Rizq Mein Barkat Ki Dua

Asma-ul-Husna ke wird ke zariye rizq mein barkat ke liye dua Hindi aur English Mein. Rizq mein khoob izafah hoga. Ghar mein agar rizq ki tangi aur bebarkati hogi to wo door ho jayegi.

Rizq Mein Barkat Ki Dua-Asma-ul-Husna

Rizq Mein Barkat Ke Liye Dua-ya wahhabu


Sallallahu ‘Alayhe Wasallam

Rizq Mein Barkat Ki Dua in Roman Urdu/English

Ghar ke tamam rizq mein khub izafah aur usme barkat hasil karne ke liye rizq ke is amal ko zarur parhiyega.

Rizq Mein Barkat Ki Dua Kaise Parhni Hai?

  1. Kisi bhi din aap is amal ko parhna shuru kar sakte hai.

  2. Wuzu ki halat mein rehte hue taqriban subah ke 10 baje. Yahan Benefits of Ayat-ul-Kursi Surah Baqarah dekhiye!
  3. ALLAH Ta’ala ka pyara naam-e-mubarak ya Wahhabu ek sau chaar (104) martaba sajde mein sir rakhkar parhiye.

  4. Phir, sajdah se sir uthakar. ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala se khoob dil se apne ghar ke rizq mein barkat ke liye aur usme beshumar izafah hone ke liye dua kijiye.

  5. Is wazifa ko aapko 7 roz bilaa naagaah parhna hai. 3 Mahine tak is amal ko parhiye. Yahan Surah Ikhlas Benefits-Meaning of Surah Ikhlas-Padhne Ki Fazilat dekhiye!

Yaqinan Insha ALLAH apko sabse pahle hi mahine me rizq badhte hue aur usme barkat nazar ayegi, Ameen.

Ghaur Kijiye: Khawateen is wazifa ko haiz/maahwari ke dauran parh sakti hai.

रिज़्क़ में बरकत की दुआ हिंदी में

रिज़्क़ में बरकत की दुआ कैसे पढ़नी है?

  1. किसी भी दिन आप इस अमल को पढ़ना शुरू कर सकते है|→रोज़ी में बरकत की दुआ हिंदी में

  2. वुज़ू की हालत में रहते हुए तक़रीबन सुबह के 10 बजे|
  3. अल्लाह पाक का प्यारा नाम-ए-मुबारक या वह्हाबु एक सौ चार (104) मरतबा सजदे में सर रखकर पढ़िए|

  4. फिर, सजदह से सर उठाकर| अल्लाह सुब्हानहु वत’आला से खूब दिल से अपने घर के रिज़्क़ में बरकत के लिए और उसमे बेशुमार इज़ाफह होने के लिए दुआ कीजिए|→रिज़्क़ में कमी और तंगी की 6 वजह

  5. इस वज़ीफ़ा को आपको 7 रोज़ बिला नागाह पढ़ना है| 3 महीने तक इस अमल को पढ़िए|

यक़ीनन इन्शा अल्लाह आपको सबसे पहले ही महीने में रिज़्क़ बढ़ते हुए और उसमे बरकत नज़र आएगी, आमीन|

ग़ौर/ध्यान दीजिएगा: ख़वातीन इस वज़ीफ़ा को हैज़/माहवारी/अय्याम के मख़सूस दिनों में पढ़ सकती है|

Rizq Mein Barkat Ki Dua in English

How To Perform Dua for Barakah in Sustenance or Rizq Mein Barkat Ki Dua?

  1. Make an ablution on any day at 10 AM approximately.

  2. Go in the prostration (Sajdah).
  3. Recite The Lovely Name of ALLAH The Exalted ya Wahhabu 104 times.

  4. Then sit and make a dua to get barakah and to increase sustenance. See How to Pray Salat Tauba-Salatul Taubah Ki Namaz Ka Tarika here.

  5. Perform this wazifa for 7 continuous days every month at least for three months.

Insha ALLAH you will see miraculous results with the very first month, Ameen.

Note: Females are allowed to perform this wazifa during their menses/periods.

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

14 Comments on “Rizq Mein Barkat Ki Dua”

  1. Sajda karne k liye subah 10 baje kitni rikat namaz pardhni parti hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *