Safar ki Dua haqiqat mein Qur’an-e-pak ki ayaat hai. Al-Qur’an ki Surah ‘adad 43, Surah Az-Zukhruf ki Ayat ‘adad 13 se 14. Maut ke siwa har bala-o-musibat ko talne ke liye. Musafir safar mein hifazat ke liye Safar Ki Dua in Hindi Urdu Arabic English-Images se is dua ko parhiye. Insha ALLAH 100% safar mein musafir hifazat se rahega.
4 HD Images-Safar Ki Dua in Hindi Urdu Arabic English Translations
Safar ki Dua with Translations
Roman English/Urdu
Upar wallpaper mein di hui safar ki dua Quran-e-pak ki ayat-e-mubarika hai.
Tamam dusri websites par bhi ap logon ko ye mukammal dua shayad hi parhne ko mile.
Safar ki Mukammal yani poori dua (Arabic, English Aur Hindi) Dua Hadees Mein:
ALLAH sabse bada hai. ALLAH sabse bada hai. ALLAH sabse bada hai. Pak hai wo zaat jisne is sawari ko hamare qaabu mein kar diya hai, halanki ham ise apne qaabu mein nahi kar sakte the. Ham apne Rabb ki or lautne wale hai. Ae ALLAH! Hham apne is safar mein tujhse neki aur taqwa aur aise amal ka sawal karte hai jise TU pasand kare. Ae hamara ye safar hamare liye asan kar de aur iski doori ko hamare liye samet de. Ae ALLAH! TU hi safar mein (hamara) sathi aur gharwalon mein jaan-nasheen hai. Ae ALLAH! Main TUJHSE safar ki takleef, aur uske dardnaak nazare aur maal aur gharwalon mein bure badlav se TERI panah chahta hoon.
Aur jab safar se wapas ghar laute to isi dua ko pura phir se parihiye aur usi ke aage neeche di hui dua bhi parhiye:
Ham wapas lautne wale hai, taubah karne wale hai, ‘ibadat karne wale aur apne Rabb ki tareef karne wale hai.
Sawal: Safar Par Nikalne Ki Dua Qur’an-e-Pak ki Kis Surat aur Parah Mein Se Hai?
Jawab: Safar par nikalne ki dua Qur’an-e-Kareem ka Parah ‘adad 25. Jisme Surah Az-zukhruf hai. Safar ki Dua Qur’an-e-pak ki ayaat ka ek hissa hai. Al-Qur’an ki Surah ‘adad 43, Surah Az-Zukhruf ki Ayat ‘adad 13 se 14.
Jab bhi aap kisi bhi tarah ke safar par nikle. Hawaijahaz, car, motorcycle, cycle ya kisi bhi tarah ki sawari karein. Sirf 5 seconds me safar ki dua parhkar safar mein khud ko mehfooz rakhiye.
Don’t Miss to Read
بِسْمِ اللهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ سُبْحَانَ الَّذِيْ سَخَّرَ لَناَ هَذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقرِنِيْنَ وإِنَّا إِلَى رَبِّناَ لمُنْقَلِبُوْنَ
Bismillahi Walhamdu Lillahi Subhaanal-lazzee Sakhkhara lanaa Haaza Wama Kunna Lahu Muqrineen. Wa Inna Ilaa Rabbina Lamun Qaliboon
“With The Name of ALLAH, Glory be (to) the One Who(has) subjected to us this, and not we were of it capable.
And indeed, we to our Lord, will surely return.”
الله کے نام سے شروع, وہ ذات پاک ہے جس نے ہمارے لیے اسے مطیع کر دیا اور ہم اسے قابو میں لانے والے نہ تھے
اور بےشک ہم اپنے رب کی طرف لوٹنے والے ہیں
ALLAH ke naam se shuru, wo zaat paak hai jisne hamare liye ise mutee’ kar diya aur ham ise qaboo mein lane wale na the.
Aur beshak ham apne rabb ki taraf lautne wale hai.
सफर पर निकलने की दुआ हिंदी में तर्जुमा के साथ
अल्लाह के नाम से शुरू, वह ज़ात पाक है जिसने हमारे लिए इसे मुती’ कर दिया और हम इसे क़ाबू में लाने वाले न थे|
और बेशक हम अपने रब्ब की तरफ लौटने वाले है|
Al Qur’an | Para 25 | Surah #43 | Surah Az-Zukhruf | Verse #13-14
Yahan Biwi Se Humbistari Ki Dua in Hindi English Urdu HD Images dekhiye!
Jab bhi aap safar par nikle is dua ko bas parh lijiye. Yani kisi bhi tarah ke safar par nikalne se pahle safar ki is dua ko ek bar parh lijiye. Insha ALLAH ALLAH ki hifazat mein aap rahenge. Ek chhoti si dua hai jiski fazilat badi-badi hai.
Maine is dua ko parhne ka mamool bana liya. Jab bhi car mein beth ta hu bas samne safar ki dua ka print out latka rakha hai. Bas ise parh liya karta hu. Islamic Prayer for Travel Safar Mein Hifazat ki Dua yahan dekhiye.
Aur ab to ise dekhne ki bhi zarurat nahi hoti muh zubani ye dua yad ho chuki hai.
Maine is dua ki barkat se ek dam pur sukoon safar ka ehsas kiya hai. Is bheed-baad bhare raaston par gadi me to kya paidal bhi chalna dushwar ho chala hai. Jis manzil ke liye ghar se nikle Insha ALLAH us manzil par is safar ki dua ki fazilat se zarur-zarur pahuchenge, Ameen.
Popular yaALLAH Dua Wazaif
- Shaitani Waswasay Ki Dua
- Dil Se Mohabbat Nikalne Ka Wazifa-Kisi Ko Bhulane Ki Dua
- Vision Problems of Eyes-Islamic Cure Tips
Zaruri nahi ke aap kisi gadi ko chalayein tabhi ise parhein. Aap agar ghar se paidal bhi nikal rahein hai to bhi safar ki dua ko kam-az-kam ek martaba zarur parh lijiyega.
Bas mushkil se parhne mein 5 seconds bhi nahi lagenge aur aapki hifazat ALLAH ke hawale hogi.
Safar Mein Jane ki Sunnatain
-
Tanha kabhi safar nahi karein. Jahan tak ho sake to safar mein kam-az-kam do aadmi to jayein. Ye aam taur par ek shahar se dusre shahar ya gaany jane wale safar ki bat ho rahi hai.
-
Jab aap sawari ke liye bethe chahe wo bas ho, car ho ya phir bike. Sidha per yani dahina per pahle ‘Bismillah Shareef‘ ke sath rakhiye.
-
Aur jab achi tarah se beth jayein yani apni jagah bana lein to phir teen (3) martaba ‘ALLAHU Akbar‘ (ALLAH bahut bara hai) kahiye.
-
Thakne ki surat mein raste mein parav na dalein. Kisi bhi taur par raahgeer ko pareshani na hone paye.
-
Aur agar jab is safar ke dauran jab aap kisi bulandi yani chadayi par chadte ho ya aapki gadi kisi chadayi par chad rahi ho to phir teen (3) martaba ‘ALLAHU Akbar‘ (ALLAH bahut bara hai) kahiye.
-
Aur thik isi tarah se jab aap yani sawari ya phir aap jis gadi mein bethe hai wo nasheeb ya pastee yani dhalaan se utarne lage to bhi phir teen (3) martaba ‘ALLAHU Akbar‘ (ALLAH bahut bara hai) kahiye.
- Aur jab gaanv ya shahar door se nazar aane lage ya phir aapki manzil door se dikahyi dene lage to phir teen (3) martaba “ALLAHUmma baarik lanaa feeha’ parhiye.
اَللَّهُمَّ بَارِكْ لَنَا فِيْهَا
ALLAHUmma Baarik Lanaa Feeha
اے الله برکت دے ہمیں اس شہر میں
Ae ALLAH Barkat de hamein is shahar mein
ऐ अल्लाह बरकत दे हमें इस शहर में
- Aur jab shahar ya gaanv mein dakhil hone lage to phir ye dua parhiye:
اَللَّهُمَّ زُقْنَا جنة، وا حبيبنا ايلا اهليها، و حبيب ساليهي أهليها إلاينا
Allahummar-Zuqna Janaha wa Habeebna Ila Ahleeha wa Habeeb Saaleehi Ahleeha Ilayna.
0 ALLAH! Let us enjoy the fruits of this city, and infuse our love into the hearts of the people of this city, and cause the love of the pious of this city in our heart”
(Hassan)
yaALLAH Dua Wazaif se Kise aur Kya Fayda Hua?
