Har Khwab Ki Tabeer Online-K

Is post mein ap har khwab ki tabeer online post mein aap wo tamam khwabon ki tabeer parhenge jo “K” alfaz se shuru hote hai. Misal ke taur par “K” se Kutta ya phir Khoon ke bare mein. → Islamic Dream Interpretation Meaning Khwab ki Tabeer

Mere Har Khwab Ki Tabeer Online-K


Sallallahu ‘Alayhe Wasallam

Is page par apko “K” alfaz ke tamam khawabon ki tabeer ke bare mein parhne ko milega.

Kutta

Shikari Kutte

Khwab mein shikari kutton ko shaher mein dakhil hote dekhna berozgaari ki alamat hai.

Khoon

Aam Taur Par Khoon

Haram aur ghair qanooni paise se alamat hai.

Khoon Ka Koowa

Khoon ke koowe me girne ki alamat kisi jurm me mubtila hona hai ya phir haram paisa.

Khoon

Musibat aur nakhushi.

Khoon Ke Chheente

Ghalat paise ki aamad ya usme mubtila mubtila rahne ki alamat hai.

Khud Ke Jism Se Ya Zakhm Se Khoon Behna

Achhi sehat aur hifazat ki alamat hai. Ya phir ye bhi ho sakta hai ke lambe safar se ghar lautega.

111 Comments

  1. Assalam o alaikum
    Meri walida nay khuwab main dekha hay keh wo apnay ghar main bethi hain aur aik kinaray say doosray kinaray tak koi 500,600 kay qareeb chotay baray bachay jama hain jo buhut tameez aur discipline say bethay hain aur quran paak parhnay aey hain. Meri walida khuwab main soch rahi hain ye tau buhut ziada bachay jama hogaey hain ab main koi taeeka karkay inko parhaongi matlab main hi kuch na kuch karti hoon in Sha Allah manage kar loongi. Bachay meri waloda ko quran paak parh kar suna rahay hain bari bari aur ail rasta say atay hain aur doosray say nikaltay ja rahay hain. Tabeer bata den please.
    (haqeeqi zindagi main meri walida tadrees say munsalik hain lekin ajkal bemari ki wajah say nachon ko khud nahin parha pa rahin)

    JazakAllah kher

    1. ALLAH apke masle hal kare ye alamat ho sakti hai.

  2. AOA! Hm na ghr ma bakriya rkhi h or khwab ma dekha k ik bakri bemar h or ghr walo na usko zibah krdiya is ki kya tabeer h?

    1. ho sakta hai inme se koi bhi alamat ho nainsafi,walidain ki narazgi,kisi ghalat shakhs se haram muhabbat.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *