Learn every detail of Attahiyat lillahi wa salawatu dua in full which is also known as tashahhud dua.→ Allahumma Inni As’aluka Al Afiyah Full Dua
[ez-toc]
Attahiyat Lillahi Wa Salawatu Dua Details
Tashahhud Dua Recited in Prayers in English
Attahiyyaatu Lillahi Wa-Ssalawaatu Wa-Ttayyibaatu
As-Salamu ‘Alayka Ayyuhan-Nabiyyu Wa-Ra’hmatullahi Wabarakaatuhu
As-Salamu ‘Alayna Wa-‘Ala ‘Ibadillahi-Ssaaleheen
Ash-Hadu Anlla-Ilaha Illallahu
Wa-Ash-Hadu Anna Mu’hammadan ‘Abduhu Wa-Rasooluhu
तशह्हुद यानी अत्तहियात की दुआ हिंदी में | Attahiyat in Hindi
अत्तहियातु लिल्लाहि वस-स-ल-वातु वत्तय्यिबातु
अस्सलामु ‘अलयका अय्यु हन-नबिय्यु वर’ह-मतुल्लाही व-ब-र-कातुहू|
अस्सलामु ‘अलैयना व-‘अला ‘इबादिल्लाहि-स्सालिहीन|
अश-हदु अंल्ला इलाहा इल्लल्लाहु
व-अश-हदु अन्ना मुहम्मदन ‘अब्दुहू व-रसूलुहू
Line-by-Line Translation of Tashahhud Attahiyaat Dua in English
At-Tahiyyatu lillahi Greetings, prayers and
Wassalawatu wat-Tayyibatu. goodness belong to ALLAH.
As-Salamu ‘ alaika Peace be on you,
Ayyuhan-Nabiyyu O Prophet
Wa Rahmatullahi and the mercy of ALLAH
Wa Barakatuhu. and His blessings.
Assalamu ‘Alaina Wa’alaa Peace be on us and on
‘Ibadillahis -Saleheen the righteous servants of ALLAH
Ash hadu anlla ilaha I bear witness that
Illallaahu there is no god but ALLAH,
Wa Ash Hadu Anna and bear witness that
Mu’hammadan ‘Abduhu Muhammad is His servant
Wa Rasooluhu.” and Messenger.”
Attahiyat Lillahi Wa Salawatu Dua Ki Tafseel Roman English Mein
Hazrat ‘Abdullah RadiALLAHu Anhu se riwayat hai:
“Rasool ALLAH (ﷺ) ne hamen namaz ke liye aur Al-Hajat yaani hajat ke liye ke liye Tashahhud parhna sikhaya. Namaz me Tashahhud kya hai? Aaiye iske bare me tafseelan jante hain.
Ibn Mas‘ood RadiALLAHu ‘Anhu se riwayat hai:
“Rasool ALLAH ﷺ ne Apne Mubarak Hathon ke darmiyan mera hath thaam (pakad) kar mujhe Tashahhud sikhaya, bilkul waise hi jaise Aap ﷺ mujhe Quran Pak ki surah sikhaya karte the.
Sahih Muslim 403 b | Book 4, Hadith 65
‘Abdullah bin Mas’ud ne farmaya:
“Tashahhud ko khamoshi ke sath parhna Sunnat hai”
Jami’at-Tirmidhi 291 | Book 2, Hadith 143
→ La Hawla Wala Quwwata Ka Wazifa
Kya Tashahhud ki Asal Shuruwat Mi’raaj Shareef se hui thi?
Internet par Tashahhud dua ke bare me aapko bahut se jankaari/malumaat milengi. Jo Kayi jagah par bina kisi hawale aur hadees ke hai.
Tashahhud ka aaghaz (shuru) hone ki kya waqayi baqayeda ek kahani hai? Jab Huzoor Pak ﷺ Mi’raaj Shareef par tashreef lekar gaye the, ye dua tab nazil hui thi. Is waqeya ke mutalliq Ahadees me koi thaus (pakka) suboot nahi mil saka.→ Durud e Pak Ka Wazifa
Aur Islam me iske bare me koi buniyad nahi payi jati.
Tashahhud Dua Kab Parhi Jati Hai?
Jab aap farz ya nifl namaz ada karen, Sunnat, Farz, Nawafil, aur Witr. Har tarah ki namaz ada karte waqt, Qaidah ki halat me baithte hue Tashahhud dua lazman parhi chahiye. Iske baghair namaz adhoori hai.→ Hasbunallah Wanikmal Wakil Wazifa
Tashahhud Dua Parhte Waqt Shahaadat Ki Ungli Kab Khadi Karni Chahiye?
‘Amir bin Abdullah bin Az-Zubair apne Walid se riwayat karte hain;
“Jab Rasool ALLAH (ﷺ) Tashahhud parhne ke liye baithte, to Aap ﷺ apna dayan hath apni dayen raan mubarak par rakhte aur angusht-e-shahaadat (kalme wali ungli) se ishara karte, aur Aap ﷺ apni nazar us ungli se aag tak na dalte jisse ishara kar rahe hote the.
Grade : Sahih (Darussalam) | Sunan an-Nasa’i 1275
Ibn ‘Umar RadiALLAHu ‘Anhu ne farmaya:
Jab ALLAH ke Paighamber (ﷺ) At-Tashahhud ke liye baithte, to Aap ﷺ apna bayan hath bayen gutne par rakhte, aur dayan hath dayen gutne par rakhte. Phir dayen hath ki ungliyon ko morde (band karte) hue shahaadat wali ungli se ishara karte.
[Muslim Shareef]
→ Namumkin Ko Mumkin Banane Ki Dua
तशह्हुद/ अत्तहियात की दुआ की तफ़सील हिंदी में
हज़रत ‘अब्दुल्लाह रदी अल्लाहु ‘अन्हु से रिवायत है:
“रसूल अल्लाह (ﷺ) ने हमें नमाज़ के लिए और अल-हाजह यानी हाजत के लिए तशह्हुद पढ़ना सिखाया| नमाज़ मे तशह्हुद क्या है? आइए इसके बारे मे तफ़सीलन जानते हैं|
इब्न मस‘ऊद रदी अल्लाहु ‘अन्हु से रिवायत है:
“रसूल अल्लाह ﷺ ने अपने मुबारक हाथों के दरमियाँ मेरा हाथ थाम (पकड़) कर मुझे तशह्हुद सिखाया, बिल्कुल वैसे ही जैसे आप ﷺ मुझे क़ुरआन पाक की सुराह सिखाया करते थे|
साहीह मुस्लिम 403 B | बुक 4, हदीस 65
‘अब्दुल्लाह बिन मस’उद ने फरमाया:
“तशह्हुद को खामोशी के साथ पढ़ना सुन्नत है”
जामि’अ अत-तिर्मिज़ी 291 | बुक 2, हदीस 143
→ हर तरह का डर दूर करने की दुआ
क्या तशह्हुद की असल शुरुवात मेंअ’राज शरीफ से हुई थी?
इंटरनेट पर तशह्हुद दुआ के बारे मे आपको बहुत से जानकारी/मालूमात मिलेंगी| जो काई जगह पर बिना किसी हवाले और हदीस के है|
तशह्हुद का आगाज़ (शुरू) होने की क्या वाक़ई बाक़ाएदा एक कहानी है?
जब हुज़ूर पाक ﷺ में’अराज शरीफ पर तशरीफ़ लेकर गये थे, ये दुआ तब नाज़िल हुई थी| इस वाक़े’आह के मुताल्लिक़ अहादीस मे कोई ठोस (पक्का) हवाला नही मिल सका है|→ जादू का तोड़ क़ुरआन से
और इस्लाम मे इसके बारे मे कोई बुनियाद नही पाई जाती|
तशह्हुद दुआ कब पढ़ी जाती है?
जब आप फ़र्ज़ या निफ्ल नमाज़ अदा करें, सुन्नत, फ़र्ज़, नवाफिल, और वित्र हर तरह की नमाज़ अदा करते वक़्त, क़ायदाह की हालत मे बैठते हुए तशह्हुद दुआ लाज़मान पढ़नी चाहिए| इसके बग़ैर नमाज़ अधूरी है|→ सूरह यासीन का 7 मुबीन का वज़ीफ़ा शादी के लिए
तशह्हुद दुआ पढ़ते वक़्त शहादत की उंगली कब बुलन्द करनी चाहिए?
‘आमिर बिन अब्दुल्लाह बिन आज़-ज़ुबैर अपने वालिद से रिवायत करते हैं;
“जब रसूल अल्लाह (ﷺ) तशह्हुद पढ़ने के लिए बैठते, तो आप ﷺ अपना दायाँ हाथ अपनी दायीं रान मुबारक पर रखते और अंगुष्त-ए-शहादत (कलिमे वाली उंगली) से इशारा करते, और आप ﷺ अपनी नज़र उस उंगली के आगे ना डालते जिससे इशारा कर रहे होते थे|
दर्ग्रेजा: सहीह (दरुस्सलाम) | सुनन अन-नसा’ई 1275
→ अल्लाह के नाम का वज़ीफ़ा हाजत के लिए
इब्न ‘उमर रदी अल्लाहु ‘अन्हु ने
जब अल्लाह के पैग़म्बर (ﷺ) अत-तशह्हुद के लिए बैठते, तो आप ﷺ अपना बायाँ हाथ बाएँ गुटने पर रखते, और दायाँ हाथ दाएँ गुटने पर रखते| फिर दाएँ हाथ की उंगलियों को मोड़ते (बंद करते) हुए शहादत वाली उंगली से इशारा करते|
[मुस्लिम शरीफ]
→ हाजत के लिए दुरूद-ए-तन्जीना का वज़ीफ़ा
Attahiyat Lillahi Wa Salawatu Dua Details in English
It was narrated that ‘Abdullah said:
“The Messenger of Allah (ﷺ) taught us the tashahhud for prayer and the tashahhud for Al-Hajah. The Tashahhud for prayer is aforementioned.
It was narrated that Ibn Mas‘ood Radi ALLAHu ‘Anhu said:
“The Messenger of ALLAH ﷺ taught me the Tashahhud, holding my hand between his hands, just as he would teach me a Surah from the Quran:
Read The aforementioned Tashahhud Dua
Sahih Muslim 403 b | Book 4, Hadith 65
‘Abdullah bin Mas’ud said:
“It is from the Sunnah to say the Tashahhud quietly”
Jami’at-Tirmidhi 291 | Book 2, Hadith 143
→ ALLAHummaghfirli Waliwalidayya Dua
Tashahhud Dua Details
Tashahhud Originated During The Mi’raaj?
There is a lot more all over the internet about Tashahhud dua.
There is a story of the origin of the Tashahhud. That this dua has been created during the ascent of our Prophet ﷺ to the heaven (Also known as The Mi‘raaj). There is no sound reference in Hadith that has been found for this.→ Dua For Death in Islam
And this is something for which there is no basis in Islam.
When To Read This Tashahhud Dua?
When you offer prayers obligatory or optional. Sunnah, Farz, Nawafil, and Witr. In each and every type of prayers, one should recite tashahhud dua while he/she is sitting in the Qaidah.→ Dua for Any Wish Hajat to Come True
When To Raise Index Finger During Tashahhud Dua?
It was narrated from ‘Amir bin Abdullah bin Az-Zubair, from his father, that:
When the Messenger of ALLAH (ﷺ) sat to say the tashahhud, he placed his right hand on his right thigh and pointed with his forefinger, and his gaze did not go beyond the finger with which he was pointing.
Grade : Sahih (Darussalam) | Sunan an-Nasa’i 1275
Narrated Ibn ‘Umar (Radi ALLAHu ‘Anhu):
When ALLAH’s Messenger (ﷺ) sat for at-Tashahhud, he placed his left hand on his left knee, and his right hand on his right knee, folded its fingers and pointed with his right index finger.
[Reported by Muslim]
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Bhai kisi ko mana na hai wo bohot hi rut gaya hai
Wo bat tak nhi karna chata use mujhe mana na hai
Us ke dil me piyar jaga na hai koi wazifa ho to bolo
https://www.yaallah.in/ruthe-hue-ko-manane-ka-wazifa/
Aslamualaikum bhai
bhai muje urgent money ki zaroorat par ghai hai muje koi esa wazifa btaye jise mera money ka masla resolve ho jaye bhai wazifa chota aur asan ho
bhai ek aur sawal hai jab koi wazifa kam na kre is ki kya wja ho sakti hy aur phir is soorat main kya krna chahiye kyun ke mere kafi wazaif kamnai kar rhe
Aap ye wazifa parhiye Sis- https://www.yaallah.in/mushkil-hajat-ka-wazifa
Jab koi wazifa kaam na kar raha ho to iski kayi wajoohaat ho sakti hain.
Pahli to ye ke aap dhyaan dijiye ke kya aap wazifa parhne me koi ghalti to nahi kar rahi hain.
Dusri ye ke wazaif ki tamam sharait puri kar rahi hain.
Teesri ye ke haram kamon se parhez hona chahiye. Yani burayi aur ghalat kamo se bachiye.
Chauthi khoob astaghfar parhiye.
Chhati ALLAH par yaqeen kamil hona chahiye, mayusi ko apne pas bhatakne bhi na den.
Saatvein sadqah khairat kijiye.
Agar ye tamam sharait puri karne ke bad bhi aapka wazifa kaam nahi kar raha to iski sirf 2 hi wajoohaat ho sakti hain.
1. Aap par kala jadu hai.
2. Us kam ke na hone me behtari hai.
bhai yeh jo apne wazaif btaya hy yeh to nauchandi jummerat ko krna hai bhai kya wese dino main bhi kar skte yan phir zaroori nauchandi jummerat ko hi krna hai …?
muje smj nahi ah rha mujse esa kya glt ho rha hai jis ki wja se mere wazaif kam nahi kr rhy itni pareshaniyan han smj nahi ata kahan sar marun jake … 🙁 ese laghta hai jese zindaghi ek moor pe ake tham c ghai hai kuch theek nahi ho rha
Sis, aap ya Rabbi ka wird kabhi bhi kar sakti hain aur sath me khoob astaghfar parhiye- https://www.yaallah.in/prayer-for-forgiveness-astaghfar-in-islam