October 20, 2018 by Al Imran
Chahe bachche ho ya phir bade. Zehan tez karne ke liye is dimag tez karne ki dua ko zarur parhiye. Kuch hi roz mein yaddasht me izafah hasil hoga.
Dimagi Kamzori Door Aur Zehan Tez Karne Ki Dua
Bismillah hirRahmaan nirRaheem
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful
SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam
Apna zehan yani yaddasht tez hone ke liye Qur’an-e-Pak ki Surah Al-A’laa ka wird kijiye. Tafseel se tariqa aage parhiyega. Behad asan aur mujarrabshuda amal hai.
Dimagh Ki Yaddasht Badhane ka Qur’ani Wazifa
Yaddasht Badhane ka Wazifa Roman Urdu Mein
Dimag ki quwwat badhane ke liye ye Qur’ani amal mufeed hai.
-
Har rat sone se pahle.
-
Wuzu bana lijiye.
-
Phir Qur’an-e-Pak ki Surah Al A’alaa, poori Surah ki tilawat ek martabah kijiye.
-
Phir pani par dam karke pee jayiye.
- Insha ALLAH chand hi roz mein apko farq mehsoos hone lagega. Apki yaddasht ko badhane ke liye sath-sath aap badam bhi kha sakte hai.
Is amal ko bachon ka dimag tez karne ke liye bhi parha ja sakta hai. Agar bacha samajhdar hai aur wo apne zehan ko tez karne ke liye is amal ko khud parhna chahta hai. yahan Miya Biwi Ke Darmiyan Mohabbat Ki Dua dekhiye.
To ese mein wo khud kare to amal karishmayi asar dikhayega, Aameen.
Agar bachcha chhota hai aur khud nahi parh sakta hai. To esi surat mein ya to waleda ya phir ke walid dono mein se koi bhi uske liye rozana ise parhein. Parhne ke bad pani par dam kar dein. Aur bache ko pila dijiye.
Agar bache ka dimagh kamzor hai to dimaghi kamzori ko door karne ke liye bhi is Qur’ani Surah ko parha ja sakta hai. ALLAH ke karam se bache ke dimagh ki quwwat mein izafah hoga. yahan Kisi Ko 3 Din Me Apne Pyar Me Diwana Karne Ka Taweez dekhiye.
Qur’ani Wazifa for Increasing Brain Power
Qur’ani Wazifa for Increasing Brain Power in English
This Islamic dua for sharp memory is result oriented. The Quranic verse Surah Al-A’alaa can be recited every day to gain memory power of the brain. See Wazifa for Sharp Memory here
One can also recite dua on behalf of their child. If a child can recite himself, it would be better. See Dua For Coughing here.
-
Every day before going to bed for sleep.
-
Make an ablution.
-
Recite the whole Surah Al-A’alaa The Noble Qur’an one (1) time.
-
Then, blow on the water and let the needy person drink it.
- If ALLAH wills within a few days you will notice that your mind will start gaining memories power. One can also eat almonds along with this wazifa for increasing intelligence. See Remove Bandish by Quranic Verses in Islam here.
Dimag Aur Zehan Tez Karne Ki Dua in Hindi
दिमाग़ और ज़ेहन तेज़ करने की दुआ हिंदी ज़ुबान में
अपना ज़ेहन यानि याददाश्त तेज़ होने के लिए क़ुर’आन-ए-पाक की सूरह अल-अ’अला का विर्द कीजिए| तफ्सील से तरीक़ा आगे पढ़िएगा| दिमाग़ की याददाश्त बढ़ने के लिए बेहद आसान और मुजर्रबशुदा अमल है| सफर की दुआ यहाँ देखिये|
दिमाग़ की क़ूव्वत बढ़ने के लिए ये क़ुर’आनी अमल करिश्माई है| दिमाग़ की याददाश्त बढ़ने का क़ुर’आनी वज़ीफ़ा|
याददाश्त बढ़ने का वज़ीफ़ा हिंदी ज़ुबान में
-
हर रात सोने से पहले|
-
वुज़ू बना लीजिये|
-
फिर क़ुर’आन-ए-पाक की सूरह अल-अ’अला, पूरी सूरह की तिलावत एक मरतबाह कीजिए|
-
फिर पानी पर दम करके पी जाईये|
- इन्शा अल्लाह चन्द ही रोज़ में आपको फ़र्क़ महसूस होने लगेगा| आपकी याददाश्त को बढ़ने के लिए साथ-साथ आप बादाम भी खा सकते है|
इस अमल को बच्चों का दिमाग़ तेज़ करने के लिए भी पढ़ा जा सकता है| अगर बच्चा समझदार है और वो अपने ज़ेहन को तेज़ करने के लिए इस अमल को खुद पढ़ना चाहता है| और उसे क़ुर’आने पाक पढ़ना आती है| तो वो खुद पढ़ेगा, नतीजा बेतहाशा हक़ में आएगा| यहाँ वुज़ू की दुआ इन हिंदी देखिये|
अगर बच्चा छोटा है और ख़ुद नहीं पढ़ सकता है| तो ऐसी सूरत में या तो वालिदा या फिर के वालिद दोनों में से कोई भी उसके लिए रोज़ाना इसे पढ़ें| पढ़ने के बाद पानी पर दम कर दीजिये| और बच्चे को पिला दीजिये|
अगर बच्चे का दिमाग़ कमज़ोर है तो दिमाग़ी कमज़ोरी को दूर करने के लिए भी इस क़ुर’आनी सूरह को पढ़ा जा सकता है| अल्लाह त’आला की नवाज़िश से बच्चे के दिमाग़ की क़ूव्वत में इज़ाफह होगा|
Asslam Alikum Aghr apko Surah Al Ala na ata ho toh kia karna chaiye ? Meri life bht difficult guzr rhi ha filhal plz dua kare mere liye aur dusre baat mere husband ko brain swelling hui ha plz batayen koi wazifa jis se unki tabiyt thk ho jaye maie Ayatul Shifa pada. Doctor ne kha ki ek aur attack aya toh jaan jaa sakti ha plz brother help karen mera. JazakAllah Aur mere liye dua karna mere bht eham exam bhi iss Jumerat ko
Yeh amal karen sis
https://www.yaallah.in/har-bimari-se-shifa-ki-dua/
Mere comment aap tak nhi pohchre kaise baat kru aap se
Aap yahan text kijiye- https://m.me/yaALLAHyaRasul
6.30-8.30 pm india time
Assalamu alaikum. Mere shohar k sath bar bar hadse hote hai,4 martba gadi par se gir gaye aur ab hath aur chehara jal gaya hai bahut baar marte marte bach gaye aisa unke sath kyu ho raha hai ,koi duwa bataye….. Allah tala k waste
Walaikum as Salam
Aap yeh amal karen
https://www.yaallah.in/hadsat-se-bachne-ki-dua-accident-se-bachne-ka-wazifa/
Assalamualaikum.bhai mera Naam Shazia hai my 22 saal ki Hun meri problem ye hai ki my kuch khati Hun kuch piti Hun kuch rakti Hun to muje kuch yaad nai rehta pls muje kuch accha sa wazifa bataye jisse mera dimag mera zahen acche wo cheese yaad Rahe my kuch bhulu na kabhi pls bhai request hai AAP se pls me soon thank u
Aap upar di gayi zehan ko tez karne ki dua parhna shuru kar dijiye sis.
Assalamu Alaikum my huda hu mujhe padhai k bare me puchna hai my kuch padhte hu ya kuch bhi sunte hu jaise k lesson to wo dimag me nhi rahita
Aap yahi page par di gayi dua parhiye sis.
अस्सलामोअलैकुम मेरा नाम मोहम्मद फैज़ान है मैं जो याद करता हूँ ज़्यादातर भूल जाता हूं कोई वज़ीफ़ा बताइये
Kindly recite this dua- https://www.yaallah.in/wazifa-for-sharpening-memory
Dementia(dimagh ki bemari) jis ka abhi koi ilaj nahi us k lia koi dua ya wazifa
Ye wazifa parhiye- https://www.yaallah.in/har-bimari-ki-shifa-ka-wazifa
Beshak ALLAH Ta’ala har marz se shifa dene Wala hai.
As salam alaikum Mai 16 saal ka hu meri height 150cm tk hai mera mummy aur Papa ka height Zada nhi h kya mera height badega aur koi aasan wazifa bataiye jisse mera height badega mera mama aur Nani lambe hai
Aap height ke liye ye wazifa shuru kijiye- https://www.yaallah.in/quranic-dua-for-height
Sir demagi jhan ko tez karne ke liye or demag ko shant rakhne ke liye konsa wazifa kare
Bhai upar post me dimagh ko tez karne ka jo amal bataya gya hai, wo kijiye aap.
Sir I am about 18 years old and I started learning Quran but I can’t memorize any one of it and I don’t understand it fully please give a strong wazifa
You can perform the above given wazifa to boost your memory. You can recite this wazifa as well- https://www.yaallah.in/wazifa-for-sharpening-memory
Please gave me wazifa my son only playing qoth i pad, i want that he stop attached and concentrate on his study and quran and salat, please gave me wazifa to stop his bad habits. I PAD,
You can perform this wazifa to stop the bad habit of your son- https://www.yaallah.in/duas-for-getting-rid-of-commiting-sins
Asslamlikum he is just 10 years old only things he is playing games he is doing nothing bad i just want he stop playing i pad, i want he concentrate on school and quran and salat. I hope wazifa has no side effects. Because he is 10 years onlything he is playing games a lot.
Dear sis, wazifa has no side effects. Don’t worry about it. Though you can perform this wazifa to make your child obedient to you- https://www.yaallah.in/wazifa-for-disobedient-child
Meri 10saal ki beti h uske bad koi bachcha nhi hua ane please koi Dua ya wazifa btaiye
Aulad hone ke liye aap ye amal kijiye- https://www.yaallah.in/wazifa-for-childless-couples
Hindi me b dijiye
Insha ALLAH, Hindi me bhi du’a yahan pesh ki jayegi. Aap dobara check kijiyega ye post.