Dua Qufal Six Shash Qufl

Dua Qufal Six Shash Qufl buri nazar aur tamam kismo ki burayiyon se hifazat ke liye ek lajawab amal hai. ALLAH ki hamd, ALLAH ki hi sirf tareef isme bayan ki gayi hai. Beshaq ke wohi shifa bakhsne wala sabse azeem hai.

Dua Qufal Six Shash Qufl

What is Dua Qufal Six?

Dua Qufal Six has the Arabic phrases which praise the Almighty ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala. There are six short chapters of this. Each chapter has a different aspect of praising the almighty.

Bismillahir Rahmanir Rahim

Qufl 1

Dua Qufal Six Shash Qufl- #yaALLAHpictures

Qufl Awal Transliteration

Bismillahir Rahmanir Rahim.

Bismillahi’s sami’il baseeri,al’lazee lai’sa ka’mislihi shai’un’wa huwa bikul’li shai’-in aleemu. Birehmatiqa yaa arhama’r raheemeena.Wa sallALLAHU Ala Mu’hammadin Wa Aalihi Ajma’een

Translation

Shuru ALLAH ke nam se jo nihayat meherban raham karne wala hai.

Shuru sath nam ALLAH sunne wale dekhne wale ke wo jo nahi hai masl is ke jaisi koi cheez aur wah har shai ka janne wala hai. Sath rahmat teri ke Ae sabse barhkar raham karne wale. Aur Durood ALLAH ka upar Mu’hammad (SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam) ke aur unki aal sabpar.

Hindi Translation (हिंदी ज़ुबान में)

क़ुफ़्ल अव्वल

शुरू करता हु में अल्लाह के नाम से जो निहायत मेहरबान, रहम वाला है|

 शुरू साथ नाम अल्लाह सुनने वाले देखने वाले के वो जो नहीं है मस्ल इस के जैसी कोई चीज़ और वह हर शै का जानने वाला है| साथ रहमत तेरी के ऐ सबसे बढ़कर रहम करने वाले| और दुरूद अल्लाह का ऊपर मु’हम्मद (सल्लल्लाहु ‘अलयहे वसल्लम) के और उनकी आल सबपर|

Qufl 2

Doyam-Qufl-Second-080816-#yaALLAHpictures

Qufl Daum Transliteration

Bismillahir Rahmanir Rahim.

Bismillahil khaliqi’l Aaleemi-al’lazee lai’sa ka’mislihi shai’un’wa huwa’l fat’tahu’l aleemu. Birehmatiqa yaa arhama’r raheemeena

Translation

Shuru ALLAH ke nam se jo nihayat meherban raham karne wala hai.

Shuru sath nam ALLAH paidah karne wale ke wah jo nahi hai masl iske koi cheez aur wah kholne wala janne wala hai. Sath rahmat teri ke. Ae sabse barhkar raham karne wale.

Hindi Translation (हिंदी ज़ुबान में)

क़ुफ़्ल दौम

शुरू करता हु में अल्लाह के नाम से जो निहायत मेहरबान, रहम वाला है|

शुरू साथ नाम  अल्लाह पैदा करने वाले के वह जो नहीं है मस्ल इसके जैसी कोई चीज़ और वह खोलने वाला जानने वाला है| साथ रहमत तेरी के| ऐ सबसे बढ़कर रहम करने वाले|

 

    Qufl 3

Third-Qufl-Three-080816-#yaALLAHpictures

          Qufl Saum Transliteration

Bismillahir Rahmanir Rahim.

Bismillahi’s Samee’il-aleemi, al’lazee lai’sa ka’mislihi shai’un’wa huwa’l ghani’ul qadeeru. Birehmatiqa yaa arhama’r raheemina

Translation

Shuru ALLAH ke nam se jo nihayat meherban raham karne wala hai.

Shuru sath nam ALLAH sunne wale janne wale ke. Wah jo nahi hai masl iske koi cheez aur wah beparwah hai qudrat wala. Sath rahmat teri ke. Ae sabse barhkar raham karne wale.

Hindi Translation (हिंदी ज़ुबान में)

क़ुफ़्ल सौम

शुरू करता हु में अल्लाह के नाम से जो निहायत मेहरबान, रहम वाला है|

शुरू साथ नाम अल्लाह  सुनने वाले जानने वाले के| वह जो नहीं है मस्ल इसके जैसी कोई चीज़ और वह बेपरवाह है क़ुदरत वाला| साथ रहमत तेरी के| ऐ सबसे बढ़कर रहम करने वाले|

Qufl 4

Chaharam-Qufl-Fourth-080816-#yaALLAHpictures

Qufl Chaharam Transliteration

Bismillahir Rahmanir Rahim.

Bismillahil Azeezi’l Kareemi-al’lazee laisa ka’mislihi shai’un’wa huwa’l azeezul kareemu. Birehmatiqa yaa arhama’r raheemeena

Translation

Shuru ALLAH ke nam se jo nihayat meherban raham karne wala hai.

Shuru sath nam ALLAH ghalib bakhshne wale ke. Wah jo nahi hai is jaisi koi cheez. Aur wah ghalib hai bakhshne wala. Sath rahmat teri ke Ae sabse barhkar raham karne wale.

Hindi Translation (हिंदी ज़ुबान में)

क़ुफ़्ल चहारम

शुरू करता हु में अल्लाह के नाम से जो निहायत मेहरबान, रहम वाला है|

शुरू साथ नाम अल्लाह ग़ालिब बख़्शने वाले के| वह जो नहीं है इस जैसी कोई चीज़| और वह ग़ालिब है बख्शने वाला| साथ रहमत तेरी के ऐ  सबसे बढ़कर रहम  करने वाले|

Qufl 5

Panjam-Qufl-Fifth-080816-#yaALLAHpictures

Qufl Panjam Transliteration

Bismillahir Rahmanir Rahim.

Bismillahi’s-samee’il-aleemi-al’lazee lai’sa ka’mislihi shai’un’wa huwa’l aleemu’l khabeeru. Birehmatiqa yaa arhama’r raheemena

Translation

Shuru ALLAH ke nam se jo nihayat meherban raham karne wala hai.

Shuru sath nam ALLAH sunne wale janne wale ke. Wah jo nahi hai us jaisi koi cheez aur wah janne wala khabardar hai. Sath teri rahmat ke ae sabse barhkar raham karne wale.

Hindi Translation (हिंदी ज़ुबान में)

क़ुफ़्ल पन्जम

शुरू करता हु में अल्लाह के नाम से जो निहायत मेहरबान, रहम वाला है|

शुरू साथ नाम अल्लाह सुनने वाले जानने वाले के| वह जो नहीं है उस जैसी कोई  चीज़ और वह जानने वाला ख़बरदार है| साथ तेरी रहमत के ऐ सबसे बढ़कर रहम करने वाले|

Qufl 6

Shash-Qufl-Sixth-080816-#yaALLAHpictures

Qufl Shasham Transliteration

Bismillahir Rahmanir Rahim.

Bismillahil Azeezi’r Raheemi-al’lazee lai’sa ka’mislihi shai’un’wa huwa’l azeezu’l ghafooru. Fal’lahu khair’un Hafizan’wa huwa arhama’r raheemeena

Translation

Shuru ALLAH ke nam se jo nihayat meherban raham karne wala hai.

Shuru sath nam ALLAH ghalib raham karne wale ke. Wah jo nahi us jaisi koi cheez aur wah ghalib hai bakhshne wala. Pas ALLAH behtar hai nigehban. Aur wah sabe barhkar raham karne wala hai.

Hindi Translation (हिंदी ज़ुबान में)

क़ुफ़्ल शशम

शुरू करता हु में अल्लाह के नाम से जो निहायत मेहरबान, रहम वाला है|

शुरू साथ नाम अल्लाह ग़ालिब रहम करने वाले के| वह जो नहीं उस जैसी कोई चीज़ और वह ग़ालिब है बख्शने वाला| पस अल्लाह बेहतर है निगेहबान| और वह सब बढ़कर रहम करने वाला है|

Shash Qufal ka Matlab Kya Hai?

Shash Qufal ka Matlab Kya Hai? Shash Qufl yani 6 chhoti-chhoti duayein hai. In chhah yani shash dua mein ALLAH hi ki tareef bayan ki gayi hai. Har ek dua mein ek alag pahlu aur quwwat ko tareef ke sath bayan kiya gaya hai.

Beshak tamam tareefein sirf ALLAH hi ke liye hai.

Dua Shash (6) Qufal Ke Fazilat-Fayde

Dua Shash (6) Qufal ki badi fazilat aur fayde maujood hai.

Jab ALLAH ka koi banda ALLAH ki hamd-o-sana kare to kaise ALLAH na razi hoye. Jo bada meherban aur karam karne wala hai.

Shash Qufal mein ALLAH ki tareef yani hamd-o-sana hai. Aur jab ap ALLAH ki tareef aur zikr pur khuloos ba ehtaram aur sanjeedgi ke sath karte hai.

  • To ALLAH apne farishton ko hukm deta hai. Ke jao iski tamam khwahishein puri kardo.

  • Aur unse farmata hai ke iski tamam pareshaniyan door kardo.

ALLAH ki khas rehmat us par nazil ho jati hai.

Isi tarah se Shash Qufl ka wird bhi ALLAH hi ki tareef ka wird hai. Jab ye wird ham ek khas ta’adad mein rozana parhte hai. Misal ke taur par agar mein ise 11, 21 ya phir zyada rozana parh raha hu to:

  • Rizk aur daulat khoob aane lagega. Wo shakhs kabhi ghurbat mein na rahega.

  • Wird karne wale shakh ki tamam pareshani, masle aur masail asan ho jayengi.

  • Wo shakhs jo bhi kam hath mein lega, ALLAH use asan bana dega.

Yaqin maniyega, Shash Qufal main rozana wuzu bana kar parhta hu. Aur bamushkil kisi roz ise tark karta hu. Parhne ke bad sajde mein jakar jab main ALLAH se apne kamon ke banne ki bheekh mangta hu. To na jane kaise ghayb se mere kam ALLAH asan kar deta hai.

ALLAH ki hamd-o-sana mein jo rooh ko taskeen aur tajalli milti hai. Mera poora din ban jata hai. Yu lagta hai mano ab poore din ki fikr na rahi. ALLAH hai, wo mere kam apne hath mein le lega. Aur ha esa hi hota hai, Alhamdulillah.

Benefits of Dua Six (6) Qufal

There are huge benefits of Dua Six (6) Qufal.

How come you will not earn rewards and get benefits of reciting the Hamd-o-Sanah of ALLAH Ta’ala? HE is only praiseworthy. The Creator of the entire universe.

When you start a zikr (recitation) of The Creators and praise him genuinely with dedication and concentration.

  • ALLAH commands the angels to fulfill the needs of the one who recites.

  • ALLAH orders the angels to resolve the difficulties of the one who recites.

There are a number of benefits of reciting Dua Qufal Six. If a person recites this in the state of an ablution every day in a fixed number:

  • Sustenance will come to him in abundance. He will never face poverty.

  • The entire problem of such a person will be resolved by the grace of ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala.

  • Whatever task he performs he will get success Insha ALLAH.

Believe me guys, I recite this once in the morning every day and try never to miss it. After the recitation, I go into prostration and beg for my needs.

This gives me a soulful satisfaction and a lovely start of the day. ALLAH Jalla Jalaaluhoo handles the entire list of my daily tasks.

6 Comments on “Dua Qufal Six Shash Qufl”

  1. Aslmkm… Kya ye kaala jadu ke asraat bhi door kar sakta hai

    1. That’s awesome if you got benefits from this post. Be with us to learn more about dua and wazaif in Islam. 😊

  2. ASSALAM ALAIKUM ,
    BHAIJAN KYA MAI YE AMAL KR SAKTI HU MAI BAHOT PARESHAN HU Q K AK COMPANY M PAISE LAGA K FANS GYI HU OR CHAHTI HU K PAISE AA JAYE GAIB SE H ALLAH K MADA SE.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *