Is post mein khas apke liye aaina dekhne ki dua Arabic, Hindi, English aur Roman Urdu tarjuma ke sath parhiye.
Aaina Dekhne Ki Dua When Looking into the Mirror with Translations+HD Image
Aaina jise kayi log sheesha bhi kahte hai. Us mein dekhne ke pahle ye dua zarur parhiye. Aur sawab hasil kijiye.
Khana Khane ki Dua Yahan Dekhiye→ Khana Khane Ki Dua
Safar ki Dua Tarjuma Ke Sath Yahan Dekhiye→ Safar Ki Dua in Hindi Urdu Arabic English-Images
English Transliteration of Dua when looking into the Mirror:
Aaina Dekhne Ki Dua Hindi mein:
Hindi mein Tarjuma:
ऐ अल्लाह! जैसे तूने मेरी सूरत अच्छी बनाई मेरे अख़लाक़ भी अच्छे कर दे|
‘हिसनुल ‘हसीन
Aaina Dekhne Ki Dua Ki Roman:
ALLAHumma Anta ‘Hassanta ‘Khalqee Fa-‘Hassan ‘Khuluqee
Roman Urdu mein Tarjuma:
Ae ALLAH! jaise TUNE meri surat achhi banayi mere akhlaaq bhi achhe kar de.
English Translation of Dua to see the Mirror:
O ALLAH, just as You have made my external features beautiful, make my manners beautiful as well.
Hisnul Haseen
Khaas Bat: Is dua ki Hadees mustnad hai magar sheeshe mein dekhne ki riwayat kamzor hai. Aaina dekhne ki dua kayi Hadees jaise Musnad Ahmad #3823, #24392, #25221 mein payi gayi hai.
Jisme mufassireen ne is dua ko Saheeh ka darja diya hai. Aur yahi dua Saheeh Ibn Hibban 959 mein bhi darj hai.
Al-Albani ne ise Irwa Al-Ghaleel No. 74 aur Saheeh Al-Jaami As-Sagheer No. 1307 mein Saheeh ka darja diya hai.
Han lekin ye zarur hai ke sawab hasil karne ke liye is dua ko parhenge to Insha ALLAH aaina dekhne ki dua ko parhne se sawab zarur milega.
ख़ास बात: इस दुआ की हदीस मुस्तनद है मगर शीशे में देखने की रिवायत कमज़ोर है| आईना देखने की दुआ कई हदीस जैसे मुसनद अहमद #3823, #24392, #25221 में पाई गयी है|
जिसमे मुफ़स्सीरीन ने इस दुआ को सहीह का दर्जा दिया है| और यही दुआ सहीह इब्न हिब्बान #959 पर भी दर्ज है|
अल-अल्बानी ने इसे इरवा अल-ग़लील न. 74 और सहीह अल-जामी’अ अस-साग़ीर न. 1307 पर सहीह का दर्जा दिया है|
हाँ मगर के ये ज़रूर है के जिस किसी ने आइना को देखते वक़्त इस दुआ को पढ़ा तो इन्शा अल्लाह उसे ये दुआ पढ़ना का सवाब ज़रूर मिलेगा|
Please Note: The dua to see the mirror is authentic. However, the narrations thereto for looking in a mirror are weak. Whereas, one can recite this dua while watching the mirror to earn rewards if ALLAH ﷻ wills.
Dua to look in the mirror has been recorded in many Hadith collections like Musnad Ahmad #3823, #24392, #25221.
Wherein the commentators have classed this dua as Saheeh. This is also been recorded in Saheeh Ibn Hibban 959.
Graded as Saheeh in Irwa Al-Ghaleel #74 and Saheeh Al-Jaami As-Sagheer #1307 by Al-Albani.
Join ya ALLAH Community!
Subscribe YouTube Channel→yaALLAH Website Official
Instagram par Follow Kijiye→ instagram.com/yaALLAH.in
Assalamu alaikum imran bhai
Muje pregnancy rakhne wala taweez ka amal karna hai pls ijazat dijiye or dua mei yaad rakhiye
Website ko follow kijiye sis, aapko ijazat hai. ALLAH aapko aulad ki ne’mat naseeb kare, aameen.