January 7th, 2022Subah uthne ki dua Hadees se sabit hai. Iske padhne ke kayi fazail hain. Jab koyi neend se bedar ho, to aankh khulte hi is pyari si dua ko padhkar dheron ajar-o-sawab kamaye. Is dua ko apne rozana ka mamool banakar apne din ko barkaton wala bana sakte hai.
Click to read full..
Daily Dua
Mani Nikalte Waqt Ki Dua
January 5th, 2022Jab ek mard apni biwi se jima yani hambistari karta hai aur us waqt mani nikalti hai usi dauran mani nikalte waqt ki dua parhi jati hai.
Click to read full..
Tahajjud Ki Namaz Padhne Ka Tarika
November 11th, 2021Yahan ap Tahajjud Ki Namaz Padhne Ka Tarika tafseel ke sath parhenge. Isko lekar kayi ghalat-fehmiyan bhi hain. Kya bina soye Tahajjud ki namaz hoti hai? Tahajjud ki namaz ka sahi waqt kaunsa hai?
Click to read full..
Ghusl Karne Ki Dua Aur Niyyat
December 2nd, 2021Ghusl karne ki dua kya waqayi hoti hai? Ghusl ek arbi lafz hai jiska matlab hota hai ghilazat ya najasat door karna. Jo ham Nahakar pakeezgi hasil karte hai. Yani islam mein ham ghilazat ya najasat door karne ke liye nahate hai karte hai.
Click to read full..
Ilm Mein Izafa Ki Dua
September 16th, 2021‘Ilm hasil karna aj kitna zaruri ho gaya hai. Is post mein ham seekhenge ‘ilm me izafa ki dua Aur ‘ilm ki dua unhi ke liye hai jinhe ‘ilm seekhne ka shauq-o-zauq hai. Ke jiske baghair duniya mein guzara bhi nahi. Duniya aur akhirat dono ko banane ke liye deen ka ‘ilm hona […]
Click to read full..
Kitab Padhne Ki Dua
July 10th, 2021Hadees-e-mubarika mein aisi koi khas kitab padhne ki dua ka hawala nahi paya gaya hai. Magar ALLAH ki raza ke liye ilm hasil karna hai to ye kitab padhne se pehle is dua ko parhna bahot behad mufeed hai.
Click to read full..
Bazar Me Jane Ki Dua
March 4th, 2022Bazar shaitan ki masjid mani jati hai. Uska adda mana jata hai. Ye un fitnon bhari jagah mein se ek hoti hai jahan gunah aam hote hai. Bazar me jane ki dua ko parhkar jo shakhs bazar mein dakhil hota hai. ALLAH use aisi jagah par bhi sawab se nawazta hai.
Click to read full..
Sadaqah Ki Dua
October 1st, 2021Sadaqah yani sach. Ye lafz Sidq se liya gaya hai Sidq yani ALLAH ke liye kisi ghareeb aur mohtaj ki madad karna. Magar jab sadaqah dein to ALLAH ki raza ke liye dete hue is ayat ka zikr karenge to wird ka sawab yaqinan milega.
Click to read full..
Ya Zal Jalali Wal Ikram
May 26th, 2021ya Zal Jalali Wal Ikram ALLAH Tabarak Wata ‘Ala ke Mubarak Namon mein se ek khas Naam hai. Jiske waseele se mangi gayi har jayaz dua qubool ho kar hi rahti hai. Basharte, mangne wale ki qalb-o-zuban mein wo taseer ho.
Click to read full..
Musafir Ki Dua
February 18th, 2021ALLAH ta’ala kabhi bhi musafir ki dua radd nahi karta. Magar musafir ka safar bhi halal maqsad ke liye ho. To phir jab bhi safar shuru karein to sabse pahle wuzu bana lein. Aur is post mein di hui duaon ke sath safar ke kuch adaab ka bhi khayal rakhein.
Click to read full..