Ghutno Me Dard Ki Dua

Ghutno me dard ki dua ke zariye fauran insha ALLAH gutnon ke shadeed dard se rahat milegi. In wazaif ko chahe kitni hi boodha shakhs ho wo bhi parh kar inse fazilat hasil kar sakte hai.

Ghutno Me Dard Ki Dua- Fauran Shifa!

Is post mein apko kuch bahot hi khas aur asardar gutnon mein dard se shifa hasil karne ke liye mujarrab wazaif-o-amaliyat parhne ko milenge.

Ghutno Me Dard Ki Dua #1

ALLAH Ta’ala ka pyara naam “ya Mughnee” jiske maane hote hai beniyaz aur tawanggar banane wala. Tawangar yani taqatwar. Is naam-e-mubarak ko parhkar beemar aise tawangar hoga ke uske sare marz se use insha ALLAH nijat mil jayegi. Zarur dekhiye→ pet me dard ki dua.

Apna sidha hath gutne par jahan dard hai rakhkar ALLAH ke is ism mubarak “ya Mughnee” ko 11 bar parhiye. Uske bad hath hata kar wahin dam kar dijiye. insha ALLAH fauran gutno mein ho rahe dard se nijat hasil ho jayegi.

Ghutno Me Dard Ki Dua #2

Upar diye hue wazifa ke ilawa ap chahe to ye amal bhi parh sakte hai. Isme koi mumaniyat (manahi) nahi hai.

Gutnon mein dard se fauran rahat hasil karne ke liye wuzu ya bila wuzu bas ke napaki mein na ho. Is dua ko is tariqe se parhiye.

  1. Sabse pahle Bismillah 3 bar parhna hai, uske bad;
  2. A’oozu billahi wa Qudratihi Min Sharri Ma Ajidu Wa Uhaaziru 7 bar is tarah se parhein ke parhne ke dauran apka daya yani seedha hath apke jis gutne mein dard ho raha hai us par rahe.
  3. Iske bad wahi par dam kar dijiye. Dekhiye→ Ghabrahat Ki Dua
  4. Insha ALLAH usi waqt gutne ke dard se shifa mil jayegi bhale kitna hi tez kyon na ho raha hoga.

Ghutno Me Dard Ki Dua #3

Gutno ka dard se fauran nijat ke liye teesra wazifa ye hai.

  1.  Chahe wuzu mein ya bila wuzu lekin napaki mein nahi parhenge.
  2. Jis gutne mein dard hai us par seedha yani dayan hath rakh kar ye kalimaat 7 bar parhenge.
  3. Bismillahi Wabillahi Aa’oozu billahi Waqudratihi Min Sharri Ma Feeha.
  4. Iske awwal-akhir mein 1-1 bar koi bhi durood shareef parh lena laazmi hai.
  5. Aur phir jis bhi gutne mein dard hai us par 1 bar dam kar dijiye.
  6. Insha ALLAH fauran nijat mil jayegi.

Ghutno Mein Dard Ki Dua #4

ghutno mein dard ki dua surah baqarah ayat 186

Iske ilawa Quran-e-pak ki Surah Al-Baqarah Ki ayat number 186 ko 1 bar parhkar pani pe dam kar pee lijiye. Insha ALLAH Fauran dard ghayab ho jayega.

Wa-iza sa-alaka ‘ibadee ‘annee fa-innee qareebun ujeebu da’awata-dda’i iza da’aani fal-yas-tajeeboo lee wal yu-minoo bee la’allahum yarshudoona

घुटने में दर्द के वज़ाइफ

घुटनो मे दर्द की दुआ #1

अल्लाह त’आला का प्यारा नाम “या मुग़नी” जिसके माने होते है बेनीयाज़ और तवंग्गर बनाने वाला| तव्वंगर यानी ताक़तवर| इस नाम-ए-मुबारक को पढ़कर बीमार ऐसे तव्वंगर होगा के उसके सारे मर्ज़ से उसे इंशा अल्लाह निजात मिल जाएगी|

अपना सीधा हाथ गुटने पर जहाँ दर्द है रखकर अल्लाह के इस इज़म मुबारक “या मुघ्नी” को 11 बार परहिय. उसके बाद हाथ हटा कर वहीं दम कर दीजिए. इंशा अल्लाह फ़ौरन गुटनो में हो रहे दर्द से निजात हासिल हो जाएगी| ज़रूर देखिए→ मुसाफ़िर की दुआ

घुटनो मे दर्द की दुआ #2

उपर दिए हुए वज़ीफ़ा के इलावा आप चाहे तो ये अमल भी पढ़ सकते है| इसमे कोई मुमानियत (मनाही) नही है|

घुटनो में दर्द से फ़ौरन राहत हासिल करने के लिए वुज़ू या बिला वज़ु बस के नापकी में ना हो| इस दुआ को इस तरीक़े से पढ़िए|

सबसे पहले बिस्मिल्लाह 3 बार पढ़ना है, उसके बाद;

आ’ऊज़ु बिल्लाहि व क़ुदरतिही मिन शर्री मा अजिदु व उहाज़िरू 7 बार इस तरह से पढ़ें के पढ़ने के दौरान आपका दायाँ यानी सीधा हाथ आपके जिस गुटने में दर्द हो रहा है उस पर रखें|

इसके बाद वही पर दम कर दीजिए|

इंशा अल्लाह उसी वक़्त गुटने के दर्द से शिफा मिल जाएगी भले कितना ही तेज़ क्यों ना हो रहा होगा|

घर से निकलने की दुआ यहाँ देखिए|

घुटनो मे दर्द की दुआ #3

गुटनो का दर्द से फ़ौरन निजात के लिए तीसरा वज़ीफ़ा ये है|

  1. चाहे वुज़ू में या बिला वुज़ू लेकिन नापकी में नही पढ़ेंगे|

  2. जिस गुटने में दर्द है उस पर सीधा यानी दायाँ हाथ रख कर ये कलिमात 7 बार पढ़ेंगे|

  3. बिस्मिल्लाही वबिल्लाही आ’ऊज़ु बिल्लाहि व क़ुदरतिही मिन शर्री मा फ़ीहा

  4. इसके अव्वल-आख़िर में 1-1 बार कोई भी दूरूद शरीफ पढ़ लेना लाज़मी है|

  5. और फिर जिस भी गुटने में दर्द है उस पर 1 बार दम कर दीजिए|

इंशा अल्लाह फ़ौरन निजात मिल जाएगी|

घुटनो में दर्द की दुआ #4

इसके इलावा क़ुरआन-ए-पाक की सूरह अल-ब-क़रह की आयत नंबर 186 जो ऊपर वॉलपेपर में भी दी हुई है उसे 1 बार पढ़कर पानी पे दम कर पी लीजिए| इंशा अल्लाह फ़ौरन दर्द ग़ायब हो जाएगा|

Join ya ALLAH Community!

FaceBook→ yaALLAHyaRasul

Subscribe to YouTube Channel→ yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

11 Comments on “Ghutno Me Dard Ki Dua”

  1. Saas ka gamad aur fakar todne k liye koi wazifa bataye bht zuth bolti hai meri saas aur mere sath double game khel rahi hai saas ki zuban bandi k liye wazifa bataye

  2. Assalamwaliakum Sir, maire problem yai hai kai mai jissai pyar karti hun unka rishta pakka hogaya matlab bass baat hui hai aur kuch nhi isiliye unhonai mujhai mana kardiya shaddi kai liye, mujhai bass asa jald asr karnai ka wazifa bata dain jissai wo razi hojaye aur dil mai muhabbat paida hojaye please sir.

  3. Surah fatir ayet 22 ka wazifa krna chahti hun ma apki purani follower hun dua karyaga kamyabi mily mjy rida name ha mera imran bhai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *