We used to abuse each other now and then. This is our habit or a pastime. Just recite this awesome 1-liner dua to ask ALLAH to reward that person whom we abused. →Attahiyat Lillahi Wa Salawatu Dua

Dua for Someone You Have Spoken Ill To
English
Very commonly a human tendency that every now and then and in different ways we keep abusing others.
Not even this is enough, it is not the matter of bitching we keep saying that we are telling the truth about someone. Is it, really?
This is what bitching is.
Whoever does any sort of bitching and abuses someone he should recite this lovely dua mentioned in Hadith. Along with this, one should also repent in front of ALLAH The Exalted for the sin that he commits.→Laa Ilaha IllALLAH Wahdahu La Sharika Lahu Lahul Mulku
The nephew of Ibne Shahhaab reported from his Uncle, He said: Sa’eed bin Musayyab told me that:
Abu Huraira R.A reported Messenger of ALLAH ﷺ as saying:
“I have held covenant with YOU which YOU would not break, so for any believer whom, I curse or beat, make that an expiation on the Day of Resurrection.”
→Dua to Save from The Punishment of Grave
Roman English
Bashar (Insan) ki adat hi aisi hai ke wo kisi na kisi taur par kisi na kisi dusre shakhs ki burayi karta hi rahta hai.
Yahan tak ye bhi kehta rahta hai ke burayi nahi kar raha hoon main falan shakhs ke bare mein sirf ek sahi/sach bat bata raha hoon.→Subhaanallaahi Wabi Hamdihi Adada Khalqihi
Jab ki yehi to gheebat karna hota hai. Is gunah se jokoi bhi sarzad ho yani jo koi bhi banda ye gunah karta ho. To use ye dua zarur parhni chahiye.
Han sath-sath ALLAH se taubah zarur kar leni chahiye.
Ibne Shahhaab ke bhateeje ne apne Chacha se riwayat ki. Unho ne kaha:
Mujhe Sa’eed bin Musayyab ne Hazrat Abu Hurairah R.A se Hadees bayan ki ke unho ne Rasool ALLAH ﷺ se suna, Aap ﷺ (dua karte hue) farma rahe the:
“Ae ALLAH! Maine TERE Huzur Pukhta Ahad Liya Hai. Jisme TU mere sath hargiz khilafwarzi nahi farmayega ke Koi Bhi M’omin jise maine Taklif Pahunchayi ho ya use bura bhala kaha ho ya use kode se mara ho. Use TU qayamat ke din uske liye (gunahon ka) kaffara bana dena.”
बशर (इंसान) की आदत ही ऐसी है के वो किसी ना किसी तौर पर किसी ना किसी दूसरे शख़्स की बुराई करता ही रहता है|
यहाँ तक ये भी कहता रहता है के बुराई नही कर रहा हूँ मैं फ़लां शख़्स के बारे में सिर्फ़ एक सही/सच बात बता रहा हूँ| जो दर हक़ीक़त ग़ीबत और बुराई करना ही होती है| →
ये गुनाह जिस किसी से भी सर्ज़द हो जाए यानी जो कोई भी बंदा ये गुनाह करता हो| तो उसे ये दुआ ज़रूर पढ़नी चाहिए|
हाँ साथ-साथ अल्लाह से तौबह ज़रूर कर लेनी चाहिए|
इबने शहाब के भतीजे ने अपने चचा से रिवायत की| उन्हो ने कहा:
मुझे स’ईद बिन मुसय्यब ने हज़रत अबू हुरैरह र.अ. से हदीस बयान की के उन्होने रसूल अल्लाह ﷺ से सुना, आप ﷺ (दुआ करते हुए) फ़र्मा रहे थे:
“ऐ अल्लाह! मैने तेरे हुज़ूर पुख़्ता अहद लिया है| जिसमे तू मेरे साथ हरगिज़ खिलाफ़वरज़ी नही फरमाएगा के कोई भी मोअ-मिन जिसे मैने तकलीफ़ पहुँचाई हो या उसे बुरा भला कहा हो या उसे कोड़े से मारा हो| उसे तू क़यामत के दिन उसके लिए (गुनाहों का) कफ़्फ़रा बना देना|”
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Assalamualaikum Bhai.. Bhai mere shouhar ki behan ne ek gair Muslim se shadi ki h or ye bat mjhe shadi k bad pta chali or ab is tym uska ek beta b h jo 4sal h… Or mere shouhar ko koi dikket ni hoti h is bat se unki behan ne aisa kch kiya h… Kyuki unhe lgta h k ye modrn soch h.. ab mere b ek beta h. Or jo abhi bht chhota h or mai use is mahaul se door rkhna chahti hu.. to Kya mai apne shauhar se alag ho jau to ye sahi hoga
Shohar se alag hona solution nahi hai sis. Aap unhe Islami nazariye ke mutabiq samjhane ki koshish kijiye.