Short Dua for Success in Exam to Achieve Excellent Results

Don’t take stress during the days of exams. Must pray Salah and this powerful short dua for success in exam to achieve excellent results in a very short time. So may yaALLAH Followers have already got top rank through exam duas. Try this yourself!

Short Dua to Get Success in Exam-Achieve Excellent Results!

Dua for Success in Exam in urdu


Bismillah hirRahmaan nirRaheem
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam

 ya ALLAHU ya Rahmaanu ya Raheemu ya Kareemu ya Hayyu ya Qayyoomu

या अल्लाहु या रहमानु या रहीमु या करीमु या हय्यू या क़य्यूमु

Ae ALLAH, Ae Behad Raham Karne Wale, Ae Behad Meherban, Ae Karam Karne Wale, Ae Zinda Rehne Wale, Ae Hamesha Rehne Wale

ऐ अल्लाह, ऐ बेहद रहम करने वाले, ऐ बेहद मेहरबान, ऐ करम करने वाले, ऐ ज़िंदा रहने वाले, ऐ हमेशा रहने वाले|

Short Dua for Success in Exam

English

This dua for exam shall have to be performed before the exam results. There should be at least a few days remaining in your exam results.

For example: If your results are going to be declared after 10-12 days. →Islamic Prayer for Exams Success, ya ALLAH Wazifa Worked

You can start it from today. Insha ALLAH it will help you to get good grades in exams.

It would be best if you do it a month or more before the results.

yaALLAH Testimonials

How to Perform Dua for Success in Exam Results?

  1. One can start this dua for good results on any day and at any time.
  2. In the state of an ablution.
  3. Sit on the prayer mat.
  4. Hold one prayer bead in the hands
  5. Recite Tasmiya means Bismillah hirRahmaan nirRaheem once.
  6. Commence with the recitation of any durood shareef 11 times.
  7. Then, recite Bismillah hirRahmaan nirRaheem and then recite ya ALLAH ya Rahmaan ya Raheem ya Kareem ya Hayyu ya Qayyoom 101 times.
  8. End this wazifa by reciting the same durood shareef 11 martaba again.
  9. Later, raise of your hands and pray to ALLAH for your aim. Here your aim is to get excellent results or grades.
  10. Perform this prayer for success in exam results until the day of your result. Insha ALLAH your result will be excellent and higher than your expectations.

Please note! Females can also perform this dua for exam results even if they are in menses/periods. All they are required is to avoid sitting on the prayer mat.

Dua for Success in Exam Introduction

Sabhi talib-e-ilm ke Imtihan taqriban ho chuke honge. Aur jo college main hai unke kuch un logo ke parche baqi honge.

Ye koi esa wazifa nahi jisse bila parhe aur bila likhe koi bhi talib-e-ilm awwal ajaye. Internet par jo bhi log esa bolte hai wo aapko dhokha de rahein hai. Imtihan mein acha natija lane ke liye aapki mehnat bhi zaruri hoti hai.

Agar kahin koi kasar reh jaye to beshak ALLAH us kami ko door karta hai. Beshak ALLAH unhe ki madad karta hai jo khudki madad karte hai.

Muslim Prayer Success yaALLAH Testimonial for Husband Wife Difference yahan dekhiye.

Yahan kayi dua wazaif imtihani marqaz par jane se pahle ke hai. Jisme ap parhkar parcha dene jayein aur imtihan achha ho. Lekin gine chune hi wazaif ese honge jo aap imtihan dene ke bad parhenge.

Insha ALLAH jinke imtihan bhale hi thik na hue ho. Wo log bhi iski badaulat pass honge. Aur Jinhe 90-95 feesad yani 90%-95% number chahiye the. Aur unke parche is tarah nahi hue.

Ab ese diye gaye imtihan mein awal aane ka ye aazmooda aur kaargar amal hai.

Dekhiye Kinhe Imtihan Ke Wazifa Se Fayda Hua→ Islamic Dua for Success in Exams yaALLAH Follower Achieved The Target yahan dekhiye.

Is amal ki khas bat ye hai ke ise parhne me apko zyda waqt nahi lagega. Aur ise aap bamushkil 10 minute mein hi pura parh sakte hai.

To dua karunga ALLAH Ta’ala apko apke imtihanat mein achhe number ata kare aur ap khub acha natija lekar aye. Taki apke walidain ko ap par faqr ho, Insha ALLAH Ameen.

Short Dua for Success in Exam

Roman English

Ye amal result aane se pehle karna hai. Yani agar aapke parche ho chuke hai. Aur ab aap natija aane ka intezar kar rahein hai. To ese mein result mein kamyabi hasil karne ka ye wazifa parhna shuru kar dijiye. Sharait niche maujood hai.

Imtihan ka natija aane se pahle is amal ko shuru kar sakte hai. Behtar yahi hoga ke thoda waqt darmiyan mein rahein.

Yani result aane ke kam-az-kam 10-12 roz pahle is amal ko parhna shuru kijiye. Isse zyada roz baqi hai to aur bhi behtar hai.

yaALLAH Testimonials

Dua for Exam-Imtihan Mein Kamyabi ka Wazifa

How to Pass Exams Without Studying?

Tariqaqar

  1. Kisi bhi roz aur kisi bhi din kar sakte hai.
  2. Wuzu ki halat mein rehte hai.
  3. Ja namaz par beth jayiye.
  4. Aur tasbeeh le lijiye.
  5. Tasmiya yani Bismillah hirRahmaan nirRaheem parhiye
  6. Awwal koi bhi durood shareef 11 martaba parhiye.
  7. Phir Bismillah hirRahmaan nirRaheem parhiye, aur ya ALLAH ya Rahmaan ya Raheem ya Kareem ya Hayyu ya Qayyoom 101 bar parhiye.
  8. Phir wahi durood shareef khir mein 11 martaba parhiye.
  9. Phir apne maqsad mein kamyab hone ki dua kijiye. Aapka maqsad aapka result achha ana hai. Aur usi ke liye ajizi se dua kijiye.
  10. Result aane tak is amal ko rozana kijiye. Insha ALLAH ummidon se bhi achha result ayega, Ameen.

Zara dekhiye! Khawateen is amal ko haiz/maahwari mein ja namaz par bethe bina bhi parh satkti hai.

76 Comments

  1. Mashallah buhat acha likha hai Allah apko iska ajr dega..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *