Kitab Padhne Ki Dua

Hadees-e-mubarika mein aisi koi khas kitab padhne ki dua ka hawala nahi paya gaya hai. Magar ALLAH ki raza ke liye ilm hasil karna hai to ye kitab padhne se pehle is dua ko parhna bahot behad mufeed hai.

Kitab Padhne Ke Pehle Ki Dua

Jaisa ke upar bataya gaya hai ke kitab padhne ki dua hadees se sabit nahi hai. Magar ‘ilm hasil karne ke liye agar kitab parhi jaye to insha ALLAH kitab ka parha hua 1-1 harf apko yad rahe to ye dua parhne walon ko waqayi mufeed sabit hogi.

kitab padhne ki dua in english hindi meaning

Kitab Padhne Ki Dua Ke Darj Zail 3 Fayde Hai

  1. ALLAH ne chaha to kitab padhne wale shakhs par ALLAH ‘hikmat ke darwaze khol dega.
  2. ALLAH ki rahmat us par nazil hogi. Aur aise mein kitab mein jo bhi ilm ki batein darj hai wo uske liye nekiyan ban jayengi.
  3. ALLAH ne chaha to kitab ko padhne wala jo kuch bhi padhega use 1-1 harf kitab ka yad rahega.

Kitab Padhne Ki Dua Parhne Ka Tariqa

Sabse behtar tariqa hai ke wuzu banakar kisi deen ki kitabon ko parha jaye. Ye dua kitab padhne se pehle padh li jaye aur iske awwal-akhir mein jo koi bhi durood shareef yad ho wo 1-1 bar padh li jaye. Zarur dekhiye→ Bazar Me Jane Ki Dua

किताब पढने से पहले की दुआ हिंदी में

किताब पढ़ने के पहले की दुआ

जैसा के उपर बताया गया है के किताब पढ़ने की दुआ हदीस से साबित नही है| मगर ‘इल्म हासिल करने के लिए अगर किताब पढ़ी जाए| इन्शा अल्लाह किताब का पढ़ा हुआ 1-1 हर्फ़ आपको याद रहेगा तो और ये दुआ पढ़ने वालों को वाक़ई मुफ़ीद साबित होगी|

किताब पढ़ने की दुआ के दर्ज ज़ैल 3 फायदे  है

  1. अल्लाह ने चाहा तो किताब पढ़ने वाले शख्स पर अल्लाह ‘हिकमत के दरवाज़े खोल देगा|
  2. अल्लाह की रहमत उस पर नज़िल होगी| और ऐसे में किताब में जो भी इल्म की बातें दर्ज है वो उसके लिए नेकियाँ बन जाएँगी इन्शा अल्लाह|
  3. अल्लाह ने चाहा तो किताब को पढ़ने वाला जो कुछ भी पढ़ेगा उसे 1-1 हर्फ़ किताब का याद रहेगा|

किताब पढ़ने की दुआ पढने का तरीक़ा

सबसे बेहतर तरीक़ा है के वुज़ू बनाकर किसी दीन की किताबों को पढ़ा जाए| ये दुआ किताब पढ़ने से पहले पढ़ ली जाए और इसके अव्वल-आख़िर में जो कोई भी दूरूद शरीफ याद हो वो 1-1 बार पढ़ ली जाए| ज़रूर देखिए→ या ज़ल जलाली वल इकराम

अपने अज़ीज़ों से भी इस पोस्ट को शेयर कीजिएगा आपको सवाब-ए-जारिया मिलेगा, इंशा अल्लाह|

Apne azizon se bhi is post ko share kijiyega apko sawab-e-jariya milega, Insha ALLAH.

Join ya ALLAH Community!

FaceBook→ yaALLAHyaRasul

Subscribe to YouTube Channel→ yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

5 Comments on “Kitab Padhne Ki Dua”

  1. Bhai jan mai aapse messenger p kaise baat kru aap mjhe link bejh dijiye…masla bohat bada h plz

      1. Aasalam o alaikum bhai….apko messenger pe msg nahi jaata

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *