Kaun talib-e-ilm hoga jo imtihan mein awwal darja na ana chahe? Har parhne wala bacha yahi sochta rahta hai ke kaise wo sawaliya parcha khoob acha kare. Aur kaise uske number sabse ache ajayein. yaALLAH Website par pahle bhi imtihano ke wazaif hai. Jinke zariye talib-e-ilm ne khoob acha darja hasil kiya. Dua for Exam-Imtihan Mein Kamyabi ka Wazifa parhne ke bad imtihan mein awal aane ki dua zarur kijiyega.
[ez-toc]
Dua for Excellent Marks in Exam-Imtihan Mein Kamyabi ka Wazifa
Kya ap bhi google par ye dua to get highest marks in exams dhoondhte-dhoondte yahan aye? Agar nahi to phir koi dusra jumla aapne likha hoga lekin maqsad apka imtihan mein kamyabi hasil karne ki dua ko dhoondhna hi tha. To phir ap ek dam sahi jagah par yahan aye hai.
yaALLAH Dua Wazaif behad kaargar aur aazmooda hai. Yaqin nahi ata to Imtihan ke wazaif ki kamyabi yahan parhiye. Jinhone yahan se amal kiye parhiye kamyabi ki dastan unki zubani.
Imtihan mein kamyabi hasil karne ka wazifa har ek talib-e-ilm chahta hai. Aur aham bat ye hai ke wo dua ya phir wazifa parhne hona bhi chhota chahiye imtihan mein awal aane ke liye. Jisse unhe imtihan mein parhne ka poora-poora waqt mile. Na ke wazifa parhne mein hi sara waqt nikal jaye.
Yad rahein! Imtihan mein awal aane ka wazifa karne ke sath-sath khoob man lagakar parhayi bhi kijiyega. Kyonke jab tak khud ki madad banda nahi karega ALLAH kaise apne bando ki imdad karega. Yani imtihan mein achi tayyari karke jayiye. Imtihan mein first aane ka wazifa bhi sath-sath parhkar jayiye. Aur phir ap dekhiye jadu. Ap bhi yahan apni kamyabi ki dastan likhne wale yaALLAH Follower ban jayenge, Insha ALLAH, Ameen. Dua before doing an exam yahan dekhiye.
Imtihan Mein Paas Hone Ka Wazifa Ke Tafseel
Ye wazifa result aane se pehle ka wazifa hai. Yani jab apke imtihan chal rahein ho. Sawaliya parcha likhne nikalne se pahle ghar par hi parhkar jayiye. Agar Surah Yaseen ki Ayat ‘Adad 40 aap yad kar lenge to ap wuzu bana kar jayiye aur imtihani marqaz mein kamre mein beth kar bhi ise parh sakte hai. How to Pass Exams Without Studying? Tried & Tested Kamyabi Imtihan yahan dekhiye.
Result mein kamyabi sau feesad hasil hogi Insha ALLAH, Ameen.
Sirf 3 Minute ka Amal!
Result Acha Aane ka Wazifa No. 1 Karne ka Tariqa Kya Hai?
- Jis roz imtihan ho us roz imtihan dene jane se pahle kabhi bhi is amal ko parh sakte hai. Is amal ko parhne mein apko sirf 3 minute lagenge.
- Wuzu bana lijiye. Aur ja namaz par beth jayiye.
- Qur’an-e-Pak ki Surah ‘adad 36 yani Surah Yaseen Shareef ki Ayat ‘adad 40 (jo upar likhi hui hai) ko 7 martaba Bismillah Shareef ke sath parhiye.
- Uske bad dono hath uthakar khoob dil se imtihan mein awal aane ki dua kijiye.
- Jab tak apke imtihan chalte rahein ap rozana bhi kar sakte hai. Ya phir ap chahe to ise jis roz ap sawaliyah parcha bharne jayein tab bhi parh sakte hai. Yani jis din imtihan ho sirf us din bhi parh sakte hai.
- Imtihan se farigh hokar imtihan mein pass hone ki dua karte rahiyega. Insha ALLAH parcha behad acha hoga aur result behad umdah hasil hoga.
Ghaur Talab: Khawateen ye ayat muh zubani yad kar lein taki wo ise haiz/maahwari mein bhi parh sakein.
Dua for Excellent Marks in Exam (Image)
Dua for Excellent Marks in Exam
Every student intends to make a dua for good grades in exams. Irrespective of their preparation for exams. During this wazifa I recommend you keep making dua before exam paper. May ALLAH grant you success and you get excellent grades in your papers.
Parents are always willing for their children to exams with good marks. ALLAH always listens to a dua made by the parents in favor of their child. During the days of exams, even parents should make a dua for success in the exam results of their beloved child.
This Islamic prayer should be performed before the declaration of your result. Therefore, this should be best done during exams. Do not worry, it will hardly take 3 minutes. As you have to study hard for your papers too.
A student can perform this dua as a dua for good memory and intelligence along with passing exams with good marks. This amal will also work to boost the memory power of the students. Generally, we only remember a few percent of what we have learned.
Through this wazifa you will be able to write more and more be recalling much. Insha ALLAH you will definitely hit your target and achieve excellent results.
Only 3 Minutes Process!
How to Perform Dua No. 1 for Excellent Marks in Exam?
- On the day of the exam, before getting out for the paper. Any time prior to that. Relax! it will not take more than 3 minutes.
- Make a fresh ablution and sit on a prayer mat.
- Recite seven (7) times verse #40 of Surah ‘#36 Surah Yaseen Shareef (also mentioned above) with Bismillah Shareef.
- Later, raise your both hands and make a dua for good grades on the exam.
- Make this process a practice during your exams. Do this on the day whenever you go out for writing the paper.
- Post your exams, and keep making a dua for passing exams with good marks.
- Insha ALLAH you will surely get superb results through this wazifa.
Important Note: Females can perform this wazifa if they have memorized this verse. They can recite verbally without touching the noble Qur’an.
7 Study Tips to Get Excellent Grades in Exams
- Set your Goals
You should make a timetable two (2) months prior to your exams. Set your goals to invest time subject-wise. The more hard the subject is for your the more time it will need for preparation.
- Time is Precious
You should not waste time on useless activities, especially during the days of exams. Do those activities only which can make your refresh
- Note your Points
You should get one notepad and a pen while studying. When a critical concept comes make a diagram and note it down in your own way so that your mind will make an image of it.
- Eat and Drink Healthy
While in exams you should eat and drink light food and that too healthy. If you fall ill you will not run in this race.
- Make Stories of your Lessons
Try to make interesting stories from your lessons. Stories are hard to forget. Always try to attach every concept with a practical example. The way you love the most.
- Do not wake up till late hours
Remaining awake during late hours is not good for your health. Nor it will help you learn things. Better wake up in the early hours of the morning. around 4 am.
- Consult Teachers and Friends
If you find any difficulty in understanding the concepts ask your teachers or a friend who knows it well over a call. You can meet them in person too.
- Discuss with your Family Members
Never take too much stress for exams. Always have a healthy discussion with your brother, sister, or any of your parents. This will help to spit out your pros and cons, Insha ALLAH
- Strong Wazifa for Love-Testimonial on ya ALLAH Website
- Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega
रिजल्ट अच्छा आने का वज़ीफ़ा न. 1 करने का तरीक़ा
इम्तिहान में अव्वल आने के लिए सिर्फ 3 मिनट का अमल
जिस रोज़ इम्तिहान हो उस रोज़ इम्तिहान देने जाने से पहले कभी भी इस अमल को पढ़ सकते है| इस अमल को पढ़ने में आपको सिर्फ 3 मिनट लगेंगे|
- वुज़ू बना लीजिये| और जा नमाज़ पर बैठ जाईये|
- क़ुर’आन-ए-पाक की सूरह ‘अदद 36 यानि सूरह यासीन शरीफ की आयात ‘अदद 40 (जो ऊपर लिखी हुई है) को 7 मरतबा बिस्मिल्लाह शरीफ के साथ पढ़िए|
- उसके बाद दोनों हाथ उठाकर खूब दिल से इम्तिहान में अव्वल आने की दुआ कीजिये|
- जब तक आपके इम्तिहान चलते रहे आप रोज़ाना भी कर सकते है| या फिर आप चाहे तो इसे जिस रोज़ आप इम्तिहान में पेपर देने जाएँ तब भी पढ़ सकते है| यानि जिस दिन इम्तिहान हो सिर्फ उस दिन भी पढ़ सकते है|
- इन्शा अल्लाह परचा बेहद अच्छा होगा और रिजल्ट बेहद उम्दाह हासिल होगा| इम्तिहान से फ़ारिग़ होकर इम्तिहान में पास होने की दुआ करते रहना न भूलियेगा|
ग़ौरतलब: ख़वातीन ये आयत मुँह ज़ुबानी याद कर लें ताकि आप इसे हैज़/माहवारी में भी पढ़ सकें|
Dua For Exam- Imtihaan Me Kamyabi Ki Dua No. 2
- Mahine ke kisi bhi budh wale din amal shuru karein.
- Aur kisi bhi farz namaz ke bad yeh wazifa kar sakte hai.
- Sabse pehle wuzu bana lijiye.
- Durood sharif 11 martaba padhein. Yahan durood shareef parhiye.
- Phir surah Anbiya ki ayat #87 jise Ayat-e-kareema ke nam se bhi jana jata hai ek sou (100) martaba padhein.
- Phir dubara wahi durood sharif padhein jo pahle padhi thi.
- Phir ALLAH Subhan Wa Ta’ala se bahut hi ajzee ke sath apne imtehan mein kamyabi aur khoob achhe natije ki du’a kajiye.
- Is amal ko 22 din tak lagatar karein.
- 15 din mein apni haisiyat ke mutabik sadqa de dijiye.
Is amal ke barkat se ALLAH Ta’ala apke imtehaan mein asani farmayega. Aur Aap khoob achhe ad’ad se imtehaan mein kamyabi payenge. Insha ALLAH.
इम्तिहान में कामयाबी की दुआ न. 2
- महीने के किसी भी बुध से इस अमल को शुरू करें|
- और किसी भी फ़र्ज़ नमाज़ के बाद पढ़ सकते है|
- वुज़ू में रहते हुए ही पढ़ना है|
- दुरूद शरीफ 11 मरतबा पढ़िए|
- फ़िर सूरह अन्बिया की आयत न. 87 जो आयत-ए-करीमा के नाम से भी जाना जाता है उसे 1 सौ (100) मरतबा पढ़ें|
- फ़िर से दुरूद शरीफ 11 मरतबा पढ़िए|
- फ़िर दुआ करें|
- इस अमल को 22 दिन तक लगातार करें|
- 15 दिन में अपनी हैसियत के मुताबिक़ सदक़ाह दीजिए|
Dua For Exam- Imtihaan Me Kamyabi ki Dua No. 3
- Imtihaan shuru hone se pahle is amal ko shuru karna hai.
- Sabse pehle wuzu bana lijiye. Choonki namaz ke bad yeh amal karna hai to agar wuzu mein hai to dubara banane ki zarurat nahi.
- Har namaz ke baad Surah Ikhlaas ko 16 martaba padhein.
- Padh kar ALLAH Azzawajal se imtihaan mein ache natije ki khoob du’a kijiye.
- Is amal ko aap tab tak kajiye jab tak apka result na aa jaye.
Insha ALLAH apke etne ache marks ayenge ke Aap hairan ho jayenge aur ALLAH ka khoob shukar ada karenge. Ameen.
इम्तिहान में कामयाबी की दुआ न. 3
- इम्तिहान शुरू होने से पहले इस अमल को शुरू करना है|
- वुज़ू में ही रहते हुए ये अमल करना है|
- हर नमाज़ के बाद सूरह इखलास को 16 बार पढ़ें|
- उसके बाद अल्लाह पाक से इम्तिहान में अच्छे नम्बर आजाये इसकी दुआ करें|
- जब तक रिजल्ट आए तब तक इसे पढ़ते रहिये|
Agar apko post pasand aye to apno se share zarur kijiyega.
अपने प्यारों से शेयर कर सवाब-ए-जारिया ज़रूर कमायें|
Join ya ALLAH Community!
FaceBook→ yaALLAHyaRasul
Subscribe to YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Aslamslaikum
Kya bachcho ke bord exams ke liye mother ye wajife padh sakti h . Ya bachcho ko hi padhne honge.plz ans .
kar sakti hai lekin bacha bhi kare to behtar hai.
Koi aur jo exam likhne wale hai woh dusre country mei rehte hai kya unke liye hum ye wazifa padh kar dua kar sakte hai ?
Ji kar sakte hain.