Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa

Khane peene mein kotahi, yani ghalat khane ki wajah se bhi kayi martabah pet dard hone lagta hai. Bad hazmi aur kam pani peene ki wajah se phir pet me dard hone lagta hai. Inhi chhoti-chhoti wajuhat se pet me dard agar ho raha ho to Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa zarur kijiye.

Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa

Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa


Bismillah hirRahmaan nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam

Jis insan ke pait mein shadeed dard ho us ke liye ye wazifa parhiye. Insha ALLAH, fauran afaqa hoga. See Islamic Prayer to Relieve Pain Dard here.

Agar Pet ke Dard ka marz zyada pareshan kar raha hai chahe wo koi bhi wajah ho to pet ke dard ki dua jo aage di hui hai use parhe. Aur pet ke dard ka fori ilaj karein. Lekin agar dard bar-bar hone lagta hai to doctor ko zarur dikhayein. See Wazifa for Headache Sir Mein Dard Ka Wazifa here.

Ye Pet ke Dard ka Wazifa sirf apko waqti taur par rahat dilwayega. Pait ke dard se nijat ke is wazifa se pet ke dard ka fori ilaj to ho jayega lekin agar koi androoni wajah hai is dard ki to esi surat mein. Diagnosis yani doctor se checkup zarur karva lein.

Also See

Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa Karne ka Tareeqa

Stomach Pain k liye Wazifa in Roman English

  1. Kisi bhi din aur kisi bhi behtar waqt ye amal shuru kiya ja sakta hai.
  2. Sab se awwal wuzu banaiye.
  3. Ek pak saf kaghaz aur qalam lijiye.
  4. 7 bar Ism Mubarik ‘ya Azeemu‘ kaghaz par likhiye.
  5. Phir us kaghaz ko pani par gholiye.
  6. Phir wo pani mariz ko pila dijiye.
  7. Jab tak araam mehsus na ho ye wazifa karte rahiye.

Insha ALLAH, ek hi bar ye wazifa karne se pet dard se chutkara mile ga.

Ghaur Talab: Khawateen is amal ko haiz/maahwari me bhi parh sakti hai. 

yaALLAH Popular Dua Wazaif 

 

ya azeem o meaning-ya azeemu wazifa
ya Azeemu

Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa Karne ka Tareeqa

 Pait me Dard ka Rohani Ilaj in Urdu

پیٹ میں درد کا وظیفہ

جس انسان کے پیٹ میں شدید درد ہو، اس کے لئے یہ وظیفہ پڑھیں، انشاء اللّٰه فوراً افاقہ ہو گا۔

عمل کرنے کا طریقہ

کسی بھی دن اور کسی بھی بہتر وقت یہ عمل شروع کیا جا سکتا ہے۔

سب سے اوّل وضو بنائیں۔ ایک پاک صاف کاغذ اور قلم لیں۔
پھر سات (۷) مرتبہ اسم مبارک یَا عَظِیْمُ کاغذ پر لکھیں۔
پھر اس کاغذ کو پانی میں گھولیں۔
پھر وہ پانی مریض کو پلا دیں۔
جب تک آرام محسوس نہ ہو یہ وظیفہ کرتے رہیں۔
مریض چاہے تو یہ وظیفہ خود اپنے لیے پڑھ سکتا ہے۔
انشاء اللّٰه ایک ہی دفعہ یہ وظیفہ کرنے سے پیٹ درد سے چھٹکارا مل جائے گا۔
غور طلب: خواتین حیض/ ماہواری میں یہ وظیفہ کر سکتی ہیں۔
More yaALLAH Dua Wazaif 
Stomach Pain K Liye Wazifa in English
Please see Pet dard ki dua ya Azeemu in Arabic above.
Stomach Pain ki Dua in English or Stomach Pain ka Wazifa in English
  1. This Stomach Pain Dua is very powerful and easy to do. Whenever you are feeling pain in your stomach. You can start reciting this stomach pain wazifa.
  2. Make a fresh ablution.
  3. Get one cleansed paper and pen.
  4. Write The Lovely Name of ALLAH ‘ya Azeemu‘ on this paper. Write this in Arabic as written in the above wallpaper.
  5. Put this paper in the water and let it rinse.
  6. Let the patient drink this water.
  7. The patient will find relief from the pain in stomach.
  8. So, whenever someone feels severe pain in the stomach he can perform this stomach pain wazifa.

Note: Females are allowed to perform this during their menses/periods.

 

Pet Dard ki Dua Hindi Me

Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa Karne ka Tareeqa in Hindi

Pet Dard Kam Hone ki Dua in Hindi ya Pet dard ki dua in hindi

  1. जब बी किसी के पेट में दर्द होने लगे आप ये पेट के दर्द की दुआ पढ़ सकते है|
  2. वुज़ू बना लीजिए|
  3. एक पाक-साफ काग़ज़ और क़लम ले लीजिए|
  4. 7 बार इस्म मुबारक ‘या अज़ीमु’ को काग़ज़ पर लिखिए|
  5. फिर उस काग़ज़ को पानी पर घोलिये|
  6. फिर वो पानी मरीज़ को पीला दीजिये|
  7. इन्शा अल्लाह फौरी आराम मिलेगा|
  8. जब तक आराम महसूस न हो ये वज़ीफ़ा रोज़ाना करते रहिये|
  9. इन्शा अल्लाह, एक ही बार ये वज़ीफ़ा करने से पेट दर्द से छुटकारा मिले गए|

ग़ौरतलब: ख़वातीन इस अमल को हैज़/माहवारी में भी पढ़ सकती है| 

 

2 Comments on “Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa”

  1. Assalamualaikum
    Kya bina kagaz par likhe Pani me fuk kar de sakte hi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *