A lovely and small yet very effective La Ilaha Illa Anta Dua in full with 2 Hadith also known as Ayat-E-Kareema which was recited by Prophet Yunus Peace Be Upon Him. When He was facing a very hard time of His life.
La Ilaha Illa Anta Dua Ayat-E-Kareema in Full+2 Hadees
A dua which is also known as Ayat-e-Kareema that will relieve you from every distress, pain, and agony of his life. A Dua that Prophet Yunus Peace Be Upon Him recited while he was in the dark, the belly of the whale.
English Transliteration of Dua: La Ilaha Illa Anta Sub’haanaka Innee Kuntu Minazzaalimeen
English Translation of Dua: There is none worthy of worship except YOU, Glory to You, Indeed, I have been of the transgressors.
Hindi Translation of Dua: (या अल्लाह) तेरे सिवा कोई ‘इबादत के लायक़ नहीं तू पाक है और बेशक मैं क़ुसूरवार हूँ
The one who recites this La Ilaha Illa Anta dua is admitting these three (3) things. We can further classify this dua in three (3) parts:
- The one who says this dua is witnessing that only ALLAH has the right to worship, and
- ALLAH is without any defects, HE is pure, and indeed
- We are the wrongdoers who commit sins every day therefore we became the oppressors on ourselves.
A Muslim who is reciting this dua from the core of his heart must admit the above manifold of this dua. If you are asking something from ALLAH The Exalted you should believe these things and then ask.
Must Read
→ ALLAHumma A’inni Ala Zikrika Wa Shukrika
When Prophet Yunus Peace Be Upon Him went to his people and advised them to accept Islam and leave off worshiping an idol. He warned if they reject Islam they will be punished by ALLAH The Exalted.
Thereafter, Prophet Yunus Peace Be Upon Him gave up on his people and left Mosul (in the city of Nineveh). The people of Prophet Yunus Peace Be Upon Him accepted Islam behind him. But Prophet Yunus Peace Be Upon Him didn’t return.
While on his journey Prophet Yunus Peace Be Upon Him boarded on the boat. Later, the boat caught in a whirlpool. Afterward, the fish swallowed Prophet Yunus Peace Be Upon Him.
Whilst inside the stomach of the fish, Prophet Yunus Peace Be Upon Him realized His mistake of not awaiting the command of ALLAH The Exalted and felt deeply ashamed for his actions.
Prophet Yunus Peace Be Upon Him repented by asking for forgiveness and by glorifying the praises of ALLAH The Majestic. His heart was moved by the remembrance of ALLAH The Exalted. His tongue realized soon after saying this dua.
For this reason, Prophet Yunus Peace Be Upon Him started to be known as ‘Zunnoon’ and ‘Saahibul Haut’. The reason behind this is the literal meaning of both these words is ‘Fish’.
The fish was further commanded by ALLAH The Ta’ala that he was not to be taken for food, that no harm was to be done to his body (both flesh and bones) and that he was only to be held as a prisoner in its stomach for a few days.
(Ibn Kaseer)
Must Read
→ ALLAHumma Alhimni Rushdi Hadith
→ Inna Lillahi Wa Inna Ilayhi Rajioon Full Dua
La Ilaha Illa Anta Dua Ayat-E-Kareema in Full+2 Hadees
The Golden Dua of Yunus Peace Be Upon Him for all Every Need
ALLAH The Reckoner ordered in The Holy Quran:
وَذَا النُّونِ إِذ ذَّهَبَ مُغَاضِبًا فَظَنَّ أَن لَّن نَّقْدِرَ عَلَيْهِ فَنَادَىٰ فِي الظُّلُمَاتِ أَن
When Prophet Yunus Peace Be Upon Him recited this dua while in the dark in the belly of the fish.
In subsequent verse 88, ALLAH The Exalted ordered in The Holy Quran in Surah #21, Al-Anbiya, Verse 88
فَاسْتَجَبْنَا لَهُ وَنَجَّيْنَاهُ مِنَ الْغَمِّ ۚ وَكَذَٰلِكَ نُنجِي الْمُؤْمِنِينَ
Fastajabna Lahu Wanajjaynaahu Minal Ghammi wakazaalika Nunjil Mumineena
So We answered his call, and delivered him from the distress. And thus We do deliver the believers (who believe in the Oneness of ALLAH, abstain from evil and work righteousness).
Surah #21 | Al-Anbiya | Verse/Ayat 88
Finally, the Outcome of the Recitation of La Ilaha Illa Anta Dua
ALLAH The Most Merciful accepted the repentance of Prophet Yunus Peace Be Upon Him and forgave Him by delivering him from the belly of the fish safely.
Hadith On Answering Through La Ilaha Illa Anta Dua of Yunus Peace Be Upon Him
According to a Hadith of the Holy Prophet ﷺ if a Muslim prays to ALLAH Ta’ala for the grant of a wish in the words used by Yunus Peace Be Upon Him when he was in the stomach of the fish i.e. He would accept his prayer and grant his wish.
(Ahmad, Tirmidhi, Mazhari)
Ibrahim bin Muhammad bin Sa`d narrated from his father, from Sa`d that the Messenger of ALLAH ﷺ said:
“The supplication of Dhun-Nun (Prophet Yunus) when he supplicated, while in the belly of the whale was:
‘There is none worthy of worship except YOU, Glory to You, Indeed, I have been of the transgressors.
(La Ilaha Illa Anta Sub’haanaka Innī Kuntu Minaẓẓaalimeen)’ So indeed, no Muslim man supplicates with it for anything, ever, except ALLAH responds to him.”
Jami’ At-Tirmidhi 3505 | Grade : Saheeh (Darussalam)
Must Read
→ Mout Ki Asani Ki Dua-Sakaratal Maut
Roman English
La Ilaha Illa Anta dua ek behad pyari aur chhoti si bahut hi moassar dua hai. Jo Ayat-E-Kareema ke nam se jani jati hai. Jo ke Hazrat Yunus Alayhis Salam ne apni zindagi ke intehayi mushkil waqt mein parhi thi.
Jis kisi ne ye dua parhi usne in teen (3) baton ka tasleem (qubool) kiya. In baaton ko ham teen (3) hisson mein baantenge:
- Wo jo la ilaha illa anta dua ko parhe use shahadat bhi deni chahiye ke siway ALLAH ke koi ‘ibadat ke layaq nahi, aur
- ALLAH pak aur be-‘aib hai, aur
- Ham ghalti karne wale yani gunahgar hai. Aur isi tarah se ham apni nafs par zulm karte hai. Kyonke duniyan ki lazzaton mein kho kar gunah sarzad kar lena apni hi nafs par zulm karna hota hai.
Ek musalman jo ye dua parhe aur wo bhi apni dil ki gehraiyon se is dua ka wird kare. Iski tah tak jakar iske mayne samajh dar wird kare. To phir in tamam baton par yaqeen rakhte hue ALLAH se jo bhi mangna hai mang kar dekho.
La Ilaha Illa Anta Dua in Full (Ayat-E-Kareema)
Ek aisi Dua jo aapko har pareshani, dukh aur takleef se nijat dila kar rahat pahunchayegi. Wo Dua jo Hazrat Yunus Alayhis Salam ne tareeki (andhere) mein whale (machhli) ke pet mein parhi thi.
Jab Hazrat Yunus Alayhis Salam apni qaum ke pas gaye aur unhe Islam qubool karne ki dawat di aur button ki puja karne se mana kiya. Unho ne apni qaum ko tanbeeh (naseehat) ki ke agar unho ne Islam qubool karne se inkar kiya to ALLAH Ta’ala unhe saza dega.
Aakhir, Hazrat Yunus Alayhis Salam ne apne logon ke liye har man li aur Mosul (Nineveh ke shahar mein ek jagah) ko chhor diya. Hazrat Yunus Alayhis Salam ke logon ne unke pichhe se Islam qubool kar liya. Magar Aap wapas nahi laute.
Safar ke dauran Hazrat Yunus Alayhis Salam ne kashti ki sawari ki. Dauran-e-Safar kashti bhanwar mein phans gayi. Phir ek machhli Hazrat Yunus Alayhis Salam ko nigal gayi.
Yahi wajah hai ke Hazrat Yunus Alayhis Salam ‘Zunnoon’ aur ‘Saahibul Haut’ ke Namo se jane jate hain. In Namo ke pichhe wajah yahi hai ke inka lafzi matlab ‘Machhli’ hai.
ALLAH Tabarak Wata ‘Ala ne machhli ko hukm diya ke wo Hazrat Yunus Alayhis Salam ko apna luqma-e-ajal (khoorak) na banaye. Aur ye ke Unke jism (gosht aur haddiyon) ko koi nuqsan nahi pahunchaye aur ye ke Unhe chand din ke liye sirf ek qaidi ke taur par apne pet mein rakhe.
(Ibn Kaseer)
Zarur Parhiye
→ Sayyidul Astaghfar Ki Dua In Hadees
→ Iyyaka Na’budu Wa Iyyaka Nastaeen Ka Wazifa
Har Zarurat ke liye Hazrat Yunus Alayhis Salam Ki Dua
فَاسْتَجَبْنَا لَهُ وَنَجَّيْنَاهُ مِنَ الْغَمِّ ۚ وَكَذَٰلِكَ نُنجِي الْمُؤْمِنِينَ
Fastajabna Lahu Wanajjaynaahu Minal Ghammi Wakazaalika Nunjil Mumineena
So We answered his call, and delivered him from the distress. And thus We do deliver the believers (who believe in the Oneness of ALLAH, abstain from evil and work righteousness).
Pas Hamne unki dua qubool farma li aur Hamne unhe gham se nijat bakhshi, aur is tarah Ham Momino ko nijat diya karte hain.
Surah #21 | Al-Anbiya | Verse/Ayat 88
Aakhirkar, Is La Ilaha Illa Anta Dua Ko Parhne Ka Sila Mil Hi Gaya!
ALLAH, Ar-Raheem ne Hazrat Yunus Alayhis Salam ki taubah qubool farmayi. Aur Unhe machhli ke pet se hifazat ke sath bahar nikalte hue Unhe maaf farmaya.
Huzoor Pak ﷺ ki ek Hadees ke mutabiq, agar koi Musalman, ALLAH Ta’ala se un alfaz me apni hajat ke liye dua mangta hai jo alfaz Hazrat Yunus Alayhis Salam ne istemal kiye jab wo machhli ke pet me the. To ALLAH Ta’ala uski dua qubool farmayega aur uski hajat puri karega.
(Ahmad, Tirmizi, Mazhari)
Rasool ALLAH ﷺ ne farmaya:
“Zunnoon (Hazrat Yunus A.S.) Ki Dua jo unhon ne machhli ke pet mein rahne ke dauran ki thi, wo ye thi:
لَآ اِلٰهَ اِلَّآ اَنْتَ سُبْحَانَكَ اِنِّیْ کُنْتُ مِنَ الظَّالِمِیْنَ
La Ilaha Illa Anta Sub’haanaka Inni Kuntu Minazzaalimeen
There is none worthy of worship except YOU, Glory to You, Indeed, I have been of the transgressors
(Ae ALLAH!) Tere siwa koi Ma’abud nahi hai. Teri Zaat Paak hai. Beshak main qusoorwaar hun
Kyunke La Ilaha Illa Anta dua ek aisi dua hai ke jab bhi koi Musalman shakhs ise parhkar dua karege to ALLAH Ta’ala uski dua qubool farmayega. ”
Imam Tirmizi kahte hain:
1. Mu’hammad bin Ya’hyaa ne kaha: Mu’hammad bin Yusuf kabhi Ibrahim bin Mu’hammad bin S’ad ke wasta se S’ad se riwayat karte hain aur usme (‘An Abeeh) ka zikr nahi karte.
2. Dusre Rawiyon ne ye Hadees Yunus bin Abu Is’haq se, aur Yunus ne Ibrahim bin Mu’hammad bin S’ad ke wasta se S’ad se riwayat ki hai, aur is riwayat mein unho ne (‘An Abeeh) ka zikr nahi kiya hai.
3. Baz ne Yunus bin Abu Is’haq se riwayat ki hai, aur un logon ne Ibn Yusuf ki riwayat ki tarah Ibrahim bin Mu’hammad bin S’ad se riwayat karte hue (‘An Abeeh ‘An S’ad) kaha hai. Aur Yunus bin Abu Is’haq ki adat thi ke kabhi to wo is Hadees mein (‘An Abeeh) kah kar riwayat karte the aur kabhi (‘An Abeeh) ka zikr nahi karte the.
Jami’ At-Tirmidhi 3505 | Darjah : Saheeh (Darussalam)
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
اَلسَّلاَ مُ عَلَيْكُمْ,kya mei apney kisi bhi maqsad k liye auat kareema prh sakti hoon.main masla mere husband se related hai.ager tu prh sakti hoon tu please bata de kitna or kaisey prhna hai.
Aap apne maqsad ki niyyat karte hue jitni tasbeeh aasani se Ayat-e-Kareema ki parh sakti hain parh liya karen rozana. Ya phir khula wird kar len.
ASSALAM O ALAIKUM BHAI! bhai………… :'( :'( :'( bhai plz meri help kareyn……… bhai ma apko btaya tha jo meri sis k devar ki taraf sa mera rishta aya tha… bhai wo out of caste tha…. ami abu kal tk haan pa thy ar unko b haan kr chuky thy par aj haq mehar ki wja sa inkaar kr dia hai ami abu na ku k lerka khta ma na haq mehar nhe likhna….. bhai ma out of caste kisi ko pasand kerti hu ar wo b mjy pasand krta hai… ma na usko deykha nhe hwa.. par mera istekhara us k sath positive aya tha….. bhai meri barha behnoi out of caste ki wja sa problems create kr rha jahan phly hwa tha wahan b ki us na ar ab to wahan sa khud he inkaar ho gya hai… ar ami abu na phir sa caste ki ratt pakar le hai…… bhai ma apni pasand sa he shadi krna chahti jis sa ma muhabbat krti hu… bhai jb us na rishta bheja us k pass sb kuch tha… ab un ki zameen pa un k relatives na qabza ker lia hai….. bhai ma us sa shadi krna chahti hu ar wo hai b out of caste…. bhai plz mjy kuch aisa wazifa btayen k unko unka sb kuch bht he jaldi like kuch he dino ma wapas mil jaye ar kuch aisa wazifa b btayen k ab wo dobara jald az jald rishta bhajy ar mere parents foran maan jayen mere us k sath rishty k liye… plz bhai meri help kareyn…. plz bhai… mera dil bohat pareshan hai…. bhai ma usi sa shadi krna chahti hu ar chahti hu k jald az jald us k sath mera rishta ho jaye kuch he dino k andar andar….. ar koi masla b na ho ar baat pori trah sa pakki ho k ye kbi inkaar na kareyn…. plz bhai minnat kerti u apki kuch aisa btayen k unko unka sb kuch hafty k ander ander wapis mil jayen ar hafty k ander ander wo rishta b bhej dy ar foran rishta b ho jaye hmara plz bhai….
Aap ye wazifa parhiye sis- https://youtu.be/kERjPdHfvDk
Assalamualaikum Bhai mere sister Ko rishta aaya hai too Aisa koi wazifa de k wo rishte k liye haa bol de
Ye wazifa parhen- https://www.yaallah.in/muslim-marriage-advice