Bache Ko Sulane Ki Dua

bache ko sulane ki dua

Kayi nar bachon ki neend kachi hoti hai. Wo bar-bar uth te hai. Bache khwab mein darte bhi hai. Aur isi wajah se rote hai. Kayi martaba neend mein jaag jate hai aur zor-zor rote hai. Bache ke achi neend aane ke liye is Qura’ni taweez ko bana kar zarur aazmayein.

Bache Ko Sulane Ki Dua-Bachon Ki Neend Ka Qurani Wazifa

Bache Ko Sulane aur Rone ki Dua Urdu Me Parhne Ke Liye Upar Wallpaper Dekhiye!

Kayi bachon ko neend mein darne ke beemari bhi hoti hai. Sote-sote chonk jate hai. Aur phir zor-zor se rone lagte hai. Aur neend ki is kami ki wajah se phir bache aksar chid chide ho jate hai. Yahan Bakra Zibah Qurbani Karne Ki Dua With All Translations dekhiye!

Ye pareshani bachon ke bhookh par bhi asar karti hai. Jab neend thik se nahi le pate to bache khana bhi thik se nahi kha pate. To phir unke uthaan mein diqqate aati hai.

Bachon ki achi sehat ke liye unhe achi neend aana laazmi hai. Ye achi neend aane ka wazifa in tamam pareshaniyon se nijat dilwayega.

Bachon ki neend ka Qura’ni wazifa hai. Yani Quran ki ayat ke taweez is amal mein banenge. Aur Insha ALLAH bachon ki neend ki kami ka ilaj mukammal taur par ho jayega.Yahan Khana Khane Ki Dua | Khane Peene ke Adab dekhiye.

Bache Ko Sulane Ki Dua

Roman English

Bache ko ache se sulane ki dua. Yani bachon ki neend achi ane ke liye taweez banane ka wazifa.

Bache agar sote nahi ho. Aur bahut zyada rote ho. Ya phir bache neend me sote-sote chonk jate ho.

  1. Wuzu bana kar.
  2. To phir upar di hui Qur’an-e-pak ki ayat ko pak-saf kaghaz par likh lijiye.
  3. Hifazat se lapet kar bache ke gale mein dal dijiye.
  4. Yad rakhiyega ki is taweez ka kisi bhi taur par be adbi na ho. Paki aur napaki ka khas khayal rakhiyega.
  5. Insha ALLAH Bacha achi neend sone lagega. Aur bache ka rona bhi band ho jayega.

Ghaur Kijiye: Khawateen is bachon ki neend ke Qurani taweez ko ayyam/haiz/maahwari mein nahi likhein.

Wazifa for Child Not Sleeping

Bache ki Neend Aane ki Dua in Quran-e-Pak

Bismillah hirRa’hmaan nirRa’heem.

Haaza yawmun la yantiqoona Bismillah hirRa’hmaan nirRa’heem

Wa khasha ‘atil aswaati lirrahmaani nirRa’heem.

al-yawma nakhtimu ‘ala afwa hihim

Bache Ko Sulane Ki Dua English Mein

The sleepless child, I mean the baby who sleeps less could incur a deficiency of sleep. Due to lack of sleep. He might not eat properly. He might not drink the milk in the required quantity.

This will directly affect the child’s growth.

This is a Quranic wazifa for sleepless baby. If your child is crying and getting afraid during sleep. If your child wakes up every time during the sleep. You need not worry now.

Insha ALLAH through this wazifa your baby will get a sound and good sleep.

  1. In an ablution.
  2. Write above Quranic verse on pure white paper.

  3. Wrap this amulet for baby in cloth or polythene properly. Tie this amulet around the neck of your baby.

  4. Please take care of piousness of this amulet. As it contains Quranic verse. This amulet should not be taken into toilets and likewise

  5. Insha ALLAH this dua will be proven a working help for baby to sleep through the night. He will not get disturbed.

Note: Females should not write this amulet during their menses/periods.

बच्चों के सोने और रोने की दुआ

बच्चों के सोने की दुआ हिंदी ज़ुबान में

बच्चे को अच्छे से सुलाने की दुआ| यानि बच्चों की नींद अच्छी आने के लिए तावीज़ बनाने का वज़ीफ़ा|

बच्चे अगर सोते नहीं हो| और बहुत ज़्यादा रट हो| या फिर बचे नींद में सोते-सोते चौंक जाते हो|

  1. वुज़ू बना कर|
  2. तो फिर ऊपर दी हुई क़ुर’आन-ए-पाक की आयात को पाक-साफ काग़ज़ पर लिख लीजिये|
  3. हिफाज़त से लपेट कर बच्चे के गले में दाल दीजिये|
  4. याद रखिएगा की इस तावीज़ का किसी भी तौर पर बे अदबी न हो| पाकी और नापाकी का ख़ास ख़याल रखियेगा|
  5. इन्शा अल्लाह बच्चा अच्छी नींद सोने लगेगा| और बच्चे का रोना भी बन्द हो जायेगा|

ग़ौर कीजिये: ख़वातीन इस बच्चों की नींद के क़ुर’आनी तावीज़ को अय्याम/हैज़/माहवारी में नहीं लिखें|

Agar apko post pasand aye to apno se share zarur kijiyega.
अपने प्यारों से शेयर कर सवाब-ए-जारिया ज़रूर कमायें|

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *