HD Images-Surah Ikhlas in English With All Translations
Surah Ikhlas ek esi Qur’an-e-Pak ki esi surat hai jo jitni chhoti hai uske fazain aur barkaat utne hi azeem hai. Surah Ikhlas in English With All Translations mein ham inhin par roshni dalenge.
Bismillah hirRahmaan nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam
What is the Meaning of Surah Al-Ikhlas?
Ikhas ka matlab khuloos se hota hai. Jise English mein sincerety bhi kehte hai.
Surat-ul-Ikhlas ko Surah At-Tawhid bhi kaha jata hai. Is Surah mein ALLAH ki wahdaniyat bayan ki gayi hai.
See How to Pray Salat Tauba-Salatul Taubah Ki Namaz Ka Tarika here.
Peshe Lafz
Duniya banane ke liye aamal ki zarurat hoti hai maal ki nahi. Jo aamal yahan ikhatha karenge wahi aage jayenge. Zindagi ek bar nasib hoti hai. Aur ye mauqa bhi ek hi bar hasil hota hai.
Surah Al Ikhas Qur’an-e-Pak ki Surah Adad 112 hai. Surah Ikhlas padhne ke fayde bhi kayi hai. Surat-ul-Ikhlas mein bahut sare esi makhfi israr chhupe hue hai. Jin par amal karke koi bhi ALLAH T’ala ki imdad hasil kar sakta hai. Aur beshak ALLAH apne is pakeeza kalam ke sadqe mein apni rahmat ke darwaze khol deta hai.
Surah Ikhlas ki tilawat se ALLAH Ta’ala ka qurb bhi hasil kiya ja sakta hai. Surah Ikhlas ke zariye hazaron marz se rohani shifa bhi hasil ki ja sakti hai. Yahan Dua Qunoot Text in English dekhiye.
English Transliteration of Surah Ikhlas
Qul huwa ALLAHU a’hadun ALLAHU sSamad Lam yalid walam yooladu Walam yakun lahu kufuwan a’hadun
Urdu Translation of Surah Ikhlas
کہہ دووہ الله ایک ہے
اللہ بے نیاز ہے
نہ اس کی کوئی اولاد ہے اور نہ وہ کسی کی اولاد ہے
اور اس کے برابر کا کوئی نہیں ہے
Hindi Transliteration of Surah Ikhlas
क़ुल हुवल्लाहु अ’हद अल्लाहुस्समद लम यलिद वलम यूलद वलम यकुंल्लहु कुफुवन अ’हद
Roman Urdu Translation of Surah Ikhlas
Keh do ALLAH ek hai, ALLAH beniyaz hai, na USKI koi aulad hai aur na WOH kisi ki aulad hai, aur USKE barabar ka koi nahi!
Hindi Translation of Surah Ikhlas
कह दो अल्लाह एक है, अल्लाह बेनियाज़ है, न उसकी कोई औलाद है और न वह किसी की औलाद है, और उसके बराबर का कोई नहीं!
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
There is no translation in English how it must be used please tell how it should be use.