Dua for Job Success-Powerful Wazifa to Get a Job Fast-Testimonials
Job Search Success Candidate Recruitment Muslim Prayer Words Results
Islamic Prayer to Get a Job Sustenance Rizk Worked
-
- Rasoolullah SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam ka irshad-e-mubarak hai ke jab safar ki zarurat puri ho jaye. To phir apne ghar mein laut aayein. Bahar safar mein bila wajah thaharna acha nahi hai.
-
Safar mein kutta saath me nahi rakhein. Aur na hi bajne wale ghunghroo. Inse safar ki barkat jati rahegi. Aur shaitan bhi peeche lag jata hai.
-
- Aur jab safar se ghar ko laut rahein ho to ghar me jane se pahle masjid mein jakar do (2) rakat namaz parh lein.
- Agar safar lamba ho aur door ka ho. Aur phir safar se ghar ko laut rahein ho. To sunnat yeh hai ke achanak ghar mein dakhil nahi hona chahiye. Balqi apne aane ki khabar karein. Aur usi waqt ghar mein nahi ayein. Balki behtar hai ke subah ghar mein jayein. Albatta ahl-e-khana tumhare aane se aagaah ho aur unko tumhara intezaar bhi ho. Usi waqt ghar mein dakhil hone mein bhi koi harj nahi hai. Bas ke masnoon tariqon par zindagi guzar karne se deen ke saath-saath duniya mein bhi bhalayi hasil hoti hai.
- Aur jab safar se wapas lautein to ye dua parhiye:
آيِبُنَ ، تَائِبُونَ ، عَابِدُونَ ، لِرَبِّنَا حَامِدُونَ
‘Aa-yeebuna, taa-eeboona, Aabidoona, Li Rabbina Haamidoona
‘आ-यीबूना, ता-ईबूना, आबिदूना, लि रब्बिना हामिदूना
Ham ghar lautne wale hai. ALLAH ki bandgee karne wale hai. Apne Rabb ki ‘hamd karne wale hai.
ہم گھر لوٹنے والے ہے, الله کی بندگی کرنے والے ہے, اپنے رب کی حمد کرنے والے ہے
We are Returners, Repenters, Worshippers and in Praise to our Lord
हम लौटने वाले है। अल्लाह की बन्दगी करने वाले हैं अपने रब की हम्द करने वाले हैं।
ALLAH har achanak ke haadsat aur balaon se hamein mehfooz rakhe. Aur safar mein apki hifazat ata farmaye aur ise kamyab kare, Ameen.
Dua for Returning from Journey HD Image
सफर से लौटने की दुआ इन हिंदी वॉलपेपर + तर्जुमा
English
ALLAH is the Most Great. ALLAH is the Most Great. ALLAH is the Most Great. Glory is to HIM Who has provided this for us though we could never have had it by our efforts. Surely, unto our Lord we are returning. O ALLAH, we ask YOU on this our journey for goodness and piety, and for works that are pleasing to YOU. O ALLAH, lighten this journey for us and make its distance easy for us . O ALLAH, YOU are our Companion on the road and the One in Whose care we leave our family . O ALLAH, I seek refuge in YOU from this journey’s hardships, and from the wicked sights in store and from finding our family and property in misfortune upon returning.
When you return from the journey recite the same above dua and add the following lines to it:
We return repentant to our Lord, worshipping our Lord, and praising our Lord.
Safar ki Dua is in Which Parah of The Noble Qur’an?
The question might strike in your mind that safar ki dua or dua for travel is in which parah?
Safar ki Dua is in Parah number 25 of The Noble Qur’an. Verse #13-14 of Surah Az-Zukhruf comes within para number 25.
Sunnah of Journey-Have a 100% Safe Journey
Whenever you plan for a journey just follow these Sunnah to make it successful and protected. Insha ALLAH entire journey and the purpose of your journey will be accomplished.
Also, make a practice of the recitation of the above dua for a traveler. Within a few days, you will definitely memorize it.
-
- Do not travel or plan a tour alone. Try to get a company of friends and family or knowns. This is most commonly recommended for traveling out of the town.
- Whenever you step into your car or a bike or whatever your vehicle is. Always step in with right leg first. Also, recite ‘Bismillah Shareef‘. I got my love back, read here- Wazifa for Love, Softening Heart, Hair
- Once you become comfortable after seating. recite three (3) times ‘ALLAHU Akbar‘ (ALLAH is Great) first.
- In a situation, if you get tired do not occupy the way and create a problem for the other travelers.
- Meanwhile, during your journey, when you or your vehicle climbs up the height recite three (3) times ‘ALLAHU Akbar‘ (ALLAH is Great).
