai ke Rasool ALLAH ﷺ Ramazan mein 20 rak’atein Tarawih aur witr padha kartay the
Sunan Al-Kubra Imam Behaqqi Volume #2 Page #698
Taraweeh Ki Fazilat Ke Bare Me Hadees
Hazrat Abu Hurairah se riwayat hai Nabi-e-Kareem Huzur ﷺ ne farmaya jo koyi iman ke sath aur sawab ke liye Ramazan mein Qayaam karein (Taraweeh padhe) to uske pichhle gunah maaf kar diye jayenge.
Saheeh Bukhari, Kitab Salatul Taraweeh, Hadith #2009
तरावीह में पढ़ी जाने वाली दुआ हिंदी में
चाहे औरतें हो या फिर मर्द| जहाँ भी आप तरावीह पढ़ रहें है| ख़वातीन घर ही में भले तरावीह पढ़े| और मर्द ‘इमाम के पीछे|
-
सबसे पहले 4 रक’अत सुन्नत ग़ैर मुवक्किदा|
-
उसके बाद 4 ईशा की फ़र्ज़ नमाज़|
-
फिर 2 रक’अत सुन्नत अदा कीजिए|
-
और उसके बाद 2 रक’अत निफ्ल अदा कीजिए|
-
उसके बाद आप 2-2 करके सुन्नत रक’अतें तरावीह की पढ़िए| जिनकी कुल ता’अदाद 20 हो| हर 4 रकत् के बाद थोड़ा रुक कर उपर दी गयी तरावीह की दुआ पढ़िये। इस तरह आप 20 रकत् में 5 मरतबा उपर दी गयी तरावीह की दुआ पढ़ेगे।
- उसके बाद आप 3 रक’अतें वित्र वाजिब पढ़ लीजिए| वित्र वाजिब में पढ़ी जाने वाली दुआ|
-
और आख़िर में 2 रक’अतें निफ्ल पढ़िए|
कोई भी तरवीह पढ़ रहा हो तो हर 4 रक’अत पढ़ने के बाद ये खास फ़ज़ीलत वाली तरावीह की तसबीह ज़रूर पढ़ें| पूरी तरावीह में कुल ता’अदाद इस दुआ को 5 मर्तबा पढ़ेंगे|
ख़वातीन घर पर ही तरावीह की नमाज़ अदा करें या मर्द जो घर पर सुन्नत तरावीह की नमाज़ पढ़ना चाहतें है। तो क़ुर’आन पाक की आख़िरी 10 सूरतें याद कर लें।
और हर रकत् में सुरह फातेहा के बाद एक-एक करके उन सूरतों को पढ़े। 10 रकत् में 10 सूरतों को पढ़ने के बाद आगे के 10 रकत् में वही सूरतें एक-एक कर के पढ़े।
अगर किसी को 4 या 2 ही सूरह याद है तो वो वही सूरतें 20 रक’अत् में पढ़े।
लेकिन और भी सूरतें याद करने की कोशिश करें।
ध्यान दीजिएगा: तरावीह की नमाज़ या फिर कोई भी नमाज़ हो औरतें हैज़ यानी माहवारी के दौरान नहीं पढ़ें|
अल्लाह रब्बुल ‘इज़्ज़त आपको इसके पढ़ने का सवाब ‘अता फरमाये| दूसरो से ज़्यादा से ज़्यादा शेयर कीजिएगा|
तरावीह की 20 रक्’आतें और वित्र पढ़ने के बारे में हदीस
हज़रत अब्दुल्लाह बिन अब्बास से रिवायत है के रसूल अल्लाह ﷺ रमज़ान में 20 रक’अतें तरावीह और वित्र पढ़ा करते थे|
सुनन अल–कुबरा इमाम बहक़्क़ी वॉल्यूम #2 पेज #698
तरावीह की फज़िलत के बारे में हदीस
हज़रत अबू हुरैराह से रिवायत है नबी-ए-करीम हुज़ूर ﷺ ने फरमाया जो कोई इमान के साथ और सवाब के लिए रमज़ान में क़याम करें (तरावीह पढ़े) तो उसके पिछले गुनाह माफ कर दिये जायेंगे।
हवाला:सहीह बुखारी, किताब सलत उल तराविह् , हदीस #2009
हज़रत अबु-हुरैराह र.अ. से रिवायत है, अब्दुर रहमान कहते है के हज़रत अमीर उल मोमिनीन उमर बिन खत्ताब र.अ. फरमाते हैं
“वो नमाज़ जिससे तुम सो जाते हो (यानी तहज्जुद् की नमाज़), वो इससे अफ़ज़ल हैं जिसको तुम क़याम कर रहे हो (यानी तरावीह) “।
हवाला:सहिह बुखारी, किताब सलातुल् तरावीह, हदीस #2009 #2010
Tasbeeh To Be Recited During Every 4 Rak’at of Tarawih
-
Offer 4 rak’at sunnat ghair muwaqqida.
-
Thereafter, 4 rak’at obligatory prayers of isha.
-
Then offer, 2 rak’at sunnat prayers.
-
Thereafter, offer 2 rak’at nifl prayers.
-
After that, offer sunnat rak’at of tarawih in 2-2 numbers. The total of these should be twenty (20).
- Then offer 3 rak’at witr wajib.
-
In the last offer 2 rak’at nifl.
No matter where one is performing tarawih prayer, in one’s house or in the mosque. Females can offer this prayer alone in their homes. While males should offer this prayer behind the Imam. Read Dua Qunoot here.
If one is performing tarwih at home then he should memorize at least the 10 Surah from Alam Tara Kaifa in Quran. He can repeat these Surah in the entire 20 Rak’at of Tarawih.
Try to memorize more and more Surah of Quran to read in Tarawih prayers.
One must make this virtuous recital after completing every 4 rak’at while performing tarawih prayer.
Recite this dua 5 times during the entire tarawih prayer.
May ALLAH The Almighty, accept your ibadah and grant you reward for this. Must share with the others to earn savab fisabeelillah.
Hadith Regarding 20 Rak’at & Witr in Tarawih
It is narrated by Hazrat Abdullah Bin Abbas may ALLAH be pleased with him that The Beloved Prophet Mu’hammad ﷺ used to offer 20 raka’h Tarawih and witr during the Holy Month of Ramadan.
Sunan Al-Kubra Imam Behaqqi Volume #2 Page #698
Benefits of Taraweeh in Hadees
According to Abu Hurairah (RA), Our Beloved Prophet Muhammad ﷺ said that: “He who stand and prays (Taraweeh) during the night in Ramadan with faith and seeking his reward from Allah will have his past sins forgiven” (Muslim)
Reference: Sahih Bukhari, Kitab salatul Taraweeh, Hadith #2009.
How To Offer Tarawih Prayers
After that, offer sunnat rak’at of tarawih in 2-2 numbers. The total of these should be twenty (20). After every 4 rakat pyayer wait and recite dua of Taraweeh given above. Like this in 20 rakat of sunnat taraweeh recite 5 times dua of sunnat taraweeh given above.
- Ladies should pray at home and if any gents wants to pray sunnat taraweeh at home.
- Should learned last 10 surah of Qur’an.
- And then recite 10 surah one by one after surah fateha in each rakat.
- After completing 10 rakat repeat that 10 surah in last 10 rakat.
- If any one learned only 2 or 4 surah, so he/she can repeat that surah in every rakat of sunnat taraweeh prayer. But try to learn that 10 surah.
Note: Females should avoid performing tarawih or any other prayers during their menses/periods.
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Assalaamualaikum bhai mere shohar merse naaraz hi eksaal se mujse baat nahi karte phone bi block kiye hi ek saal se mi mike me hi hu muje naa mere shohar baat karte aur naa saas sasur ghar ku aa karke bulate vo bi phone nahi karte aur mi hoke phone kiye tho bolte mere bete ku tu pasand ni bhuljakarke bolti mere shohar baat kiye tho talaq dedaaltu doosri shaadi karletu karke darati bhai koyi wazifa bataye ke mere shohar ki naaraazgi door hokar ham aapas me mohabatt se rahe aur kushi rahe dua kijiye bhai
Apne shohar ke liye ye amal parhen sis- https://www.yaallah.in/pyar-mein-pagal-karne-ka-wazifa-taskheer-mashooq
Zaqaat ko gair muslim bhai ko dena jaiz hai ya nahi?
Nahi bhai, zakat ghair musalman ko nahi de sakte.
Assalamu alaikum bhai… Meri do bahne hai shadi ki umar nikal rahi hai lekin ab Tak kisi ka rishta tay nahi hai bhai koi wazeefa bataye aur saath hi dua kar dijiye.
Aapki behne ye amal parhen- https://www.yaallah.in/surah-to-get-married-immediately
ALLAH Tabarak Wata ‘Ala unka naseeb bohat achha kare, aameen!
Salam Bhai ,apne Jo yasin ka wazifa you tube or btaya h use roj pdh skte h?Baby k birth ka wqt qarib h aur city red zone me hone ki wjh se hospital facilities bhi nhi mil pa rhi h .Mere ghrwalo ki hifazat k liye dua kijye aur baby k liye bhi…..plz bhai
Ji sis aap roz parh sakti hain. ALLAH Tabarak Wata ‘Ala aapki tamam family ki hifazat farmaye, aameen.
Mjy bieh ijazat dain surah yaseen ayet 36 k wazify ki mera nikkah hojay jahan hum chahty hain please ma apki follower hun ap dua kijiya ga
Rida ka nikkah jald taha sa hojay isi saal rabil aawal ma bt pakki hojay sb razi hojain Ameen please dua karin ma bohat worried hun imran bhai Allah tala meri manzil asan kardien Ameen
ALLAH Tabarak Wata ‘Ala aapki shadi ki jayaz murad puri kare, aameen.
Aapko ijazat hai sis. Website ko follow kijiye aur channel ko zarur subscribe kijiyega sis- https://www.youtube.com/user/yaALLAHUyaALLAH/?sub_confirmation=1
ALLAH Tabarak Wata ‘Ala aapka naseeb bohat achha kare, aameen!
Aslm bhai.bhai hamara ghar LOAN pe hai.40 lakhs ka 20 lakh pay kar diye hai aur 20 baaqi hai toh Kya ham uska zakat Dena hai ya sirf 20 lakhs ka zakat dena hai.
Mera dusra sawal. Mere ghar pe jo servant aunty hai unke hubby sharabi hai toh Kya hum wo servant aunty ko jo ki ek muslim hai kya hum unko zakat de sakte hai .
1. Jis ghar me rehte hai uspar zakat nahi lagti, baki jo properties hain un par zakat hoti hai.
2. Ji han servant auntie ko aap zakat de sakti hain.
Please help mujhe urine k bad us k drops atay hi rehte main jab Tak toilet main rahun phr mujhe lagta k shayad Meri namaz roza b qubul nhi horaha shayad please btaen main Kya karun samjh nhi ata Pak hun ya na paak
Dear Sis, Aap ye wazifa parhiye- https://www.yaallah.in/har-bimari-ki-shifa-ka-wazifa
ALLAH Ta’ala aapko shifa-e-kamila ata farmaye, aameen!
Bhai meri ek friend h rajput family se h (deepti naam) h but bhut hi acchi samjhdar ladki.kunwari thi TB se jimmedari uthati thi.bhut hi nek.uski shadi 3 Dec 2017 ko meri shadi se phle bhut hi acche ghr me hui.kuch din to thik rha.lkin jld hi uski saaas aur nando ne preshan Krna shuru kr diya unhe frustrated krne lge husband bhi sath nhi deta.glt bat pr bhi apne ghrwalo ka sath deta h.unhe unk ghr nhi bheha jata bhejte h bhi to according to time hr want Dino nande unk ghr hi rhti h koi unki help nhi krta uthk pani bhi nhi pite .sb kaam wohi krti h phone pr bhi bat nhi krne dete.subh se sham tk sirf wohi kaam krti h koi support nhi h.wo apne ghrwalo ki wjhse ldti bhi nhi h sb bardasht krti h kuch dua kijye ya unk liye wazifa bta dijye me padh SKU aur unki help ho ske.help her
Aap ye wazifa parh lijiye Sis- https://www.yaallah.in/mushkil-hajat-ka-wazifa
Plz tell me some wazifa to save my husband and ammi from this virus and my new would be baby.plz Bhai dua for us
Kindly recite this dua to save you and your family from this deadly virus- https://www.yaallah.in/corona-virus-ki-dua/
Bhut bhut shukriya plz Bhai you too dua for my baby and husband
May ALLAH bless your entire family, aameen ALLAHumma aameen.
Assalamualaikum Bhai maine ek school m interview diya tha but unhone reject kar diya ab lockdown khul ne k baad dusri school m try karna so aap please dua kare k mujhe job lag jaye aur koi wazifa de k wo mujhe select kar de mujhe job ki bahot zarurat hai plz help me
School me job ke liye aap ye amal parhiye sis- https://www.yaallah.in/berojgari-ka-wazifa