The most comment question these days in The Holy Month of Mu’harram-ul-Haram is How To Pray Namaz E Ashura? Every Muslim should offer this namaz-e-Ashura. Ashura ki namaz padhne ka tarika. Aur Ashura ki namaz ke bad kya dua ki jaye?
How To Pray Namaz E Ashura-Ashura Ki Namaz Padhne Ka Tarika
Ashura ke roz ke roze rakhna bade hi afzal hai aur Hadees se sabit bhi hai. Inka bada ajr-o-sawab hai. In do dino ke roze rakhna ki takeed Hadees-e-Mubarika se hai.
Abdullah bin Abbas Razi ALLAHU ‘Anhu se riwayat hai ki Jab Huzur-e-Akram ﷺ ne Ashura ke Din yani khaas 10 Muharram ka Roza rakha to logo ne arz kiya:
Ya RasoolALLAH ﷺ ye din to aisa hai ki iski taazeem yahud-o-nasaara kiya karte hain.
To Huzur-e-Akram ﷺ ne farmaya ki jab agla saal aayega to insha ALLAH hum 9 ka roza rakhenge. Lekin ALLAH ko manzur ye tha ke ye Huzur Pak ﷺ is dunia se rukhsat ho gaye.
Sahih Muslim | Volume 3 | 2666
‘Aashura Ke Roze Ki Fazilat
Abu Qatada al-Ansari Razi ALLAHU ‘Anhu se riwayat hai ki Huzur-e-Akram ﷺ se ‘Ashura yani 10 Muharram ke din ke rozey ke bare mein sawal kiya to Aap Huzur-e-Akram ﷺ ne irshad farmaya:
“Ye Guzrey huye Saal ke Gunahon ka kaffara hai”
Aashura Ke Roze Rakhne Ki Shuruwat?
Muharram-ul-Haraam ki 10 Tareekh ko ALLAH Ta’ala ne Hazrat Moosa ‘Alayhi Salaam ki ummat ko fir’oun ki qaid se azad karwaya. Hazrat Moosa ‘Alayhi Salaam ne laal samandar par chhari maari aur ALLAH Ta’ala ne unke aur unki ummat ke liye paani ko do hisse kar diye aur raah nikal di.
Is tariqe se wo log to nikal gaye. Phir jaise hi fir’oun aur uska lashkar unka peechha karte-karte aane laga. To paani mein gharq ho gaya.
ALLAH Ta’ala ka shukriya ada karne ke liye isi lihaz se yahud-o-nasaara 1 roza isi roz rakhte the.
Yahud-o-Nasara se musabahat na ho aur unki mukhalifat ho. Is wajah se ek zyada roza rakhne ki takeed Huzur-e-Akram ﷺ ne ki.
Ashura ki Namaz ka Waqt
Ye namaz Hadees se sabit nahi hai. Lekin agar aap chahe to ibadat ke taur par is namaz ko parh sakte hai. Aur ALLAH Ta’ala se dua kar sakte hai.
Yawm-ul-Ashura chaar rak’at namaz is tarike se ada kare. Ke har rak’at mein Surah Fatiha ke bad Surah Ikhlas 11-11 bar parhe.
Ashura ki namaz ka waqt kya hai?
ALLAH Ta’ala apki Ashura ki Namaz qubool farmaye, Ameen.
Ashura ki Namaz ada karne ke bad dono hath uthakar ALLAH se khoob dil se apne gunaahon ki mafi mangiye. Aur phir chahe to apne maqsad ki dua bhi kar sakte hai. Insha ALLAH Ashura ki namaz ada karne wale ke gunaah maaf honge. Aur uski jayaz tamanna poori ho jayegi.
Ashura ki namaz padhne ka ye tarika fazail-e-aamaal mein bhi zikr farmaya gaya hai.
Ghaur Kijiyega: Khawateen haiz/maahwari/ayyam mein Ashura ki namaz nahi parhein.
Safar ki Dua HD Images
How To Pray Namaz E Ashura in English
There is no reference found regarding this prayer. Whereas, one can offer this to earn immense virtues and blessings.
Offers 4 rak’at prayers on The Day of Ashura. In the way that in every rak’at after reciting Surah Fatiha, recite Surah Ikhlas 11 times.
After, offering the prayer of Ashura raise both the hands and make a dua for the forgiveness of your entire sins of the lifetime. Khana Khane ki Dua HD Images yahan dekhiye.
Even one can pray for his/her need/desire after this dua.
This procedure of praying the prayer of Ashura has been mentioned in the book fazail-e-aamaal.
When to Offer Ashura Namaz? (Day & Time)
Don’t get confused when to offer Ashura Namaz. The correct day and the time of offering Prayer of Ashura are mentioned below.
After the twilight (Maghrib, late evening time) The Day of Ashura starts from 9th of Muharram. every year. The Day of Ashura will remain before the twilight (Maghrib, late evening time) on the very next day i.e. 10th of Muharram.
Please Note: Women should not offer Namaz-e-Ashura during when they are in menses/periods.
See How to Pray Salatul Hajat Namaz? here.
Yom-e-Ashura Ki Namaz in Hindi
यौम-ए-आशूरा की नमाज़ पढ़ने का तरीक़ा हिंदी में
हदीस-ए-मुबारिका से साबित है के हुज़ूर-ए-अकरम ﷺ का फरमान-ए-मुबारक है के|
जो शख़्स यौम-उल-आशूरा को चार रक’अत नमाज़ इस तरीके से अदा करे| के हर रक’अत में सूरह फातिहाह के बाद सूरह इख़लास 11 बार पढ़े|
तो अल्लाह त’आला उसके पचास (50) साल के गुनाह माफ़ कर देंगे|
और महशर के रोज़ उसके लिए नूर का मिम्बर बना देंगे|
अशुरा की नमाज़ का वक़्त
अशुरा की नमाज़ का वक़्त क्या है?
यौम-ए-आशूरा को ये नमाज़ अदा की जाती है|
आप आशूरा की नमाज़ इस वक़्त के दरमियान पढ़ सकते है| अल्लाह त’आला आपकी आशूरा की नमाज़ क़ुबूल फरमाए, आमीन|
आशूरा की नमाज़ अदा करने के बाद दोनों हाथ उठाकर अल्लाह त’आला से ख़ूब दिल से अपने गुनाहों की माफ़ी मांगिये| और फिर चाहे तो अपने मक़सद की दुआ भी कर सकते है| इन्शा अल्लाह आशूरा की नमाज़ अदा करने वाले के गुनाह माफ़ होंगे| और उसकी जायज़ तमन्ना पूरी हो जाएगी|
आशूरा की नमाज़ पढ़ने का ये तरीका फ़ज़ाइल-ए-आमाल में भी ज़िक्र फ़रमाया गया है|
ग़ौर कीजियेगा: ख़वातीन अय्याम/माहवारी/हैज़ में आशूरा की नमाज़ नहीं पढ़ें|
asura ki dua kya hai use bhi ap post kar dijiye to asani hogi sab ke liye
Insha ALLAH zarur bhai.
Assalamualaikum Wa Rehamat Allahi Wa Barakatuhu. I wish to do a few wazifa for my wish/desires to be fulfilled and so does my mother for my sister’s marriage. Do we have the permission to select any of the wazifas and perform them that are shared on your YouTube channel?
JazaakAllah khair
Yes you are permitted to perform all the wazaif here and on YouTube Channel as well. Kindly follow the website to get the notifications of all the upcoming web posts.