This dua has been mentioned in one of the lovely Hadees reported by Juwairiyah Radi ALLAHu ‘Anha. Once we make a practice of reciting SubhanALLAHi Wa biHamdihi Adada Khalqihi dua. We would definitely be witnessing the miracles of it and earn the heavy rewards as mentioned by Prophet ﷺ.→ HasbiyALLAHu La Ilaha Illa Huwa Alayhi
SubhanALLAHi Wa biHamdihi Adada Khalqihi Full Dua Hadees
﷽
Sallallahu ‘Alayhe Wasallam
Heaviest on Scale Lightest to Read
Pious Phrases Carrying the Heaviest Rewards of the Entire Day
Rewards of Subhanallahi Wa biHamdihi Adada Khalqihi
We the Ummah of our Beloved Prophet Mu’hammad ﷺ have got a very short life span. Whereas, the gifts of dhikr that our Prophet ﷺ provided us helps us to earn heavy rewards in comparison with the years we are alive.
One of the lovely Hadith about earning heavy rewards with a short dhikr. The heaviest of all the heaviest remembrance of ALLAH The Exalted in the morning time.
Juwairiya Radi ALLAHu ‘Anha reported that ALLAH’s Messenger ﷺ came out from (her apartment) in the morning as she was busy in observing her dawn prayer in her place of worship. He came back in the forenoon and she was still sitting there. He (the Holy Prophet) said to her:
You have been in the same seat since I left you. She said: Yes. Thereupon ALLAH’s Apostle ﷺ said: I recited four words three times after I left you and if these are to be weighed against what you have recited since morning these would outweigh them and (these words) are:”
Hallowed be ALLAH and praise is due to HIM according to the number of HIS creation and according to the pleasure of HIS Self and according to the weight of HIS Throne and according to the ink (used in recording) words (for HIS Praise).
Sahih Muslim | Book 35, Hadith 6575
→ Sayyidul Astaghfar Ki Dua In Hadees
→ Inna Lillahi Wa Inna Ilayhi Rajioon Full Dua
Subah Ke Tamam Azkaar Mein Se Meezan Par Sabse Bhari Zikr
Subhaanallaahi Wabi Hamdihi Adada Khalqihi Dua
Roman English
Ham, Ummat-e-Mu’hammad ﷺ ki zindagi ki muddat bahut kam hai yani hamari zindagiyan bahut chhoti hain. Jabki Huzoor Pak ﷺ ki taraf se tauhfatan naseeb hue bhari bharkam/bahut wazni azkaar is kam se kam zindagi mein be-tahaasha/be-panah savab kamane ka aala tareen zariya hain.
Jitne bhi saal ki hamari zindagi hai, kam se kam jitna bhi ham jiyen, uske muqable mein zyada se zyada aur bhari se bhari savab kamane mein ye azkaar hamari madad karte hain.
Ahadees-e-Mubarika mein ek Hadees aisi bhi maujud hai jisme ek chhote se wird ke zariye beshumaar ajar-o-savab kamane ka zikr kiya gaya hai. Subh ke waqt, Aali Shan ALLAH ke tamam bhari tareen azkaar mein se sab se bhari aur afzal zikr isme bayan farmaya gaya hai.
Din Bhar Ka Savab Samete Hue Afzal Kalmat
Juwairiyah bint Al-Haris R.A., Momino ki Walidah ne farmaya:
Rasool ALLAH ﷺ mere ghar se suba ke waqt nikle aur main Fajr ki namaz ada karne me masroof thi. Aap ﷺ dopahar se qabl (pahle) wapas aaye aur main usi jagah par baithi hui thi. Rasool ALLAH ﷺ ne farmaya, “Kya tum ab tak usi jagah par baithi hui ho.” Maine musbat javab diya (han me javab diya).
Tab Aap ﷺ ne farmaya, “Maine yahan se jane ke bad char alfaz teen martaba parhe. Agar unka wazan kiya jaye to jo kuch tumne suba se ab tak parha hai, wo kalmaat zyada bhari honge.
Wo kalmat ye hain:
Subhan-ALLAHi wa bihamdihi, ‘adada khalqihi, wa rida nafsihi, wa zinatah ‘arshihi, wa midada kalimatihi [ALLAH Pak hai, aur USI ki tareef hai, utni taadad me jitni makhlooq ki taadad hai, USKE Achhe Lutf ke mutabiq, USKI Badshahi ke wazan ke barabar aur us seyahi ke barabar jo (USKI Tareef ke) alfaz darj karne ke liye istemal ki ja sakti hai].”
Sahih Muslim, Jild 6, 6913
दिन भर का सवाब समेटे हुए अफ़ज़ल कलिमात
हम यानी हुज़ूर सल्लल्लाहु ‘अलैयहि वसल्लम की उम्मत की ज़िन्दगियाँ बड़ी ही छोटी है| लेकिन हमारे प्यारे नबी की बताई हुई दुआएं कुछ तो ऐसी है जो पढ़ने में बड़ी हो छोटी है लेकिन उनका अज्र-ओ-सवाब मीज़ान पर बड़ा ही भारी है|
ये दुआ ऐसी ही दुआओं में से 1 है और सुबह के अज़कार में सबसे भारी अज़कार है| चलिए वो हदीस पढ़ते है:
हज़रत जुवैरियाह रदी अल्लाहू ‘अन्हा से रिवायत है की रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु ‘अलैयहि वसल्लम सुबह को उनके पास से निकले, वो अपनी नमाज़ की जगह में सुबह की नमाज़ अदा कर रही थी, आप सल्लल्लाहु ‘अलैयहि वसल्लम वापस चाश्त के वक़्त लौटे तो देखा की वो वही बैठी हुई हैं,
आप सल्लल्लाहु ‘अलैयहि वसल्लम ने पूछा की
जब से मैं तुम्हे छोड़ कर गया था तब से क्या तुम इसी हाल में रही?
उन्होने कहा
जी हाँ
आपने फरमाया
मैने तुम्हारे बाद चार कलमे 3 बार पढ़े, अगर इन कलमों का वजन किया जाए उन कलमों के साथ जो तुमने आज अभी तक पढ़े हैं तो यही भारी रहेंगे वो कलमे ये हैं सुबहान अल्लाहि वबि ‘हम्दिही ‘अददा खलक़ीही व रिदा नफसिही, व ज़ी-नता ‘अर्शिही व मीदादा कलिमातीही
तर्जुमा : मैं अल्लाह सुब्हानहु वत’आला की पाकी बयान करता हूँ उसकी मख़लूक़ात की ता’अदाद के बराबर,और उसकी खुशी के बराबर, और उसके ‘अर्श के वज़न के बराबर, और उसके कलीमत की सियाही के बराबर|
सहीह मुस्लिम, जिल्द 6, 6913
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
As salamu alikum,
takreeban do mahine se Raaton ko neend barabar nhi aarahi hai, tension rahta hai, koi kaam nhi ban raha hai, din mein thakawat mahsoos hoti hai, jism mein haul aur ghabrahat rahti hai, ankhon mein dard rahta hai. maharbaani kark is ka liye dua ya wazifa bataye tak ky raaton ko sukun ki need aa sake……its urgent
Raat ko sukoon ki neend ke liye ye dua parhiye- https://www.yaallah.in/dua-for-sleep-in-english
Revive from financial problems
Kindly perform this wazifa to revive from financial problems- https://www.yaallah.in/get-a-dream-job-rizk-and-bad-debts-recovered
Assalamu alaikum, please suggest some solutions
1) my husband is very angry person, I have to do office work, all home work including shoppin of vegetables, ration everything alone.He will not hell in anything. He wants tasty food n taunt or scold me in everything, if I argue he will start beating me.
Please help n pray for me. I feel like not to.speak.my husband but…
2) I have 8yrs old daughter, I wish to have a son but doctor says have to laparoscopic surgery bcoz endometriosis cyst is there.
I asked my husband to do laparoscopic but he didn’t listen to me in March But now there is corona. Pleas pray for us n everybody
1. Recite this wazifa for your husband- https://www.yaallah.in/powerful-wazifa-for-bad-husband
2. And this one for having a baby boy- https://www.yaallah.in/dua-get-beautiful-baby-child-aulad-e-narina