हज़रत अब्दुल्लाह बिन मसऊद र.अ. की रिवायत के मुताबिक़ मोमिन तना देने वाला और लानत भेजने वाला नही होता। लानत देना इस्लाम में (Lanat Dena In Islam) नापसन्द रवय्या माना गया है|
Lanat Dena In Islam | लानत देना और ताना देना इस्लाम में
इस हदीस में हुज़ूर ए अकरम ﷺ अपनी उम्मत को इन चार बुरी और बेहूदा बातों से बचने की तलकीन कर रहें हैं।
इस हदीस में इस बात की तलकीन की गयी है के एक सच्चा मोमिन कभी किसी दुसरे भाई का दिल नहीं दुखा सकता| किसी दूसरे शख्स को ताना और लानत देना गुनाह में शुमार है|
क्योंके कोई भी मुसलमान यानी एक इबादत गुज़ार मोमिन नमाज़, हज, ज़कात वगैरह देकर भी कामिल ईमान पाने में कामयाब नहीं हो सकता जब तक के वो अपनी ज़ुबान को क़ाबू में न रखेगा| ताकि उसकी वजह से किसी भी इंसान के दिल से आह ना निकले।
अपनी ज़ुबान को बुरी बातों से बचाईये| सोच समझ कर बोलिए| ये ज़ुबान ही है जो अल्लाह पाक के बंदो को खुश और ना खुश करती है। एक दुसरे से मोहब्बत से पेश आना हुक़ूक़-उल-इबाद भी है| यानी एक मुसलमान का अपने मुसलमान भाई पर हक़ भी है|
Lanat Dena In Islam | लानत देना और ताना देना हदीस में
हज़रत अब्दुल्लाह बिन मसऊद र.अ. से रिवायत है, नबी ए करीम ﷺ ने इरशाद फरमाया:
“के मोनिम ताना देने वाला और लानत भेजने वाला नही होता और ना ही वो फहेश गोई (फुज़ूल बात) और बद-कलामी करता है।”
रवाह तिर्मिज़ी 1977
Lanat Dena In Islam
Lanat Dena Aur Tana Dena Hadees Mein
Is hadees mein Huzoor e Akram ﷺ apni ummat ko is chaar buri aur behuda baton se bachne ki Talkeen ki hai.
Ismein is baat ki talkeen ki gayi hai ke ek sachcha momin kabhi dusre bhai ka dil nahi dukha sakta. Kisi dusr shakhs ko tana aur lanat dena gunah mein shumar hai.
Kyunke koyi bhi musalmaan yani ek ibadat guzar momin namaz, haj, zaqaat waghairah dekar bhi kamil imaan pane mein kamyab nahi ho sakta jab tak ke wo apni zubaan ko qabo mein na rakhega. Taki uski wajah se kisi bhi insan ke dil se aah na nikle.
Apni zubaan ko buri baaton se bachayiye. Soch samajh kar boliye. Ye zuban hi hai jo ALLAH paak ke bando ko khush aur na khush karti hai. Ek dusre se muhabbat se pesh aana huqooq-ul-ibaad bhi hai. Yani ek musalmaan ka apne musalmaan bhai par haq bhi hai. Yahan→ Safar Ki Dua in Hindi Urdu Arabic English-Images dekhiye!
Lanat Dena Aur Tana Dena Hadees Mein
Hazrat Abdullah Bin Masaud R.A. se riwayat hai, Nabi e kareem ﷺ ne irshad farmaya ke:
“Momin tana dene wala aur lanat bhejne wala nahi hota aur na hi wo fahesh goyi (fuzool baat) aur bad-kalami karta hai.”
Rawah Tirmizi, No. 1977
Agar apko post pasand aye to apno se share zarur kijiyega.
अपने प्यारों से शेयर कर सवाब-ए-जारिया ज़रूर कमायें|
Join ya ALLAH Community!
FaceBook→ yaALLAHyaRasul
Subscribe to YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Ji assalamu walekum janab aap ka number milsakta hai please bohat zarori kaam he
https://www.m.me/yaALLAHyaRasul