Biwi ke sath humbistari karne ki dua parhiye. Ek chhoti si aur asan biwi ke sath hambistari ki dua Hindi, English, Urdu mein. Hambistari ki chhoti si dua padhkar hambitari ka bhi azeem sawab kamaye. Insha ALLAH aulad nek saleh aulad paida hogi. ALLAH Ta’ala ki amaan mein rahegi.→ Miya Biwi Ke Darmiyan Mohabbat Ki Dua
Biwi Se Humbistari Karne Ki Dua in Hindi English Urdu HD Images
Bismillah ALLAHumma Jannib-nash-Shaytaana Wa Jannibish-Shaytaana Maa Razaqtanaa
Referred from Bukhari No# 141, 3271, 6388, 7396; Muslim No# 1434; Abu Dawud No# 2161; At-Tirmidhi No# 1092
Biwi Ke Sath Hambistari Ki Dua Ka Shandar Video Dekhiye!
Biwi Se Humbistari Ki Dua in Roman English/Urdu
Islam mein har ek kam ko karne ka sahi tariqa batlaya gaya hai. Aur isi tarah se biwi ke sath hambistari ke bhi kuch tariqe hai. Aur sath-sath dua bhi hai jo bahut chhoti hai. Magar iski sawab bada hai.
Agar is dua ko padhkar biwi ke sath hambistari ki jaye. To iska bhi sawab hasil hoga. Aur jo aulad hogi wo nek aur saleh paida hogi. ALLAH Ta’ala uski ta-umr hifazat karenge. Yahan Safar Ki Dua HD Images dekhiye!
Hamein chahiye ke ham is dua ko padhne ka mamool bana lein.
Biwi Se Humbistari Ki Dua in Hindi English Urdu
Is dua ko intercourse se pehle ki dua bhi kaha jata hai. Yahan Pair Dard Ki Dua-Pairon Ke Dard ka Ilaj dekhiye!
Jab bhi biwi ke sath hambistari karein to hambistari ki is asan si aur chhoti si dua ko padh lijiye. Bas, sawab apko zarur mil jayega.
Biwi ke sath jima (hambistari) karein to bismillah padhiye. Bismillah padhna mustahab hai. Aur afzal to ye hai ke wuzu bana liya jaye.
Jima (Hambistari) Kab Nahi Karni Chahiye Aur Kuch Ghaur Karne Wali Batein?
Yu to biwi ke sath hambistari yani jima kabhi bhi kiya ja sakta hai. Lekin kuch auqat-e-waqt makrooh qaraar diye gaye hai. Makrooh ka se murad napasandeeda se hai. Yahan Azan Ke Baad Ki Dua Hindi Mein With All Translations dekhiye!
-Ek shohar apni biwi se har qism ki lazzat hasil kar sakta hai. Aur ye uska sharaih haq bhi hai. Lekin iska matlab ye qatayi nahi hai ke wo jima ke dauran yani biwi ke sath hambistari ke dauran chahe jaise haram kare.
-Biwi ke sath piche ke raste se jima yani dakhil hona haram hai. Sath-sath haiz/maahwari ke dauran bhi jima karna haram hai.
-Agar biwi ki sharmgah ko shohar choomta hai. Aur iske dauran sharmgah se nikalne wali ratubat yani pani shohar halaq se neeche utaarna qatayi jayaz nahi hai.
-
Jab suraj grahan ho ya phir chand grahan ho. Ese waqt mein biwi ke sath jima (hambistari) nahi karni chahiye.
-
Dopahar ke zawal ke waqt. Sirf Jummerat ke roz zawal ke waqt makrooh nahi hai.
-
Ghuroob e Aftaab yani Suraj doobte waqt. Yahan Bache Ko Sulane Ki Dua dekhiye!
-
Fajr ke bad se lekar Suraj nikalne se pahle-pahle tak.
-
Hambistari ke waqt Kaaba Sharif taraf rukh ya pusht karna.
- Jism par bila kapdo ke jima karna yani nange jism jima karna.
-
Ehtilaam hone ke bad bila wuzu kiye jima yani hambistari karna. Yahan Rizq Me Barkat Ki Dua dekhiye!
-
Biwi ke sath hambistari karte waqt biwi ki sharmgah ko dekhna makrooh hai.
Ikhtimam
Shaitan ka kam hai insan ko bargalana. Shaitan ko dafah karne ke liye is dua ko padhiye. Apni biwi ke sath hambistari karne mein bhi ek sawab hasil karna hai. Chhoti-chhoti baton par agar ham ghaur karein to. Insani hawas hamesha badti jati hai kabhi kam nahi hoti. Apni had Sunnat aur Shariat ke dayre mein muqarrar kar lijiye.
Aur ALLAH Jalla Jalaaluhoo ke hukm ke mutabiq zindagi guzariye aur ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala ki beshqimti niamaton ka lutf halal tariqe se uthayiye.
Jab bhi biwi ke sath hambistari karein to is upar di hui chhoti si dua ko to parhna hi hai. Sath-sath biwi ke peshani ke balon par sidha hath rakh kar niche di hui dua ko bhi padhiye.
Insha ALLAH apke azeem sawab milega. Aur jo bhi aulad hogi chahe ladka ho ya phir ladki, nek aur saleh hogi aur shaitan uska kuch nahi bigad payega.
Biwi Se Humbistari Ki Dua in Hindi
बीवी से हमबिस्तरी की दुआ हिंदी में
जब भी बीवी के साथ हमबिस्तरी करें तो इस छोटी सी दुआ को बस एक मरतबा पढ़ लीजिए| एक मस्जिद तामीर करने का सवाब हासिल होगा इंशा अल्लाह|
इसका सवाब आपको ज़रूर मिलेगा, बीवी के साथ जिमा यानि हमबिस्तरी करने से पहले बिस्मिल्लाह शरीफ भी पढ़ लेना चाहिए| बिस्मिल्लाह पढ़ना मुसतहब है|
सबसे अफज़ल तो ये होगा के वुजू बना लिया जाये और फिर हमबिस्तरी की जाए|
बीवी के साथ हमबिस्तरी कब नहीं करनी चाहिए और कब करनी चाहिए? कुछ गौर करने वाली बातें|
यूँ तो बीवी के साथ हमबिस्तरी कभी भी की जा सकती है| लेकिन फिर भी कुछ औक़ात-ए-वक़्त करार दिए गए है जो बेहतर बतलाए गए है|
मकरूह से यहाँ मुराद न पसंदीदा से है|
अल्लाह त’आला ने शौहर को अपनी बीवी के साथ हर तरह की लज्ज़त हासिल करने का हक अता फ़रमाया है| और साथ-साथ उसे ये शरई हक भी दिया है|
लेकिन इसका मतलब ये क़तई नहीं है के वो हमबिस्तरी के दौरान कोई हराम कम करे| यहाँ कुछ कामों की सख़्त मनाही फरमाई गयी है|
-बीवी के साथ पीछे के रास्ते से दाख़िल होना हराम है|
-साथ-साथ हैज़/माहवारी के खून के बहाव के दौरान हमबिस्तरी करना भी हराम है|
-अगर शौहर बीवी की शर्मगाह को चूमता है| और इसके साथ शर्मगाह से निकलने वाली रतुबात यानि पानी शौहर के हलक़ से नीचे उतारना क़तई जायज़ नहीं है|
-जब सूरज गहन हो या फिर चाँद गहन हो| ऐसे वक़्त बीवी के साथ हमबिस्तरी या जिमा नहीं करना चाहिए|
-सिर्फ जुम्मेरात के ज़वाल के वक़्त मकरूह नहीं है| बल्कि दोपहर में ज़वाल के वक़्त हमबिस्तरी के परहेज़ करना चाहिए|
-गुरुब-ए-आफ़ताब यानि सूरज डूबने के वक़्त हमबिस्तरी से परहेज़ कीजिये|
-फज्र के बाद से लेकर सूरज निकलने तक|
-हमबिस्तरी के दौरान काबा शरीफ की तरफ रुख या पुश्त करना|
-जिस्म पर बिला कपड़ों के जिमा करना यानि नन्गे जिस्म हमबिस्तरी करना|
-एहतिलाम होने के बाद बिला वुजू किये हमबिस्तरी करना|
-बीवी के साथ हमबिस्तरी करते वक़्त शर्मगाह को देखना मकरूह है| इससे आँखों का नूर उड़ जाता है|
मकरूह में गुनाह नहीं है और परहेज़ करने की सलाह में फायदा है| कहीं न कहीं ये सब हमारे ही फायदे के लिए बतलाई गई है|
Dua Before Having Sexual Intercourse Between Husband and Wife in English
This dua is also known as dua for having sexual relations between husband and wife. A husband should recite this lovely and very short dua before having sexual intercourse with his wife. See Wuzu Se Pehle Aur Baad Ki Dua here.
Insha ALLAH he will definitely get a reward for this relation.
When Not To Have Intercourse in Islam? Precautions To Be Taken During Sexual Relations With Wife
In Islam, there are times when it is disliked (Makrooh) to have sexual intercourse with wife. And there are few precautions that need to take.
-In Islam, a husband can enjoy himself with his wife in any way he wants. And this is his Shariah right too. Whereas, this doesn’t mean that a husband can act unlawfully towards his wife in every way including having sexual intercourse. See Dua to Get Beautiful Baby Child-Aulad e Narina here.
-A husband is not allowed to enter his wife from the back. Which is commonly known as anal sex. And, it is not permissible for a husband to have a sexual relationship with his wife during her menstruation periods while she is bleeding.
-If a husband is kissing the private parts of his wife. It is not permissible for him to do so. As there is a risk of swallowing impurities.
-
It is disliked to have sexual intercourse with the wife while a solar eclipse or lunar eclipse.
-
Zawal time during the daytime. Zawal time during the daytime of Thursday is not disliked.
-
At the time of sunset. See Surah Yasin Ayat 36 For Marriage Problems here.
-
After morning prayers before sun rise.
-
Facing Kaaba Sharif during sexual intercourse with the wife.
- Getting entirely nude during sexual intercourse with a wife.
-
Having sexual intercourse with the wife without having an ablution after discharge. See Wazifa for Daughter Marriage-Beti Ki Shadi Ke Liye Dua here.
-
Seeing the vagina during sexual intercourse with the wife. This weakens the eyesight and erases the light (Noor) of the face.
Conclusion
Having physical relations with the wife is deed a reward. Always try to earn this. And stay away from the act of Satan. Human lust never ends. Define your limits according to Sunnah and Shariah and enjoy the life and gifts of ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala.
ya ALLAH Community Se Judiye!
‘Ilm aur jankari bhare wazifa ke videos dekhiye, YouTube Channel Subscribe Kijiye- YouTube.com/user/yaALLAHUyaALLAH
FB Community mein log ek dusre Ki madad kar rahe hai, Aj hi member baniye- yaALLAH Facebook Community
Facebook par Follow Kijiye- yaALLAH Facebook
Instagram par Images dekhne ke liye follow kijiye- instagram.com/yaALLAH.in
Ghusl ki dua btaye. Humbistari ke bad jo ghusl hota hai uski dua btaye hindi me. Or jummah ke din ke ghusl ki dua bhi bataye
Ghusl ki dua nahi balke niyyat hoti hai, jo ke ye hai- Navaithu an’ahthasila huslan minal’janaabathi wathahaarathan lil’badni waa’sthibaahathan lis’salaathi ashhadu’anlaahilaaha il’lal’lahu wa’ashadu an’na’muhammadar’rasoolul’lahi.
Juma ka din ho ya koi bhi din ho, ghusl ki niyyat ek hi hoti hai.
Asalamalikum behen khairunnisa kaise hai ap?
Mujhe janabat ki Dua bataye ap plz I need it or the whole process of dua how to perform
Janabat ki dua aur iska tareeqa post me jald update kar diya jayega. Be with us!
As Salamu alaikum..my husband name is Mohammed sirajuddin and his mother name is karimunnisa.we r going to take a house facing south, is good for us please reply
You can perform this istikhara for your home- https://www.yaallah.in/istikhara-for-future