Meaning with translations of this awesome and very effective Hasbiyallahu La Ilaha Illa Huwa Alayhi Tawakkaltu Dua.→ SubhanALLAHi WaBihamdihi SubhanALLAHil ‘Azeem
HasbiyALLAHu La Ilaha Illa Huwa Alayhi Dua in Hadees
﷽
Sallallahu ‘Alayhe Wasallam
Every day brings new hope for us. We should stay positive during hard times. We should look over the lovely duas of Hadith.
We should surrender ourselves to ALLAH. Always try hard and do not give up in your life. Place your trust in ALLAH and always rely on HIM. Therefore, for those who do this, ALLAH is always sufficient for them.
This is a Quranic verse from Surah At-Tawbah Verse #129, the full verse is:
Fa-in Tawallaw Faqul ‘Hasbiya ALLAHu La Ilaha Illa Huwa ‘Alayhi Tawakkaltu Wa-Huwa Rabbul ‘Arshil ‘Azeemi
But if they turn away, [O Muhammad], say, “Sufficient for me is ALLAH; there is no deity except HIM. On HIM I have relied, and HE is the Lord of the Great Throne.”
Very short dhikr yet very powerful.
If anyone says seven times morning and evening; “’Hasbiya ALLAHu La Ilaha Illa Huwa ‘Alayhi Tawakkaltu Wa-Huwa Rabbul ‘Arshil ‘Azeemi”, ALLAH will be sufficient for HIM against anything which grieves him, whether he is true or false in (repeating) them.
Sunan Abi Dawud 5081
→ Inna Lillahi Wa Inna Ilayhi Rajioon Full Dua
→ Attahiyat Lillahi Wa Salawatu Dua
HasbiyALLAHu La Ilaha Illa Huwa Alayhi Dua in Hadees
Roman English
Har din hamare liye ek nayi ummeed le kar aata hai. Hamein mushkil waqt mein apni soch ko musbat/sahee rakhna chahiye. Hamein Hadees Shareef mein batlayi gayi pyari duaon par nazar sani/ghaur karna chahiye.
Hamein khud ko ALLAH Ta’ala ke supurd/hawale kar dena chahiye. Hamesha sakht mehnat karte raho aur zindagi mein kabhi haar nahi mano. ALLAH par yaqeen rakho aur Usi par bharosa karo. Jo aisa karte hain, beshak unke liye hamesha ALLAH hi kafi hai.
Surah At-Tawbah, Mukammal Ayat #129:
Fa-in Tawallaw Faqul ‘Hasbiya ALLAHu La Ilaha Illa Huwa ‘Alayhi Tawakkaltu Wa-Huwa Rabbul ‘Arshil ‘Azeemi
Pas agar ye log phir jayen, [Ae Mu’hammad], to kah do, “Mere liye ALLAH hi kafi hai; Uske siwa koi Ma’abud nahi, Usi par mera bharosa hai aur Wahi Arsh Azeem ka Maalik hai.”
Mukhtasir/Bahut Chhota Zikr Lekin Taqat Mein Kamal Hai.
Agar koi shakhs subh aur sham ko saat (7) martaba ye Ayat-e-Mubarika parhta hai;
“’Hasbiya ALLAHu La Ilaha Illa Huwa ‘Alayhi Tawakkaltu Wa-Huwa Rabbul ‘Arshil ‘Azeemi”
ALLAH Tabarak Wata ‘Ala uski har us shay se kafaalat/madad farmayega jo usay ghamgeen/dukhi karti hai. Chahe wo in kalmaat ko dohraane me sahee ho ya ghalat ho.
Sunan Abi Dawud 5081
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
subhan allah neki ka ye kaam feesabilillah jari rahe, jazakallah..ye behtar khidmate khalk h.
Can I get your phone number please?
You may contact me here at 6:30-8:30 pm India Time- https://m.me/yaALLAHyaRasul