- Similarly, during your journey, when you or your vehicle runs on the slope or a steepness recite three (3) times ‘ALLAHU Akbar‘ (ALLAH is Great).
- When you start seeing the destination of your journey. For example- a village, a city or your office or anything then, recite three (3) times “ALLAHUmma baarik lanaa feeha’.
- Concluding your journey or a travel when you enter the destination recite this dua “ALLAHUMMAR-Zuqna Janaha wa Habeebna Ila Ahleeha wa Habeeb Saleehi Ahleeha Ilaina” (see the translation above)
-
- Our Beloved Prophet ﷺ says, “Whenever the need of your journey finished just return to your home. It is not good to keep traveling or been on a needless journey.
- Do not accompany a dog in your journey (short or long). Also, do not keep sounding bells. This keeps blessings away. Shaitan will start following you.
-
- When you are about to return home from the journey. Go to the mosque and offer two (2) rakah prayer.
- If your journey or the travel is long and far. And you are returning home, better you should do not directly enter your home. It is recommended to inform your family members before arriving. The reason behind this is, your family members can wait for you for a meal. However, there it is allowed to return home without informing too. These are just to help you in earning rewards in this world and in the hereafter also.
- When you return from the journey recite this Islamic dua for the traveler: ‘Aa-eebuna, taa-eeboona, Aabidoona, Li Rabbina Haamidoona’ (see translations above).
yaALLAH Dua Wazaif se Kise aur Kya Fayda Hua? Wazifa for Love Get Back Islam Religion
Following these Sunnah, you will be definitely secured whenever you travel. May ALLAH make your journey safe and safeguarded.
Safar ki Dua Hindi Mein Video
Safar Ki Dua in Hindi
सफर पर निकलने की पूरी दुआ हिंदी में ऊपर वॉलपेपर में पढ़िए

सफर की दुआ की फ़ज़ीलत और तरीक़ाक़ार हिंदी में
सफर की दुआ तर्जुमा के साथ हिंदी में| सफर में पढ़ी जाने वाली दुआ हक़ीक़त क़ुर’आन-ए-पाक की दो आयात है| सूरह ‘अदद 43, सूरह अज़-ज़ुख़रुफ की आयत ‘अदद 13 और 14 है|
जब भी आप सफर पर निकले इस दुआ को कम अज़ कम पढ़ लीजिये| इन्शा अल्लाह आप हिफाज़त में रहेंगे| एक छोटी सी दुआ है जिसकी फ़ज़ीलत बड़ी-बड़ी है|
मैंने इस दुआ को पढ़ने का मामूल बना लिया| जब भी गाडी में बैठ ता हूँ बस सामने सफर की दुआ का प्रिंट आउट लटका रखा है| बस इसे पढ़ लिया करता हूँ|
और अब तो इसे देखने की भी ज़रूरत नहीं होती| ये दुआ मुँह ज़ुबानी याद हो चुकी है|
मैंने इस दुआ की बरकत से एक दम पुर सुकून सफर का एहसास किया है| इस भीड़-बाढ़ भरे रास्तों पर गाड़ी में तो क्या पैदल भी चलना भी दुशवार हो चला है|
जिस मंज़िल के लिए घर से निकले इन्शा अल्लाह उस मंज़िल पर इस सफर की दुआ की फ़ज़ीलत से ज़रूर-ज़रूर सही सलामत बा खैरियत पहुंचेंगे, आमीन|
ज़रूरी नहीं के आप किसी गाड़ी को चलाएं तभी सफर की दुआ पढ़ें| आप अगर घर से पैदल भी निकल रहे है तो भी सफर की दुआ को कम-अज़-कम एक मरतबा ज़रूर पढ़ लीजियेगा|
पढ़ने में बस मुश्किल से 5 सेकण्ड्स भी नहीं लगेंगे और आपकी हिफाज़त अल्लाह के हवाले होगी|
सफर में जाने की सुन्नतें
-
तन्हा कभी सफर नहीं करें| जहाँ तक हो सके तो सफर में कम-अज़-कम दो आदमी तो जाएं| ये आम तौर पर एक शहर से दूसरे शहर या गाँव जाने वाले सफर की बात हो रही है|
-
जब आप सवारी के लिए बैठे चाहे वो बस हो, कार हो या फिर बाइक| सीधा पैर यानि दाहिना पैर पहले ‘बिस्मिल्लाह शरीफ‘ के साथ रखिये|
-
और जब अच्छी तरह से बैठ जाएं यानि अपनी जगह बना लें तो फिर तीन (3) मरतबा ‘अल्लाहु अकबर‘ (अल्लाह बहुत बड़ा है) कहिए|
-
थकने की सूरत में रस्ते में पड़ाव न डालें| किसी भी तौर पर राहगीर को परेशानी न होने पाए|
-
और अगर जब इस सफर के दौरान जब आप किसी बुलंदी यानि चढ़ाई पर चढ़ते हो या आपकी गाड़ी किसी चढ़ाई पर चढ़ रही हो तो फिर तीन (3) मरतबा ‘अल्लाहु अकबर’ (अल्लाह बहुत बड़ा है) कहिए|
-
और ठीक इसी तरह से जब आप यानि सवारी या फिर आप जिस गाड़ी में बैठे है वो नशीब या पस्ती यानि ढलान से उतरने लगे तो भी फिर तीन (3) मरतबा ‘अल्लाहु अकबर‘ (अल्लाह बहुत बड़ा है) कहिए|
- और जब गाँव या शहर दूर से नज़र आने लगे या फिर आपकी मंज़िल दूर से दिखयी देने लगे तो फिर तीन (3) मरतबा “अल्लाहुम्मा बारिक लना फ़ीहा‘ पढ़िए|
-
और जब शहर या गाँव में दाखिल होने लगे तो फिर ये दुआ पढ़िए: ‘अल्लाहुम्मर -ज़ुक़ना ज-न-हा व हबी ब-ना इला अहलीहा व हबीब सालिही अहलीहा इलयना’
- रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु अलयहे वसल्लम का इरशाद-ए-मुबारक है के जब सफर की ज़रूरत पूरी हो जाये| तो फिर अपने घर में लौट आएं| बाहर सफर में बिला वजह ठहरना अच्छा नहीं है|
-
सफर में कुत्ता साथ में नहीं रखें| और ना ही बजने वाले घुँघरू| इनसे सफर की बरकत जाती रहेगी| और शैतान भी पीछे लग जाता है|
- और जब सफर से घर को लौट रहे हो तो घर में जाने से पहले मस्जिद में जाकर दो (2) रकअत नमाज़ पढ़ लें|
-
अगर सफर लम्बा हो और दूर का हो| और फिर सफर से घर को लौट रहे हो| तो सुन्नत यह है के अचानक घर में दाख़िल नहीं होना चाहिए| बल्क़ि अपने आने की खबर करें| और उसी वक़्त घर में नहीं आएँ| बल्कि बेहतर है के सुबह घर में जाएँ| अलबत्ता अहल-ए-खाना तुम्हारे आने से आगाह हो और उनको तुम्हारा इन्तज़ार भी हो| उसी वक़्त घर में दाख़िल होने में भी कोई हर्ज नहीं है| बस के मसनून तरीकों पर ज़िन्दगी गुज़र करने से दीं के साथ-साथ दुनिया में भी भलाई हासिल होती है|
- और जब सफर से वापस लौटें तो ये दुआ पढ़िए: ”आ-यीबूना, ता-ईबूना, आबिदूना, लि रब्बिना हामिदूना’
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Manpasand ladki milne ki duwa
Manpasand jeevan sathi ke liye wazifa- https://www.yaallah.in/shadi-k-liye-behtreen-wazifa
Slam.mere sr man bht drd rehta h medicine kha kha k thk gai men koi aram ni .ghr man koi skoon ni . Mera bai ghr man ata h to sb pe cheehne lg jata h . Ami k sr pe baal ni rhe mere sr k baal b na hone k brabr hn . Hm bht pareshan hn plz ap btaen kya ye kalay jadu ki alamat h aur muje kya krna chaye . Bht shukria
Ji han sis ye kala jadu ki alamaat ho sakti hain. Aap ye wazifa parhiye aur dam kiya hua pani sab ghar wale piyen- https://www.yaallah.in/islamic-prayer-against-black-magic-causes-social-aspects
Assalamualikum sis . 3 din baad hamara result hai agar hum usme pass hogaye tog govt job miljati .koi aisa wazifa dijiye jisse hamako ache marks se kamyabhi mile aur dua ki guzarish .allah hafiz
Ap imtehan me kamyabi ka amal yahan se dekhiye- https://www.yaallah.in/category/duas-wazaif/worldly-problems/success-in-exam/
ALLAH Ta’ala apko kamyabi ata farmaye, ameen.