Jaldi Shadi Ki Dua in Quran

Agar aap apni beti ke liye rishta dekh rahe hai. Aur rishte bakhoobi aate hai. Magar pasand nahi ata ho. To aise mein jaldi shadi ki dua in Quran ko yaqeen ke sath parhiye Insha ALLAH nek saleh rishta naseeb hoga. अगर आप अपनी बेटी की शादी करना चाहते है मगर कोई नेक रिश्ता दस्तयाब न हो पा रहा है| तो ऐसे में इस क़ुर आनी वज़ीफ़ा को पढ़ना शुरू कीजिए यक़ीनन नेक सालेह रिश्ता होगा और निकाह हो जाएगा|

Jaldi Shadi Ki Karguzar Qurani Dua

Jaldi Shadi Ki Dua in Quran qurah al-qasas ayat 24


Sallallahu ‘Alayhe Wasallam

Is Wazifa Se 7 Din Mein Mera Rishta Ho Gaya!

Yahan Parhiye → Jaldi Shadi Ki Dua From Quran yaALLAH Testimonial

Agar aapki beti ki shadi ke liye nek saleh rista na mil raha ho. Ya ata ho lekin pasand na ata ho. To apni beti ki shadi hone ke liye ye Qurani dua zarur parhiye.

Chahe to beti khud apne nek rishte ke liye ye wazifa parh sakti hai. Insha ALLAH, bohat jald bohat hi nek aur acha rishta mil jayega, Aameen.

Jaldi Shadi Ki Dua in Quran Karne Ka Tareeqa?

  1. Ye wazifa aap ne Islami mahine yani chand ke mahine ke shuru’aati dino me parhna hai. Yani chand ki pahli (1) tareekh se lekar chand ki gyarah (11) tareekh tak aap ne wazifa parhna hai. Yahan Safar Ki Dua HD Images dekhiye!

  2. Behtar hai ke aap apni sahoolat ke hisab se ye wazifa kisi ek waqt parhiye. Yani din ya raat ka koi ek waqt is amal ke liye muqarrar kar lijiye. Chahen to kisi ek farz namaz ke bad bhi aap ye wazifa parh sakte hain.

  3. Sab se awwal pur-khuloos tareeqe se wuzu bana lijiye. Agar pahle se wuzu me hain to dobara wuzu banane ki zarurat nahi hai.

  4. Kisi pak-saf jagah par itminan se baith jaiye.

  5. Ab Quran e pak ki Surah Al Qasas ki ayat adad chaubees (24) ka ek hissa jo ke upar bhi diya gya hai. Is ayat ke hisse ko ek sau barah (112) bar parhiye.

  6. Phir Surah Ad Duha teen (3) bar parhiye. Result Mein Kamyabi Ka Wazifa

  7. Phir ALLAH Ta’ala se khoob aqeedat aur aajzi ke sath apni beti ke ache naseeb ki dua kijiye. Aur apni beti ke liye nek aur qabil rishte ki dua kijiye.

  8. Agar beti apne liye khud ye wazifa parh rahi hai. To wo khoob dil se ALLAH Tabarak Wata ‘Ala se apne ache rishte ke liye dua mange.

  9. Lagataar teen (3) mahine tak ye amal kijiye. Yani teen (3) mahine tak har chand ke mahine ke pahle gyarah (11) din aapne ye amal parhna hai.

Insha ALLAH, chand hi roz me yaqeenan aapki beti ko behtareen rishta naseeb hoga, Aameen.

Ghaur Talab: Khawateen ye wazifa haiz/maahwari ke 7 roz mein nahi karein. Lekin agar unhe ye ayat aur surat zubani yad ho to phir ye wazifa parhne me koi manahi nahi hai.

Is Wazifa Ka Shandar Video Dekhna Mat Bhuliyega!

Is Wazifa Se 7 Din Mein Mera Rishta Ho Gaya!

Yahan Parhiye → Jaldi Shadi Ki Dua From Quran yaALLAH Testimonial

Jaldi Shadi Ki Dua in English

  1. You will have to start this wazifa at the beginning of a lunar month only. One can perform this amal from the very first (1) day to the eleventh (11) day of a lunar month.
  2. Recitation time can vary as per your convenience. See Dua To Remove Fear-Dar Door Karne Ki Dua here.

  3. Firstly, make a fresh ablution in a very calm manner.

  4. Sit on a clean place calmly.

  5. Now recite a part of verse no. 24 of Surah Al-Qasas that is also given above. Recite this one hundred and twelve (112) times.

  6. Then recite Surah Ad-Duha three (3) times. See How to Pray Salatul Hajat Namaz-Tarika here.

  7. Afterward, make a prayer to ALLAH The Generous, for the good fortune of your daughter. Ask HIM for granting a very noble and pious life partner for your daughter.
  8. If the girl is performing this wazifa on her own. Then she should pray for getting married to a good guy.

  9. You will recite this wazifa for regular three (3) months. This means you will recite it from the first (1) day to eleventh (11) day of three (3) consecutive lunar months. If ALLAH The Exalted wills your daughter will get married to a pious guy within three (3) months, aameen.

Note: Females should skip this wazifa during their menses/periods.

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel- yaALLAH Website Official

Follow yaALLAH Website!

FB Community Ke Member Baniye- yaALLAH Facebook Community

Instagram par Follow Kijiye- instagram.com/yaALLAH.in

52 Comments on “Jaldi Shadi Ki Dua in Quran”

  1. Assalamalikum..
    Could you help me out with my problem?

  2. rishta ate hai patli bol raha hai muje pasand nahi karte kya karna chahiye bataye please help kijije

  3. rishta nahi ho raha hai please help kijije

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *