Roji ki dua jise sahi taur par rozi ki dua bhi kehte hai. Roji mein barkat, izafah aur use badhane ki dua hai.
रोजी की दुआ जिसे सही तौर पर रोज़ी की दुआ कहा जाता है|ये रोजी की दुआ क़ुरआन से ली गई है| रोज़ी में बरकत, उसमे इज़ाफाह और उसे बढ़ाने के लिए ताक़तवर क़ुरआनी अमल|
Roji Ki Dua-Badhane, Barkat, Izafah Ke Liye (3 Ayaat)
ﷺ
Sallallahu ‘Alayhe Wasallam
Zamane mein rizq ki tangi aam hai. Roji (rozi) beshumar hai. Magar ke hasil nahi kar pa rahe hai. Kuch hamare aamal ese aur kuch hamari qismat.
Lekin khushi ki bat to ye hai ke dono badli ja sakti hai. ALLAH Ta’ala ke kalam ka jahan zikr ho. Wahan barktein, rahmatein, aur khushaaliyon ki barish hone lagti hai.
Roji ki Dua in Quran in Roman English/Urdu
Jis kisi shakhs ko rizq ki tangi hai, ya phir naukri nahi hai. Rozgar nahi hai. Karobar mein barkat nahi hai. Ghar mein khair-o-barkat ki qillat hai.
To phir roji ki is Qurani dua ko parhna shuru kijiye. Behad asan aur saada sa amal hai. Yahan Safar ki Dua HD Images Dekhiye
-
Hijri maah yani Chaand ke mahine ke pahle Juma ko ye roji ki dua parhni hai. Uske bad har Juma ko is wazifa ko parh sakte hai.
-
Us Juma ki Fajr namaz ke bad Surah number 12 Surah Yusuf ki Ayat 54, 55 aur 56 har ek ayat ko kam se kam 3-3 martabah parhiye. (Ayaat upar parhiye).
-
Usi roz Juma ki namaz ke bad phir se Surah Yusuf ki Ayat 54, 55 aur 56 har ek ayat ko kam se kam 3-3 martabah parhiye. (Ayaat upar parhiye). Yahan Mohabbat Ka Jadu Chalane Ka Wazifa dekhiye!
- Thik isi tarah se Asr, Maghrib aur Isha ki namaz ke bad bhi ese hi utni hi ta’adad mein tilawat kijiye. Aur ALLAH se rozi ki dua kijiye.
-
Aur Jab sone ke liye jayein to sone se pahle La Ilaaha Illallah 100 martaba parhiye. Agar wuzu mein parhenge to behtar hoga.
-
Phir, 100 martaba ALLAHU Akbar parhiye, Yahan Sone ki Dua HD Images dekhiye!
- Phir, 100 martaba Alhamdulillah parhiye,
-
Phir, 100 martaba Subhan ALLAH parhiye,
-
Phir, 100 martaba ALLAHU Akbar parhiye,
- Akhir mein phir, 100 martaba Alhamdulillah parhiye. Aur so jayein.
Is wazifa ki koi miyad nahi hai. Is wazifa ko Hijri yani chaand ke mahine ke awwal Juma ko parhna shuru kiya. Phir aap chahe to ise sirf ek hi Juma ko parhe ya phir har Juma ko bhi parh sakte hai. Yahan How to Pray Salatul Hajat Namaz? dekhiye!
Ghaur Kijiyega: Khawateen ye wazifa haiz/maahwari/ayyam ke makhsoos dinon mein nahi kijiyega.
Roji ki Dua in Quran in English
If you are encountering a scarcity in sustenance or having no job. If you are unable to find any source of income. If you are running a business with no profit but losses. And if there is a lack of blessings and progression of wealth in your home.
Then don’t worry at all. You are at the right place. Just start reciting this roji ki dua in Quran also known as Qur’anic dua for increase in sustenance. This is the easiest and effective wazifa to get immense rizq or sustenance. Insha ALLAH, you will get enormous benefits from the dua within a few days, Ameen! See Dua to Enter Home Ghar Me Dakhil Hone Ki Dua here.
-
Start reciting this roji ki dua in Quran on the first Friday of any Lunar month/ Hijri month.
- On the first Friday, after offering Fajr prayers, you will recite verse number 54, 55, and 56 of Surah number 12, Surah Yusuf. Recite each of the verses 3-3 times. You can also see these Quranic verses above.
-
On the same day, after offering Juma prayers, recite verse number 54, 55, and 56 of Surah number 12, Surah Yusuf 3-3 times each.
- Repeat the same process after Asr, Maghrib, and Isha prayers. And ask ALLAH Azzawajal for granting you immense sustenance.
-
In the night, just before going to bed, recite La Ilaaha Illallah 100 times. It would be better to recite this dua in the state of ablution.
-
Then recite ALLAHU Akbar 100 times. See Dua for Rizq from Quran-Powerful Surah for Wealth here.
- Then recite Alhamdulillah 100 times.
-
Then recite Subhan ALLAH 100 times.
-
Then recite ALLAHU Akbar 100 times.
- In the end, recite Alhamdulillah 100 times and go to sleep. See Dua to Make Crazy in Love here.
There is no limit to the days for this wazifa. You will start reciting this dua to increase in the sustenance on the first Friday of any Islamic month. Afterward, it’s up to you if you can continue it every Friday in the coming days.
Insha ALLAH, you will notice a considerable abundance of sustenance within a week.
Important Note: Females should not perform this wazifa during their menses/periods.
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Please apna whats app nub dey mujhe Mai bht preshan hu
Aap kal yahan rabta kijiye- https://m.me/yaALLAHyaRasul
6:30-8:30 pm India Time.