Dua for Peace of Mind and Happiness

One can perform this wazifa dua for peace of mind, happiness, and tranquility in the family

Lovely Dua for Peace of Mind and Happiness

Dua for Peace and Tranquility

Wazifa for Satisfaction Relief and Peace of Mind

Sūrat #56 Al-Wāqi`ah  Ayat #1 to Ayat #74

Arabic version from right to left

Page #1

Surah Waqiya-1_yaALLAH.in

Page #2

Page #3

Page #4

Must read→ Dua for Wearing New Clothes

English Transliteration and English translation:

‘Idhā Waqa`ati Al-Wāqi`ahu

When the event befalleth

Khāfiđatun fi`ahun

Abasing (some), exalting (others);

‘Idhā Rujjati Al-‘Arđu Rajan

When the earth is shaken with a shock

Wa Bussati Al-Jibālu Bassāan

And the hills are ground to powder

Fakānat Habā‘an Munbaththāan

So that they become a scattered dust,

Wa Kuntum ‘Azwājāan Thalāthahan

And ye will be three kinds:

Fa’aşĥābu Al-Maymanati Mā ‘Aşĥābu Al-Maymanahi

(First) those on the right hand; what of those on the right hand?

Wa ‘Aşĥābu Al-Mash‘amati Mā ‘Aşĥābu Al-Mash‘amahi

And (then) those on the left hand; what of those on the left hand?

Wa As-Sābiqūna As-Sābiqūna

And the foremost in the race, the foremost in the race:

Ūlā‘ika Al-Muqarrabūna

Those are they who will be brought nigh

Fī Jannāti An-Na`īmi

In gardens of delight;

Thullatun Mina Al-‘Awwalīna

A multitude of those of old

Wa Qalīlun Mina Al-‘Ākhirīna

And a few of those of later time.

`Alá Sururin Mawđūnahin

On lined couches,

Muttaki’īna `Alayhā Mutaqābilīna

Reclining therein face to face.

Yaţūfu `Alayhim Wildānun Mukhalladūna

There wait on them immortal youths

Bi’akwābin Wa ‘Abārīqa Wa Ka’sin Min Ma`īnin

With bowls and ewers and a cup from a pure spring

Lā Yuşadda`ūna `Anhā Wa Lā Yunzifūna

Wherefrom they get no aching of the head nor any madness,

Wa Fākihatin Mimmā Yatakhayyarūna

And fruit that they prefer

Wa Laĥmi Ţayrin Mimmā Yashtahūna

And flesh of fowls that they desire.

Wa Ĥūrun `Īnun

And (there are) fair ones with wide, lovely eyes,

Ka’amthāli Al-Lu’ulu’ui Al-Maknūni

Like unto hidden pearls,

Jazā‘an Bimā Kānū Ya`malūna

Reward for what they used to do.

Lā Yasma`ūna Fīhā Laghwan Wa Lā Ta’thīmāan

There hear they no vain speaking nor recrimination

‘Illā Qīlāan Salāmāan Salāmāan

(Naught) but the saying: Peace, (and again) Peace.

Wa ‘Aşĥābu Al-Yamīni Mā ‘Aşĥābu Al-Yamīni

And those on the right hand; what of those on the right hand?

Fī Sidrin Makhđūdin

Among thornless lote-trees

Wa Ţalĥin Manđūdin

And clustered plantains,

Wa Žillin Mamdūdin

And spreading shade,

Wa Mā‘in Maskūbin

And water gushing,

Wa Fākihatin Kathīrahin

And fruit in plenty

Lā Maqţū`atin Wa Lā Mamnū`ahin

Neither out of reach nor yet forbidden,

Wa Furushin Marfū`ahin

And raised couches;

‘Innā ‘Ansha’nāhunna ‘Inshāan

Lo! We have created them a (new) creation

Faja`alnāhunna ‘Aban

And made them virgins,

`Urubāan ‘Atan

Lovers, friends,

Li’aşĥābi Al-Yamīni

For those on the right hand;

Thullatun Mina Al-‘Awwalīna

A multitude of those of old

Wa Thullatun Mina Al-‘Ākhirīna

And a multitude of those of later time.

Wa ‘Aşĥābu AshShimāli Mā ‘Aşĥābu AshShimāli

And those on the left hand: What of those on the left hand?

Fī Samūmin Wa Ĥamīmin

In scorching wind and scalding water

Wa Žillin Min Yaĥmūmin

And shadow of black smoke,

Lā Bāridin Wa Lā Karīmin

Neither cool nor refreshing.

‘Innahum Kānū Qabla Dhālika Mutrafīna

Lo! heretofore they were effete with luxury

Wa Kānū Yuşirrūna `Alá Al-Ĥinthi Al-`Ažīmi

And used to persist in the awful sin.

Wa Kānū Yaqūlūna ‘A’idhā Mitnā Wa Kunnā Tubāan Wa `Ižāmāan ‘A’innā Lamabthūna

And they used to say: When we are dead and have become dust and bones, shall we then, forsooth, be raised again,

‘Awa ‘Ābā‘uunā Al-‘Awwalūna

And also our forefathers?

Qul ‘Inna Al-‘Awwalīna Wa Al-‘Ākhirīna

Say (unto them, O Muhammad): Lo! those of old and those of later time

Lamajmū`ūna ‘Ilá Mīqāti Yawmin Ma`lūmin

Will all be brought together to the tryst of an appointed day.

Thumma ‘Innakum ‘Ayyuhā Ađ-Đāllūna Al-Mukadhdhibūna

Then lo! ye, the erring, the deniers,

La’ākilūna Min Shajarin Min Zaqqūmin

Ye verily will eat of a tree called Zaqqum

Famāli’ūna Minhā Al-Buţūna

And will fill your bellies therewith;

Fashāribūna `Alayhi Mina Al-Ĥamīmi

And thereon ye will drink of boiling water,

Fashāribūna Shurba Al-Hīmi

Drinking even as the camel drinketh.

dhā Nuzuluhum Yawma Ad-Dīni

This will be their welcome on the Day of Judgment.

Naĥnu Khalaqnākum Falawlā Tuşaddiqūna

We created you. Will ye then admit the truth?

‘Afara‘aytum Mā Tumnūna

Have ye seen that which ye emit?

‘A’antum Takhluqūnahu ‘Am Naĥnu Al-Khāliqūna

Do ye create it or are We the Creator?

Naĥnu Qaddarnā Baynakumu Al-Mawta Wa Mā Naĥnu Bimasbūqīna

We mete out death among you, and We are not to be outrun,

`Alá ‘An Nubaddila ‘Amthālakum Wa Nunshi’akum Fī Mā Lā Ta`lamūna

That We may transfigure you and make you what ye know not.

Wa Laqad `Alimtumu An-Nash‘ata Al-‘Ūlá Falawlā Tadhkkarūna

And verily ye know the first creation. Why, then, do ye not reflect?

‘Afara‘aytum Mā Taĥruthūna

Have ye seen that which ye cultivate?

‘A’antum Tazra`ūnahu ‘Am Naĥnu Az-Zāri`ūna

Is it ye who foster it, or are We the Fosterer?

Law Nashā‘u Laja`alnāhu Ĥuţāmāan FažalaltumTafakkahūna

If We willed, We verily could make it chaff, then would ye cease not to exclaim:

‘Innā Lamughramūna

Lo! we are laden with debt!

Bal Naĥnu Maĥrūmūna

Nay, but we are deprived!

‘Afara‘aytumu Al-Mā‘a Al-Ladhī Tashrabūna

Have ye observed the water which ye drink?

‘A’antum ‘Anzaltumūhu Mina Al-Muzni ‘AmNaĥnu Al-Munzilūna

Is it ye who shed it from the raincloud, or are We the Shedder?

Law Nashā‘u Ja`alnāhu ‘Ujājāan Falawlā Tashkurūna

If We willed We verily could make it bitter. Why then, give ye not thanks?

‘Afara‘aytumu An-Nāra Allatī Tūrūna

Have ye observed the fire which ye strike out;

‘A’antum ‘Ansha’tum Shajaratahā ‘Am Naĥnu Al-Munshi’ūna

Was it ye who made the tree thereof to grow, or were We the grower?

Naĥnu Ja`alnāhā Tadhkiratan Wa Matā`āanLilmuqwīna

We, even We, appointed it a memorial and a comfort for the dwellers in the wilderness.

Fasabbiĥ Biāsmi Rabbika Al-`Ažīmi

Therefore (O Muhammad), praise the name of thy Lord, the Tremendous.

In Urdu Transliterated in English:

Sūrat #56 Al-Wāqi`ah  Ayat #1 se Ayat #74 tak

Agar kisi shakhs ki maali halat thik nahi hai, ya use sukoon nahi hai zindagi me. Aur wo chahta ho ke uske ye halat durust hojaye aur uski mushkilat hal hojaye aur wo pur sukoon ho jaye ta-umr. To is shakhs ko chahiye ke:

  1. Rozana isha ki namaz ke bad sote se pahle chahe kitni bhi der bad soye;
  2. Taza wudu banakar;
  3. Rozana bila nagah ye parha kare- Para #27 Surah Al-Wāqi`ah ki Ayat ‘Iza waqa atul waaqiya’ se leke ‘Fasabbi’h Bismi Rabbikal ‘Azeem'(pahla ruk’u);
  4. Insha ALLAH is shakhs ki maal ke sath sath dusri har mushkilaat door hojayegi.

Ghaur talab: Khwateen haiz ki haalat me 7 roz tak bilkul na kare. Jab pak hojaye ghusl se tab fir se shuru karde.

Dua for Peace of Mind and Tranquility in English:

If any person has no sufficient sustenance or he is facing a financial crisis. Moreover, to this, he also has no tranquility, peace, and satisfaction in his life. Insha ALLAH this wazifa will help him to get out of all these problems.

  1. Every day after night obligatory prayers before going to bed, no matter how late you are;
  2. Make a fresh ablution;
  3. Without any absence every day recite at least 1 time ‘‘Iza waqa atul waaqiya’ to ‘Fasabbi’h Bismi Rabbikal  ‘Azeem’ from Chapter #27 Sūrat #56 Al-Wāqi`ah  from Ayat #1 to Ayat #74 (first ruk’u) as written above;
  4. Make a dua for your problems to be resolved soon by The Grace of ALLAH Subhanahu Wata A’la.

Note: Women must not perform this wazifa during their menses until 7 days. After when they get cleansed from the ritual bath they can re-start.

Wazifa in Hindi

अगर किसी शख्स की माली हालत ठीक नहीं है| या उसे सुकून नहीं है ज़िन्दगी में | और वो चाहता हो के उसके ये हालात दुरुस्त हो जाये और उसकी मुश्किलात हल होजाये और वो पर सुकून हो जाये ता-उम्र | तो इस शख्स को चाहिए के|

  1. रोज़ाना इशा की नमाज़ के बाद सोने से पहले चाहे कितनी भी देर बाद सोये;
  2. ताज़ा वुदू बनाकर;
  3. रोज़ाना बिला नागाह ये पढ़ा करे | पारा #27 सूरह अल-वाक़ियाः की आयात इज़ा वाक़ा अतुल वाक़ियाः से लेके फसब्बिह बिस्मि रब्बिकल अज़ीम (पहला रुकू’उ);
  4. इंशा अल्लाह इस शख्स की माल के साथ-साथ दूसरी हर मुश्किलात दूर हो जायेगी|

ग़ौर तलब- ख्वातीन हैज़ के 7 रोज़ के दौरान क़तई न करे|

Join ya ALLAH Community!

Subscribe YouTube Channel→yaALLAH Website Official

Instagram par Follow Kijiye instagram.com/yaALLAH.in

28 Comments

  1. Assalamalekom mujhe yhe puchna hai ke yhe surah al waqiya is surat ko 74 ayat phela ruku tak hi padhna hai ya puri padhskte hai?

  2. As Salaam Alaikum,

    Ap se guzarish hai k ap meri is pareshani me meri madad kare. Mere bhai aur behen mere piche pade hai ek ladke se shaadi karne k lie han bolne k lie. muje us ladke se nahi karni hai shaadi par wo log muje par unnecessary dabao dal rahe hai. mene unhe mana kia k ladke ki phele bhi sagai tut chuki hai uske behaviour k wajah se aur aiesa nahi hai ke duniya me shirf ye hi ek ladka bacha hai jis k lie ap log mere piche pade hon. mere bhai bhen har waqt chalte firte kisi bhi raste chalte ladke k lie muje bolte hai k isse shaadi kar le. mere bhai bhen ko ye darr hai ke me un logo k upar burden na ho jae. me to waise bhi kabhi un par burden nahi rahin hun Allhumdolillah me independent working girl hun and kabhi ek rupiya tak nahi manga mere bhai bheno se balki unki har taklif me mene unki madad ki. Me kisi aur ladke ko pasand karti hun par wo ladka bhi mujse do saal se baat nahi kar raha hai.

    Mene bhai bhen se kaha k agar ap log meri zabardasti kisi aur se shaadi karwaoege to kya hi faeda wo shaadi kabhi khishi ki buniyad par nahi tike ki. me pareshan ho chuki hun mere bhai bhen se un sab ne apne kaam mujse nikal wa lie aur muje aies treat karte k log to baatein kare raeh hai k kaam karti hai aur kisi ladke se shaadi kar li. ye kon log hai jinhe me janti tak nahi hun. mere bhai bhen ko doston k chakkar me wo log meri kurbani de rahe hai.

    Please muje koi aiesa wazifa ya dua dijie k vo log mera aiese picha chor de aur muje sukun se jine de

    aur rahi baat jab hum successful Allhumdolillah hue tab riste bheje taki dusre ghar aur unke ladko ki zindagi bana sake. hum to phele bhi the tab kyu nahi dekhe. aiesa lagta hai mujse nahi ALLAH PAAK ne jo sab se baksa hai usse shaadi karni hai

    Me bhot pareshan hun please ap muje aiese joi Dua dijie taki vo log mere picha chor de aiese shaadi k lie. Aur muje sukun se jeene de.

        1. Nahi, ek waqt mein ek maqsad ke liye hi parhiye. Maqsad pura hone ke bad dobara se wazifa dusre maqsad ke liye aap shuru kar sakti hain.

      1. Sukriya Imran Bhai.

        Kya me sahi samaj rahi hun– ap ne upare jo comment par link dia hai wo wazifa karna hai aur shath hi shath dua for happiness bhi karna.

        Aur me aap ke batae gae wazifa do alag alag hajat k lie same time par do martaba kar sakti hun

        Ap please muje Dua me zarur yaad rakhna

        1. Ji han aap do alag-alag hajat ke liye do wazaif parh sakti hain.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *