Pair Dard Ki Dua-Pairon Ke Dard ka Ilaj

Pair, raane, ediyan, ya phir pairon ke talwe har tarah ke dard se nijat hasil karne ke liye pair dard ki dua parhkar dam kijiye.

Pair Dard Ki Dua-Kargar Shifa Hasil Kijiye

pair-dard-ki-dua-translations

If you are encountering severe pain in your legs, the reason could be any.

If you are panicking with extreme cramps in legs, knee or foot. Just try this dua for pain in legs. A very easy sure-shot effective wazifa to cure severe pain anywhere in your legs. Dant Dard Ka Ilaj-Wazifa For Toothache yahan dekhiye.

Pair Dard Ki Dua in Roman Urdu

Agar apke pairon me shadeed qism ka dard rehta hai. ya phir pairon ke kisi bhi hisse me dard hota rahta ho. Misal ke taur par ediyon mein, talwon mein ya ke pindliyon mein.

Har tarah ke pairon ke dard se pairon ke dard ki dua ke zariye shifa hasil kijiye. Insha ALLAH pairon ka dard jata rahega.

Yahan Khana Khane Ki Dua dekhiye.

Karna Kya hai?

Is dua ko bas wuzu ki halat mein rehte hue saat (7) martaba parhiye. Aur uske bad pairon me jahan dard hai wahan dam kar dijiye. Kuch hi minton me rahat mehsoos ho jayegi. Insha ALLAH Ameen.

Apko farq mehsoos ho to hamein yahan comment zarur kijiyega.

Pairon me dard ki dua ko rozana kijiye. Insha ALLAH jald hi jarh se ye marz chala jayega.

Yad rakhiyega: Khawateen is amal ko haiz/maahwari mein nahi kijiyega. Aur agar kisi shakhs ke pairon mein dard kisi aur dusri beemari ki wajah se hai to fauran doctor se salah lijiyega. Pet Dard Ki Dua in Arabic yahan dekhiye.

Pair Dard Ki Dua in Hindi

अगर आपके पैरों में शदीद क़िस्म का दर्द रहता है| या फिर पैरों के किसी भी हिस्से में दर्द होता रहता हो| मिसाल के तौर पर एड़ियों में, तलवों में या के पिंडलियों में दर्द दिन भर चलता रहता हो|

हर तरह के दर्द से पैरों के दर्द की दुआ के ज़रिये शिफ़ा हासिल कीजिये| इन्शा अल्लाह पैरों का दर्द जाता रहेगा|

जिनके पैर में दर्द है उन्हें करना क्या है?

इस दुआ को बस वुज़ू की हालत में रहते हुए सात (7) मरतबा पढ़िए| और उसके बाद पैरों में जहाँ दर्द है वहां दम कर दीजिये| कुछ ही मिनटों में राहत महसूस हो जाएगी| इन्शा अल्लाह आमीन|

आपको फ़र्क़ महसूस हो तो हमें यहाँ कमेन्ट ज़रूर कीजियेगा| सोने से पहले की दुआ यहाँ देखिये|

पैरों में दर्द की दुआ को रोज़ाना पढ़िए| इन्शा अल्लाह जल्द ही जड़ से ये मर्ज़ चला जायेगा|

याद रखियेगा: ख़वातीन इस अमल को हैज़/माहवारी में नहीं करें| और अगर किसी मरीज़ के पैरों में दर्द किसी और दूसरी बीमारी की वजह से है तो फ़ौरन डॉक्टर से सलाह लीजिएगा|

Pathon Ke Dard Ka Ilaj

wabil haqqi anzalnahu wabil haqqi nazal in hindi

وَبِالۡحَـقِّ اَنۡزَلۡنٰهُ وَبِالۡحَـقِّ نَزَلَ‌ؕ وَمَاۤ اَرۡسَلۡنٰكَ اِلَّا مُبَشِّرًا وَّنَذِيۡرًا‌ۘ‏

Wa Bil-Haqqi Anzalnaahu Wa Bil-Haqqi Nazala. Wama Arsalnaaka Illa Mubashhiranw Wa Nazeeran.

Surah Bani Israeel, Ayat Number 105

सूरह बनी इस्राईल आयत नम्बर 105

Islamic Dua For Relief From Muscle Pain

An excellent dua for shifa from pain, fatigue, and injuries in any part of your body. If one is having muscle aches or soreness after an intense workout. Don’t ignore it at any cost as it may lead to severe injuries as well.→ Dua for Pain-Islamic Prayer to Relieve Pain

This wazifa is also very beneficial for strained muscles/pulled muscles. Strains can happen in any muscle as a result of overstretching or overexerting your body.

Some people are extremely fed up having pains, especially in their neck, shoulder, lower back, legs, joints, and bones.

By the Grace of ALLAH The Ultimate Healer, you will get shifa through this most effective dua.→ Wazifa for Headache Sir Mein Dard Ka Wazifa

Place your right hand over the painful area of your body and recite the above-mentioned Verse three (3) times. Then make a blow too.

If ALLAH wills, you will get instant relief, aameen.

Note: Females should avoid reciting during their menses/periods.

Pathon Ke Dard Ka Ilaj Ki Dua 

Jism ke kisi bhi hisse me dard, thakawat aur chot se shifa pane ke liye behtareen dua hai. Agar koi shakhs sakht mushaqqat/sakht kaam ke natije me pathon ke dard ka shikar ho chuka ho. To laparwaahi ka muzahira qatayi nahi karen. Balki fauri ilaj karen. Warna dard barh kar aapke uzoo ke liye khatarnak sabit ho sakta hai.→ Pet Dard Ki Dua in Arabic-Stomach Pain K Liye Wazifa

Ye wazifa azlaati dard/pathon ke dabaw aur sozish ke liye bhi bahut moassar sabit hota hai. Pathon ka khichaw/dabaw tab waqe hota hai jab aap apne jism se zarurat se zyada mehnat aur kaam karwaate hain. Ya warzish karte waqt zarurat se zyada zor lagate hain.

Kuch log gardan, kandhe, kamar ka nichla hissa, tangen, jodon aur hadiyon ke dard se shadeed tang aa chuke hote hain.

Insha ALLAH, ALLAH Ta’ala ki Rahmat se unhe is Mubarak dua se zarur shifa milegi.→ Bhenga Pan Ka Rohani Ilaj-Wazifa for Squint Eyes

Dard ki jagah par dayan hath rakhkar upar di gayi dua ko teen (3) bar parhiye aur phir dam kar dijiye. Insha ALLAH, jald hi dard jata rahega.

Ghaur Talab: Khawateen haiz/maahwari/ayyaam me ye wazifa nahi parhen.

पठ्ठों के दर्द के इलाज की दुआ हिंदी में 

दर्द की जगह पर दायाँ हाथ रखकर इस दुआ को 3 बार पढ़िए और फिर दम कर दीजिए| इन्शा अल्लाह दर्द जाता रहेगा|

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

41 Comments

  1. Assalamaualikum
    Mere sawal ye h ki ky mai pair k dard ki dual ka ganda ya tavij bana kr pehna skte h ky
    Mere abbu k pairo mai hamesh dard rehte h ye dua padh kr dam krne PR dard kam hota h lekin surf much wakt k liye or fir dard suru ho jata h
    Plz reply as soon as possible
    Thank you

    1. bana sakte hai lekin napaki ka khayal rakhiyega. Toilet me jane se pahle kholna hoga.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *