Namaz Se Pahle Ki Takbeer

Namaz Se Pahle Takbeer

Namaz se pahle Takbeer ALLAHu Akbar parhi jati hai jise Iqamah ke nam se bhi jana jata hai. Azan hone par jab namazi Masjid me ikaththe ho jate hain, tab namaz ka aaghaz karne se theek pahle takbeer kahi jati hai.→ Mayyat Ki Maghfirat Ki Dua

Namaz Se Pehle Takbeer Padhne Ka Tariqa

Namaz Se Pehle Takbeer in English

“ALLAHU Akbar, ALLAHU Akbar, Ash-hadu Anlla ilaha IllALLAH, Ash-hadu Anna Mu’hammadar Rasoolullah, ‘Hayya ‘Alas-Salaah, ‘Hayya ‘Alal-Falah, Qad Qaa-matis-Salaah, Qad Qaa-matis-Salaah, ALLAHU Akbar, ALLAHU Akbar, La Ilaha IllALLAH”

Namaz Se Pehle Takbeer Translations in English

ALLAH is The Greatest, ALLAH is The Greatest. I testify that there is none worthy of worship except ALLAH. I testify that Mu’hammad ﷺ is The Messenger of ALLAH. Come to Prayer. Come to success. Prayer is to be performed, Prayer is to be performed. ALLAH is The Greatest, ALLAH is The Greatest. There is none worthy of worship except ALLAH.

Namaz Se Pehle Takbeer Ka Tarjuma in Roman Urdu

ALLAH Bahut Bada hai, ALLAH Bahut Bada hai, Main gawahi deta hun ke ALLAH ke siwa koi Ma’abud nahi, Main gawahi deta hun ke Mu’hammad ﷺ ALLAH ke Rasool hain, Aao namaz ki taraf, Aao falah ki taraf, Namaz ke liye khade ho jao, Namaz ke liye khade ho jao ALLAH Bahut Bada hai, ALLAH Bahut Bada hai, Nahi hai koi Ma’abud siwaye ALLAH ke.

Roman English

Iqamat (Iqamah) Kise Kahte Hain?

Iqamah ya Iqamat Arbi zuban ka lafz hai. Jiske mani hain “kisi cheez ko khada karna”.

Iqamah namaz ke liye dusra bulawa hai jo theek namaz shuru hone se pahle parha jata hai.

Iqamah parhne ka maqsad is bat ka ailan hai ke Imam Saheb ne Khana Ka’aba ki taraf apna rukh karte hue apni jagah le li hai. Aur namaz shuru karne wale hai.→ ALLAHummaghfirli Waliwalidayya Dua

Dar haqeeqat (asal me) Iqamah ek qism ki chhoti azan hai. Jiska maqsad namaziyon ko aagah karna/khabr dena hai ke namaz shuru hone wali hai.→ Sayyidul Astaghfar Ki Dua In Hadees

Jamat Se Namaz Ke Pahle ‘Iqamah Ke Mutalliq Hadees Shareef

Nabi Kareem ﷺ ne farmaya ke jo insan azan de (Moazzin), usay Iqamah bhi zarur parhna chahiye.

(Sunan Tirmizi, Abwabus-Salaat, Bab Maja Anna Man Adhdhana Fa Huwa Yuqim)

Agarchah, kuch suraton me koi shakhs Moazzin/Imam Saheb ki ijazat ke sath Iqamah parh sakta hai.

Iqamah Aur Azan Mein Farq

  1. Azan buland/oonchi awaz me di jati hai jabke iqamah ahista awaz me parha jata hai.
  2. Azan ki tarah Iqamah me ungliyon se khano ko chhuwa nahi jata balki dono bazu seedhe rakhe jate hain.
  3. Iqamah me “Assalatu ‘Khairunm-Minan-Naum” ke alfaz nahi ada kiye jate.
  4. Iqamah tezi se parha jata hai.→ Kun Faya Kun Ka Wazifa
  5. Iqamah me ‘Hayya ‘Alal-Falah ke bad Qad Qamatis-Salat do bar dohraya jata hai.
  6. Iqamah ke dauran ‘Hayya ‘Alas-Salaah aur ‘Hayya ‘Alal-Falah parhte waqt chehra dayen aur bayen taraf nahi moda jata, jaisa ke azan me kiya jata hai.→ yaALLAH Testimonial 1 Day Hajat Wazifa

Namaz ki Niyyat (Niyyah)

Namaz ki niyyat karne ko “niyyah” kahte hain jo ke namaz ka ek bahut aham hissa hai. Namazi ko apne dimagh me ya munh me andar hi andar namaz ki niyyat karni chahiye.

Jaisa ke wo kis waqt ki namaz ada karne wala hai, kis qism ki namaz parh raha hai, Farz, Sunnat ya Nifl namaz. Kitni raka’tein parh raha hai. Ye sab niyyat me bayan karna chahiye.

Takbeer Before Offering Prayer

English

Takbeer and Iqamah are the terms used to define the same thing. On giving azan, when everyone has assembled for prayer in the mosque, the takbeer is given just before the Imam starts the prayer.→ How To Get Pregnant With Twins In Islam

What Is Iqamat (Iqamah)?

The word Iqamah or Iqamat originates from the Arabic language. That means “prayer is going to commence”. This is a second call to Prayer, given immediately before the prayer begins.

This is an indication that the Imam has taken his place facing towards the Ka’aba and is ready to commence the Prayer. In fact, the Iqamah is a shorter version of the Azan.→ Strong Dua For Love Back

Hadith Regarding The Recitation Of Iqamah

The Holy Prophet Mu’hammad ﷺ said,

“The person who has recited the Adhan should also recite the Iqamah.”

(Sunan Tirmidhi, Abwaabus-Salaat, Bab Maja Anna Man Adhdhana Fa Huwa Yuqim)

However, in certain cases, another person may recite the Iqamah with the permission of the Moazzin (Caller of the Prayer) or the Imam.

Difference Between The Azan And The Iqamah

  1. The Azan is called aloud while the Iqamah is recited in a low tone.
  2. During the recitation of Iqamah, the fingers are not raised to touch the ears as is done in Azan. Rather, the arms are left hanging straight by one’s sides.→ Powerful Dua for Miracle
  3. “Assalatu ‘Khairunm-Minan-Naum” is not recited in Iqamah.
  4. The Iqamah is recited rapidly.
  5. During the Iqamah the sentence Qad Qamatis-Salat is repeated twice after saying ‘Hayya ‘Alal-Falah.
  6. During the Iqamah, the face is not turned towards the right or to the left as is done in Azan on saying ‘Hayya ‘Alas-Salaah and ‘Hayya ‘Alal-Falah.→ Ayat-e-Karima Quick Wazifa For Love Marriage

Niyyah/Intention Of Prayer

Niyyah means making the intention to offer a Prayer and is an essential part of Prayer. The worshipper should make a niyyah of the Prayer in his mind or by saying words silently.

For example, he should mention in the niyyah that which type of Prayer he is going to offer like Obligatory, Sunnah, or Nifl Prayer. The time of the Prayer and the number of rak’at must also mention in his niyyah.

Tirmidhi : 3377 Usman Bin Affaan RadiALLAHu ‘Anhu

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *