Naye Kapde Pehanne Ki Dua in Hindi-Wear New Clothes

Kya waqayi kapde pehanne ki dua hoti hai? Agar kapde pahnne se pahle dua parhenge to bhala hamein der na hogi? To phir ye kese mumkin hai? Rozana aur wo bhi din mein 2-3 bar jab-jab kapde pahne, tab-tab ham kapde pahenne ki dua parhe?

Dua To Wear New Clothes-Naye Kapde Pehanne Ki Dua in Hindi-Wear New Clothes

naye kapde pehanne ki dua in hindi

Dua to Wear New Clothes or Dress Naye Kapde Pehanne Ki Dua

Kya waqayi kapde pehanne ki dua hoti hai? Agar kapde pahnne se pahle dua parhenge to bhala hamein der na hogi? To phir ye kese mumkin hai? Rozana aur wo bhi din mein 2-3 bar jab-jab kapde pahne, tab-tab ham kapde pahenne ki dua parhe?

Ji ha esa bilkul mumkin hai. Kyon ke is dua ko parhne mein mushkil se aapko paanch (5) seconds hi lagenge. Hai nah asan? Yani kapde pahenne ke liye jaise hi aapne kapde haath mein liye aur aap dua parh lein.→ Aaina Dekhne Ki Dua to Look in the Mirror

Ya phir kapde pahente-pahente bhi aap ye dua parh sakte hai.

→ Safar Ki Dua in Hindi Urdu Arabic English-Images

Ap naya libas pehne ki dua ke image yani tasveer ko apne mobile phone mein bhi save kar ke rakh sakte hai.

To jab bhi libas pehne, chahe wo libas naya ho ya phir purana. Libas pehne ki dua parh lijiye. Savab hasil kijiye.

Kapde-Pehanne-Ki-Dua-urdu-translation

Dua to Wear New Clothes in Hindi English Roman Urdu Translations with Transliteration

Naye Kapde Pehanne Ki Dua

اَلْحَمْدُ لِلّٰهِ الَّذِیْ کَسَانِیْ ھٰذَا وَرَزَقَنِیْهِ مِنْ غَیْرِ حَوْلٍ مِّنِّیْ وَلَا قُوَّۃٍ

Alhamdulilla hillazee kasaanee haaza wa razaqaneehi min ghairi hawlim minnee wala quwwatin

Sab ta’areef ALLAH ke liye hai JISNE ye kapda mujhe pahnaya aur naseeb kiya baghair meri koshish aur quwwat ke
Praise be to ALLAH WHO has clothed me with this and provided me with it through no might no power on my part.
سب تعریف اللّٰه کے لئے ہے جس نے یہ کپڑا مجھے پہنایا اور نصیب کیا بغیر میری کوشش اور قوّت کے

Watch the lovely YouTube video of ‘Naye Kapde Pehanne Ki Dua-Wear New Clothes in Hindi & Other Translations

Naye Kapde Pehanne Ki Dua in Hindi

Dua to Wear New Clothes/Dress Naye Kapde Pehanne Ki Dua in Hindi

कपड़े पहनने की दुआ क्या है?

क्या वाक़ई कपडे पहनने की दुआ होती है? अगर कपड़े पहनने से पहले दुआ पढ़ेंगे तो भला हमें देर न होगी? तो फिर ये कैसे मुमकिन है? रोज़ाना और वो भी दिन में 2-3 बार जब-जब कपड़े पहने, तब-तब हम कपड़े पहनने की दुआ पढ़े?

जी हा ऐसा बिलकुल मुमकिन है|

क्योंके इस दुआ को पढ़ने में मुश्किल से आपको पाँच (5) सेकण्ड्स ही लगेंगे| है ना वाक़ई आसान? यानि कपड़े पहनने के लिए जैसे ही आपने कपड़े हाथ में लिए और आप दुआ पढ़ लें|

या फिर कपड़े पहनते-पहनते भी आप ये दुआ पढ़ सकते है|

आप नया लिबास पहने की दुआ के इमेज यानि तस्वीर को अपने मोबाइल फ़ोन में भी हिफाज़त से रख सकते है|

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

16 Comments on “Naye Kapde Pehanne Ki Dua in Hindi-Wear New Clothes”

  1. Hi, there Guys Hope you are all doing Great and Fine!!
    I came across your website and find out that it has information related to Khwabon ki Tabeer in Urdu And hindi
    I have to say that it was very good and valuable information.
    if you want to read a full book of ibn sireen then go to Khwab Nama

    Thanks a lot, guys for the help.

    1. I appreciate your valuable feedback dear sis. Always be with us to get more Islamic information in future as well.

  2. Assalamualekum mam me ek ladki se behad pyar karta Hoon or wo bhi krti h mene oske liye istakhara bhi kiya Mera istakhara positive aaya lekin ab mujhko jb taweez bnana tha to pata n Kya hua osne mujhko block krdiya na hi koi baat huai ab me is kashmakash me Hoon ki mujhko love marriage Wala taweez bnana chahiye ya n. Pata n Mera Dil ab ye gawara n KR RHA ki jb wo mujhse khud hi Dore ho gai to me osko ab zabardsti aese kese Karon kuchh smjh me n a Raha plz aap btao

    1. Aap sachi niyat se agar kis ko pasand karte hain aur Istikhara bhi positive aa gya hai to ALLAH ka kalaam parh kar ya pyar ka taweez bana kar aap unke liye ALLAH se dua maang sakte hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *