ALLAH Ta’ala se madad mangne ke tariqe kayi hai. Daste ghaib se ALLAH Pak malaika ko hamari madad ke liye bhej hi deta hai. ALLAH ki madad hasil karne ki dua ke zariye ghayb ke khazane khul jate hai.
ALLAH Ki Ghaibi Madad Hasil Karne Ki Dua
﷽
Sallallahu ‘Alayhe Wasallam
Ye dua Huzoor-e-Akram Nabi Kareem Hazrat Mu’hammad ﷺ ne bashaarat me Hazrat Imam Hassan RadiALLAHu Anhu ko ata farmayi.
Hazrat Ameer Mu’awiya RadiALLAHu Anhu ki taraf se Hazrat Imam Hassan RadiALLAHu Anhu ka wazifa muqarrar tha. Jo ke ek lakh darham tha. Hazrat Imam Hassan Alayhis Salam ki taraf se wo wazifa dene me ek maah ki der ho gayi.
Hazrat Imam Hassan Alayhis Salam ko fikr si hui. Unhone socha kyun na iski khabar kar di jaye. Unhone ek qalam aur dawat mangwayi aur socha ke khat likh dun. Ye socha hi tha ke wo sarhane par rakha aur so gaye.
Khwab me Nahi Paak ﷺ tashreef laye aur farmaya,
Mere ALLAH se kyun nahi mangte ho?
Hazrat Imam Hassan RadiALLAHu Anhu ne farmaya,
kya mangun?
Phir Aap ﷺ ne ye dua irshad farmayi.
ALLAHummaqzif Fee Qalbee Rajaa-aka. Waqt’a Rajaa-ee Amman Siwaka Hatta Laa Arjoo A’hadan Ghairaka.
ALLAHumma Wama Da’ufat Anhu Quwwatee Wa Qasura ‘Anhu Amalee.
Walam Tantahi Ilayhi Raghbatee Walam Tablugh-hu Mas-Alatee Walam
Yajri ‘Alaa Lisaani Mimmaa A’ataita Ahadan mMinal Awwaleena Wal Aakhireena Minal Yaqeeni Fa’hussanee Bihi Ya Rabbal ‘Aalameena.
Is beshqeemti dua ke zariye aap ALLAH Ta’ala se apni zindagi ki har jayaz hajat Hazrat Imam Hassan RadiALLAHu Anhu ke sadqe aur tufail me qubool karva sakte hain.→ Kisi Bhi Kam Mein Fatah Aur Kamyabi Ki Dua
Aqeedat aur ahtaram ke sath kam se kam ek (1) martaba parhkar ALLAH Ta’ala se madad mangiye. Insha ALLAH, fauri ALLAH ki madad hasil hogi.→ Khana Khane Ki Dua
ये दुआ हुज़ूर-ए-अकरम नबी करीम हज़रात मुहम्मद ﷺ ने बशारत में हज़रात इमाम हसन रदिअल्लाहु अन्हु को अत फ़रमाई|
हज़रात अमीर मु’आविया रदिअल्लाहु ‘अन्हु की तरफ से हज़रात इमाम हसन रदिअल्लाहु ‘अन्हु का वज़ीफ़ा मुक़र्रर था| जो के एक लाख डरहम था| हज़रात इमाम हसन अलैहिस सलाम की तरफ से वो वज़ीफ़ा देने में एक माह की देर हो गयी|
हज़रात इमाम हसन अलैहिस सलाम को फ़िक्र सी हुई| उन्होंने सोचा क्यों न इसकी ख़बर कर दी जाए| उन्होंने एक क़लम और दावत मंगवाई और सोचा के ख़त लिख दूँ| ये सोचा ही था के वो सरहाने पर रखा और सो गए|
ख्वाब में नहीं पाक ﷺ तशरीफ़ लाए और फ़रमाया|
मेरे अल्लाह से क्यों नहीं मांगते हो?
हज़रात इमाम हसन रदिअल्लाहु ‘अन्हु ने फ़रमाया,
क्या मांगु ?
फिर आप ﷺ ने ये दुआ इरशाद फ़रमाई|
दुआ ऊपर तस्वीर में देखिए
→हर क़िस्म की परेशानी से निजात की दुआ
अक़ीदत और अहतराम के साथ कम से कम एक (1) मरतबा पढ़कर अल्लाह त’आला से मदद मांगिए| इन्शा अल्लाह, फौरी अल्लाह की मदद हासिल होगी|
इस बेशक़ीमती दुआ के ज़रिये आप अल्लाह त’आला से अपनी ज़िन्दगी की हर जायज़ हाजत हज़रत इमाम हसन रदिअल्लाहु ‘अन्हु के सदक़े और तुफ़ैल में क़ुबूल करवा सकते हैं|→ घर से निकलने की दुआ हिंदी में
Best & Powerful Dua for Immediate Help from ALLAH Ta’ala
This dua was taught by our Beloved Prophet Mu’hammad ﷺ to Hazrat Imam Hassan RadiALLAHu Anhu (a Grandson of Prophet Mu’hammad ﷺ).
Once a procedure was due by Hazrat Imam Hassan RadiALLAHu Anhu to Hazrat Ameer Mu’awiya RadiALLAHu Anhu. The value was one lac darham. Hazrat Imam Hassan Alayhis Salam became late for the fulfillment of that agreement.
Hazrat Imam Hassan Alayhis Salam got worried. He thought to inform Ameer Mu’awiya RadiALLAHu Anhu. So, He got a pen and ink to write a letter. He put those on the pillow and slept. He saw the Prophet Mu’hammad ﷺ in his dream.
The Prophet Mu’hammad ﷺ said,
“Why are you not asking to My ALLAH?”
Hazrat Imam Hassan RadiALLAHu Anhu asked, “What to ask?”
The Prophet Mu’hammad ﷺ taught him this dua in reply.
ALLAHummaqzif Fee Qalbee Rajaa-aka. Waqt’a Rajaa-ee Amman Siwaka Hatta Laa Arjoo A’hadan Ghairaka.
ALLAHumma Wama Da’ufat Anhu Quwwatee Wa Qasura ‘Anhu Amalee.
Walam Tantahi Ilayhi Raghbatee Walam Tablugh-hu Mas-Alatee Walam
Yajri ‘Alaa Lisaani Mimmaa A’ataita Ahadan mMinal Awwaleena Wal Aakhireena Minal Yaqeeni Fa’hussanee Bihi Ya Rabbal ‘Aalameena.
By reciting this precious dua, one’s any legitimate wishes can come true by asking to ALLAH The Exalted with the reference of Hazrat Imam Hassan RadiALLAHu Anhu.→ Dua Before Sleeping in Arabic
Recite this dua at least one (1) time respectfully and honorably. Make a prayer to get ALLAH’s immense help. If ALLAH wills, ALLAH’s help will come to you immediately.→ Dua Before Doing an Exam
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→ yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Is dua ki daleel please share ker da
Bahut bade karz mein dub Gaya hoon.kuch wazifa batayiye karz se nikalne ke liye.
https://www.yaallah.in/qarz-utarne-ki-dua/